.......hogaya rabba rabba

809 69 22
                                    

The party gng on Everyone was having dinner
Harsh- abhimanyu Neil kaha hein
Abhi- meine phone kiya hein sir par ans nahi kar raha aur kisiko bhi idea hi nahi hein
Suddenly a nurse came sir sir
Abhi- kya Hua
Nurse- sir aarohi madam room mein nahi hein
Everyone wattt
Akshu- abhi mujhe darr lag raha hei  kahi.... usne mujhe call kiya tha wo bahut tension mein thi
Manjari aur tum abhi Bata rahi ho
Akshu- nahi Maa mein
Mahima- ab aarohi ko doodhna imp hein
Anand- aarohi gayab hein Neil bhi nahi dikh rah chal kya raha hein
Abhi- wahi jo aarohi chahti hein meine usse irritate kiya tha uske results lo leke ab usi ka badla le rahi hein mujhe darr hein ki uski wajah se mer bhai ka kya haal hoga Pata
Harsh - cctv phootage dekhte hein pehle
They left
Abhimanyu held his head
Akshu- abhi tum pani peelo tension mat lo tension mat lo
Abhi- kese tension na lu Mera bhai dhekai nahi de raha wo aarohi usse emotional blackmail kar rahi hogi usse manipulate kar rahi hogi
Akshu- hugged abhi
Akshu to herself aaru kya karne wali hein aaj agar teri wajah se hospital ka naam kharab hua tho kabhi maaf nahi  karpayenge

Neirohis side
Aaru- Neil Neil ruko she was running barefoot on the road behind him
She ran held him Neil stopped
Aaru- Neil kya hogaya tum ese kyu itna ... kya Hua hein  Neil tum ro rahe ho kya Hua she hugged him
Neil tum thik tho  ho na kuch hua hein kya kisine kuch kaha
N - tum sahi keh rahi thi chipkali Mera koi apna nahi hein koi bhi nahi
A- nahi Neil esa nahi mein hoon tumhara parivaar tumhare saath hein humesha
N- nahi mein kabhi dikhai nahi deta na mera kaam dikhta hein mein exist hi nahi karta meri kya galti hein ki meri life ki shuruat hi ese hui thi kya usme meri koi dosh hein kya
A- nahi Neil esa nahi hein tum ek perfect bhai ek perfect beta aur ek perfect husband ho tum har cheez mein perfect ho
N- he broke the hug n observed her n realized that she was in hospital dress aarohi tum yaha ese kese tum thik hona ese kese tum.... he was panicking
Aaru- Neil calm down plssssss she took his purse n brought water bottle for him
Ye lo pani peelo feeling better
N- tum yaha aayi hi kyu meri wajah se ab tum problem mein ho itne raat ko ese tumhari halath bhi thik nahi hein jao chipkali
A- nahi mein tumhare Bina kahi nahi Jane wali kabhi nahi
N- tumhe ek baar me samaj mein nahi aata  he pushed way she fell over the road a car was approaching she was slowly getting up Neil saw this he pushed her n got down in front of car
Accident hogayaaaaaa


Aaru- neeiiiiiiillllllllll
Drenched in blood the car owner got out I'm sorry madam meine ese jaan booj ke nahi kiya break lagya tha phir bhi aaru- dekh ke chalan chahiye na
Person- hum hospital leke chalte hein inhe he helped her n took her to the birls hospital it was nearby
In the car neil tum aakhe khuli rakho kuch nahi hoga tumhe
N- aaru mein kisika khayal nahi rakh paaya kisika bhi nahi
Aaru- nahi Neil tum .... ye sab chodo tum she tapped on his cheeks aankhe khuli rakho plss
Neil- aarohi.... tum muje promise Karo ki tum mere parivaar ka khayal rakhogi...
Aarohi pls Neil hum aagaye bas thodi der plss.. aap thoda jaldi chalayye
They reached the hospital n was taken inside ot the doctors operated n told that it wasn't serious but he had fracture in both the lowers limbs which might take few months to resolve
Aarohi broke down hearing
Aaru- Neil already khud ko itna unlucky maan raha hein ab esa hogaya tho wo aur depressed ho jayega Mera khud ka mental state hee mujhe samaj mein nahi aata mein Neil ko kese sambhalungi  she was Roaming restlessly in corridor when Harsh was watching the cctv postage he observed aarohi Roaming outside ot he informed others
Abhi- ye ladki mujhe kabhi samaj mein nahi aati waha kya kar rahi hein
Akshu- chalo dekhte hein
They reached akshu- aaru kya Hua ye khoon ye sab tu thik tho heina
Aaru- hugged her n started
D crying
Akshu- hua kya hein batayegi bhi
Abhi saw through the mirror n shouted Neil...
Manjari abhi kya Hua mere bete ko kya Hua
Aarohi was already in trauma unable to speak anything unable understand n unable to process was in a shock

Abhi shouted
Aarohi kya kiya tumne mere bhai ke saath ab ye kaise chaal mein fasa diya usse tumne chaahti kya ho tum ?
Tum ab mere bhai ke aaspass bhi nahi rahogi jitna paisa chahiye lelo aur mere bhai ko baksh do
Agar mere bhai ko.....
Tumhe mein zinda nahi chodunga
Aarohi ran from there n started crying
Mahima - Anand mujhe kuch thik nahi lag raha mere saath chalo she took him away
While everyone was worried for Neil Manjari came to aarohi
Manjari- aarohi she kept her hand on her head who was crying hugging her knees
aaru- Maa  Neill..  woo.. neilll.....
Manjari- didn't speak up anything
Aaru- Maa kya aap ko bhi lagta hein meri wajah se Neil..... she started crying
Manjari- akshu mujhe pehle se hi bol rahi thi ki tum Neil keliye thik nahi ho par meine nahi suni par tum .....
Kya chahiye tumhe hum sab tumhe jhel rahe the na tumhare saath achche se behave kar rahe the apnane ki koshish kar rahe the aur tumhe aur kya chahiye
Hastha khiltha  rehta tha Mera beta aaj dekho tumhari wajah se wo aaj...
Agar aaj usse ho gaya tho tumhe mein jail tak mein leke chalungi yaad rakhna ek Maa ke gusse ka kya natija hoga ye tum nahi jaanti
She left they spoke to doctors they informed that he was stable n had fracture n need bed rest they requested him to take home 
They took him nxt day home n Neil was sleeping in the room he was quite unconscious/semiconscious  bcz of high dose of analgesics n sedatives everyone were worried for him n were thinking how to be his support
Shefali- Maa aur papa nahi dhikai de rahe hein
Abhi- wo taiji aur tauji hospital sambhal rahe hein itna kuch hua hein Kal tho Hume bhi jaana hein thodi der mein
Parth- vese aarohi abhi bhi admitted hein na hospital mein
Manjari n abhi-  mujhe uska naam phir dobara nahi sunna hein
In the hospital she requested her doctors to give discharge they how will u go dr- aapke saath koi hein kya ese kese aap
Aaru- nahi mein thik hoon main chali jaungi tq she got discharged n was getting back home on the way in auto
Aaru- Neil ko ghareleke gaye hein aur mujhe bataya bhi nahi sab ke sab gusse mein aur mujhe Neil ka khayal rakhna hein kese karu Mera dimag itni jaldi jo garam ko jaata hein par mein sad nahi dikhungi Neil ki kushi ab most imp hein   Neil tumne sachme tumhare pyaar mein fasa diya she smiled with teary eyes n  headed home
She reached the house n staff members got the things inside
Akshu- ye samaan kya
Staff- ye aarohi madam ke saaman hein
Everyone stood from their places n she came near doorstep
Manjari- rukho tum ab is ghar mein nahi aaogi niklo yaha se
Akshu- Maa ap thoda shaant hojayye baadme baat karte heina
Manjari- koi beech mein nahi bolega  aarohi tum jao ya mejn khud tumhe ghar se nikal di
Aaru- Maa ap meri baat maniye
Majari held her hand
Aaru- aap ek baar meri baat sun lijiye
Akshu- Maa aap rukiye aaru ko bolne dijiye 
Manjari- without listening dragged her out 
While Harsh abhi where giving angry looks parth n shefali looking helpless
She dragged her out n pushed her out of the door
She was about to fall when someone held her who's that?????
Any new character or any new supporter ?????

Dr.Aarohi Where stories live. Discover now