gossip

1.3K 74 6
                                    

Aarohi's side
Walking along the empty streets just like her life at this moment she sat near a tree trying to understand her situation n how to handle her life
Tune itni badi bewakoofi kese karli aaru tune soch bhi kese liye ki koi tere se pyaar kar sakta hein wo bhi jab wo log akshara se jude ho  arghhh!!!! Humesha mere saath hi kyun, mumma pappa kash mein aapke saath hoti kash mein mar jati  in sab cheezon se  dur na koi kushi na koi ghum nahi koi dukh na koi darr ki mujhe ignore kiya jayega.
She sat for a while n then made herself strong aaru tu kaise soch sakti hein ki tujhe  kisi aur ki jarrorat hain tu kisike upar depend nahi karegi kisi par bhi nahi mujhe dikhana hoga ki mein Bina kisike ehsaan ke jee sakti  hoon inte saalon se mere parivaar valon ne jo ehsaan kiya hein na thank you  for that ab aur nahi ab mein kisi aur ke liye bhoj nahi banungi... mujhe apne life pe focus karna hoga apne career pe, jab personal life ke bare nahi sochti thi kab Kitna khus thi isiliye ab mein sirf apne career ke bareme sochungi  aur kuch bhi nahi pyar vyar kuch nahi hota log sirf kuch time keliye sath rehte that's it its time for aarohi goenka the topper to give a come back, better late than n never.
Chal aaru khud keliye abhi ek hotel dhoondh lete hein reached a hotel which had 3 star rating online when she checked
Aaru ab tere pass itne saare paise nahi hein ki tu 5 star hotel mein rehengi ab isi se kaam chalale
She entered the hotel n walked to the reception the staff were looking at her strangely she was unable to understand what's wrong with her
At reception
Aaru - ek room chahiye
Receptionist- kitne dinon keliye
Aaru 2 din baad mein shayad extend karna bhi pad jaye
Receptionist- aap akele ho... Matlab koi saath nahi hein ese akele
Aaru- wo sab tumhare liye koi jaroorat nahi hein room dikhao
Receptionist- Mera wo Matlab nahi tha agar aapko darr lagega esa hein humare female staff ko bol deta hoon apko shayad koi help chahiye
Aaru- mujhe koi help nahi chahiye bass room dedo
Receptionist- mein dekh sakta hoon aapko aapke bf ne shaadi karke chod diya  isiliye poocha agar aapko koi support chahiye tho hum de sakte hein
Aaru- wow tq so much itna help karnekeliye  itna ehsaan karnekeliye par mujhe nahi chahiye ab Mera dimag mat Khao aur room dedo
She complete the formalities n entered the room, for aarohi goenka who had lived a lavish life this was really a bad option but she determined herself that she'd take her responsibility she laid down after the roller coaster ride which happened in her life few hours ago she badly needed rest n she went into a deep sleep

Next day aarohi took blessing from her parents n promised herself to be determined at the reception
Receptionist- aap ja rahe ho  thike ye kha lijiye na meri biwi ne bheji hein mere liye subah mein ghar nahi gaya tha tho wo a agayi denekeliye aap khalijiye thoda sa
Aaru - ye aap keliye hein mein ye nahi le sakkti aap Kal se kaam par ho aap shift khatam kar lijiye na aur ghar chale jaiyye 
Receptionist- mujhe  neend thikse nahi aati isiliye mein yehinpar 2 3 ghante so jaata hoon aur utke kaam karleta hoon agar par ese dekh lete tho Bachche pareshan ho jate hein isiliye
Aaru- mein aapko pills prescribe karungi kuch dinon ke liye   aap roh sonese pehle le lijiye agar shareer ko rest nahi milega tho doosre din kaam keliye kese ayyenge ha sirf kuch dinon keliye hi hein  yeh
Suddenly her phone buzz
Aaru- thike mein chalti hoon
Staff- aapko esa kya hogaya ki us ladki se itna pyaar se baat kar rahe ho do din ka mehamaan hein wo aur to aur jaate wakt 100 rupay se jyada tip bhi na degi tho ye papad belna  band kar dijiye uncle
Receptionist- smile use dekhar mujhe kisiki yaad aagayi usne kuch kaha to nahi par dekh ke samajh sakta hoon uske Pati ne shaadi ke din hi use...... akela kar diya Maine bhi esi galti ki thi 20 saal pehle aur wo aatmahatya kar ke Mar gayi
Yeh ladki khud keliye khadi rahi yeh baat manni padegi
Staff- ameer  log kuch bhi kar sakte hein  garib ko to karne ka mauka bhi nahi milta
Receptionist-remains silent
Staff- kya Hua aap apne lovestory mein duet pe dance kar rehe ho kya😆😆
Aarohi walked out of hotel seeing her phone there was a notification notifying that from today her posting will be at pediatrics ward
Aaru- meine itna plan kiya par ye to socha hi nahi ki mujhe fir se birla hospital mein hi kaam karna padega kese karu,  her rational mind objected personal aur professional lives ko mingle mat kar .
With the same motivation she entered birla hospital staff had a vague idea about it n were gossiping on seeing aarohi  at birla hospital 
She ignored all n reached paeds ward she resumed her duty
After 3hours she was tired and thought use use washroom to refresh herself she was passing through the corridor where she heard 2 staff members gossiping about her

Person1- Kal shaadi hui thi aur toot bhi gayi thi
Person2- aur nahi tho itni akad hein isme ise jhelega bhi Kaun
Person1- manna tho padega itna kuch hogaya phir bhi muh utakr chale aayi
Person2- paisa se chalti hein bhai zindagi aur log usekeliye kuch bhi karte hein  shayad ab koi aur planning chal rahi hogi nahi tho agar is ki jagah koi aur hota tho kabhi yaha kadam nahi rakta 

Aaru- lagta hein aap logonko koi kaam nahi isiliye corridor mein betke itni chpad chpad kar rahe hein meri life mein kya hein aur kya nahi isme aapko interest leke involve hone ki koi jaroorat nahi  hein so pls get back to ur work aur vese insaan ko apne professional n personal life ko alag rakhna chahiye agar aapko training chahiye to crash course kar Lena so pls u may go now
They left
She turned and saw that at the other side of corridor was Neil standing still rooted to ground their increased their pace aarohi ran to washroom to escape her emotions n splashed water on her face until she's breathless on the other Neil entered his cabin with a heavy heart n light mind relieved by the fact that she's safe n sound or atleast she seems to be
Aarohi warned herself to motivated herself to get back to work ignoring all the stuff ppl think abt her
Abhi while passing through the Neil's cabin saw how depressed n disturbed he was n later heard the staff members chatting about aarohi he assumed that the cyclone had occured n left to his cabin
Abhimayu asked staff about Neil n was informed that he's not completely present with his sane mind
Abhimanyu asked them to inform that all administrative members to reach cabin in 15 min(I.e., there fam members papa birla taiji tauji akshara Neil)
Meine aap logonko isliye bulaya hein ki Mera opinion yeh hein ki ab aage se Dr.Arohi is hospital mein humare saath travel nahi karengi.
All were shocked especially Neil

What do u think will happen next ?
Receptionist story may be felt unnecessary but that how different ppl react in diff ways to same thing
Marriage being broken isn't small thing
N it happened thrice with her in the show I dont know what they want to convey

Dr.Aarohi Where stories live. Discover now