behosh

958 56 2
                                    

Neil got fresh n left to his work
And came down at breakfast
Manjari- aaj shaam mein mandir jaa rahi hoon akshara ka concert hit jo hogaya..
Abhimanyu- wahh Maa meri taraf se bhi thank you bol Dena
Manjari- kyu tu kya kar raha hein aaj
Abhimanyu- are mere gharelu doctor ka hit performance ke baad usse thoda treat Dena tho Banta hein isiliye mein aaj dinner pe le jaa raha boon akshu ko
Akshu blushes
Nishtha- wah bhabhi aap kaafi lucky ho ki mere bhai jesa husband Mila....
Par aapne mere bhai ko itna badal diya ki hum kabhi nahi soch sakte ki the Dr.abhimanyu Birla esa bhi karega everyone smiled
Harsh - ek second woohoo
Mahima- kya Hua
Harsh- Kal ke jo organizers hein na unse meine baat ki hein nxt week ek camp hoga rk gain mein uskeliye technical stuff humari invest aur baaki ke arrangements aur sponsorship wo karlenge  humare loye bhi profit hoga
Abhi- muttering inhe har cheez mein profit chahiye hota hein
Harsh- kya kaha tumne ese kaii sari profit se hi ye tumhara itna bada hospital Bana hein jyada zubaan mat chalao
Abhimanyu- baat ye nahi hein baat ye hein ki aap ki gratitude nahi nahi akshu ki wajah se ye sab hua aapne thank you bhi nahi Bola usse
Harsh- tumne shayad mujhe villain samaj liya hein meine ek second he brought a diary n showed him
Harsh- akshara idhar aao she nervously stood in front of him
Harsh- thank you and I'm proud of your work all the best n he gave the gift to her
Tho Mr.akshara ke pati ji mujhe villain banana band kare samjhe
N he left to hospital
Neil- bhai kya aap ko nahi lagta aap papa ko galat samaj lete hein Kai baar
Abhi- unki waqalat mat kar mein ye sab nahi jaanta mujhe itna Pata hein ki unki wajah se meri Maa bohot suffer ki hein aur mein unhe kabhi maaf nahi karunga he left in anger
Neil stood back didn't understand what he should be doing so questions running in his mind he left to work

Aarohi in the hospital was gng on rounds
Swetha- maam ek min a junior of aarohi
She called her aside
Aarohi- tumhe kitni baar bol hein lunch time par milo abhi nahi agar kisine dekh liya tho
Swetha- I'm sorry maam aaj mein Bahar jaa rahi hoon so isiliye meine aap ye lelijiye she handed over her a sheet of tablets n let
Aarohi immediately put them back in apron pocket n saw here and there if anyone had noticed
She was shocked to see Neil coming
Aaru- whispered Neil...
Neil- aarohi... I'm sorry ese disturb kar diya meine
Aaru -koi baat nahi bolo kuch kaam tha
Neil- kyu Bina kaam ke mein kya mil nahi sakta apni biwi se
Aaru- ok baba now tell me kya baat hein tumhara mood kuch thik nahi lag raha
Swdtha- maaam... maaam..... she came running maam its and emergency professor is calling
Neil- it's OK aarohi tum jao mein shaam ko milta hoon
He left aarohi got busy with her patients

She was tired and was checking a patient she called a staff member and asked for coffee
Patient attender- humari ghar mein shaadi hein hum ghar jayenge Hume discharge de dijiye
Aaru- aap mujse pooch rahe hein ya order de rahe hein aapko Pata bein na aapke bete ki kya haal thi jab aahe the thoda waqt lage thik hone mein n she left
Attende- Kitni akkad hein Haan yaha kaam karti hein hospital apna samaj ke rakha hein kya

Aarohi was back home staff member came to her madam wo Bade madam behosh ho gayi aap Jara dekh lijiye
She ran to manjaris room
Aaru- Maa aap thik hona she was unconscious she understood her bp got down n gave her injection after while she opened her eye
Manjari- aarohi!! Beta tum kab aayi
Aaru- jab aap behosh thi kitni baar bola apne tablets time par le liya Karo
Manjari- beta bolna aasan hota hein par wo tablets lete waqt apne aap par Tarass aati hein
Are mujhe tho mandir Jaana tha
Aaru- nahj aap Kal chale jaana bhagwan ji  bura nahi  manenge
Aaru, aap rest kar lijiye aur  ye tablet abhi ek ghante baad le Lena mein chalti hokn aaj thoda jyada kaam tha bohot thak gayi hoon
Manjari- thike beta so jao she smiled she gave her a sheet of tablets and left

She came to her room n slept since it was a hectic
Everyone got back home abhi n akshu came back after their date Everyone were chit chatting in hall Neil came back
Neil- are wah ye nazaraa  bohot achcha lag raha hein
Hahaha
Wese Maa aur aarlhi kaha hein
Abhi- haa Maa kahi dikhai nahi de raha
Shefali mein bulati hoon
Abhimanyu.....abhimanyu....... she screamed from upstairs Everyone ran to her room
Shefali abhimanyu Maa kith nahi rahi hein mujhe bkhot darr lag raha hein
Abhi- maaaaa Maa she didn't wakeup
A staff member  came n told what happened that evening
abhimanyu-  saw aarohis mobile on bedside table took it n aarohi aaj mein tumhe nahi chodunga he went to her room n saw her sleeping n took jug n poured ot on her face

Dr.Aarohi Where stories live. Discover now