party

838 62 11
                                    

Aarohi was standing numb by the door side while Neil entered
N- aarohi tum uthi kyu tum rest Karo idhara aao betho
A- mujhe suffocating lag rahi thi isiliye ese
N- nahi abhi tum thik nahi hui ho so pls take rest jab tak tum fully fit n fine nahi ho jati tab tak no discharge
A- kya!!!! mujhe ghar Jana hein
N- nahi abhi nahi
A- Neil mujhe counseling ke bareme bhi sab kuch dekhna hein
N- ho jayega sab kuch bas thode din pls
A- thik hein
N- mujhe thoda kaam hein mein abhi aata hoon thike
Neil left
A- mujhe Pata hein Neil tum kyu mujhe ghar nahi leke nahi ja rahe ho Taki tum tab tak sabko manalo ki mere saamne kuch na bole aur mein bhi ye baat ko bhool jao par kuch bhi esa nahi hoga ye meri reality hein aur reality humesha hi apne saamne aajati hein tumhare ghar walon ka tho Pata nahi par mein tumhe ese dharmsankat mein nahi daalna chahthi kabhi bhi mujhe ya tumhara parivaar mein se kisi ek ko choose karnekeliye nahi kahungi kyunki ek tum hi ho jisne mere baareme socha hein aur mein tumhe nahi kho sakti itne dinon mein jo bhi hua usme tum mere saath the aur meinn..... nahi kabhi nahi hum saath rahenge chahe kuch bhi ho jaaye

N- in cabin I'm sorry chipkali par tumhe diverted rakhna iimp ho gaya hein isiliye pls I hope u understand
A notification popped

Everyone gathered in conference hall
Some investors too Investors-I

Harsh- I'm glad that your company chose to collaborate with us
I- we are fortunate that our pharma company can collaborate with your hospital which is not just a hospital it's it's brand
Anand- can we finalize the deal
I- ofcourse
Harsh- I think we should arrange a party n invite media u know pr thing
I- ofcourse why not
Later they left

Anand- dekha yeh bahut badi company hein Hume saare drugs ab inhi company se milenge inhe bahut sari international companies se bhi contact hein so humari benefit hogi
Harsh - ji bhaisaab abhi Neil tum log ye dekhlo ki aaj shaam ki party mein koi bhi kami na ho ok saati tayyariya ho Jani chahiye ok
N,A - ji
They Left
Abhi- Neil esa kaam karte hein mein staff se ek baar baat lerleta hoon aur tum kisi event manager se baat karlo aur arrangements hum dekhlenge thoda jaldi karna padega ok
Neil- ji bhai
They were busy with their work when Neil was passing through the corridor a nurse came n told him that aarohi was calling him she needs to talk
N- pls aap bol dijiye mein bohot busy hoon aaj raat ko aajaunga thike pls
Later he left
Nurse informed the same to aarohi
Aarohi- hey bhagwan isse bhi aaj hi busy hona tha mein mere pass phone bhi nahi hein mujhe aage process ke barreme update chahiye agar late hogaya tho bahut gadbad ho jayegi
She was waiting for him but didn't come she was getting restless
Neil was seeing outdoor arrangements n  media  Roaming throughout the city to make everything perfect
Abhimanyu in his cabin speaking to the staff
A- aaj sab kuch thik ho Jana chahiye juniors doctors ko for every dept 2 members rakh dete hein taaki agar koi bhi emergency hui tho sambhalne keliye thike aur koi bhi patients ko kisi bhi Tarah ki discomfort nahi honi chahiye ok got it aur haa agar aaj sab kuch thik se ho gaya tho Kal meri taraf se sab ko samosa n he laughs😂
Everyone smile n leave while gng back to their work they were talking in corridor while aarohi came out to search for Neil she hear their conversation
Staff1- sir kitne achvhe heina humse kitne achchese baat ki aur tho aur treat deneki baat bhi kar rahe the
Staff2- isiliye tho mein ye hospital chod ke nahi ja raha Kitna bhi kyu na ho ghar se
Aarohi smile hearing them
Staaff1-  are Neil sir kahi dhikai nahi de rahe itni badi party hein hospital keliye itni badi baat aur wo kaha hein
Staff 2- meine unhe subah aarohi maam ke room mein dekha tha baadme nahi
Staff1- lo inhe apne patni ki seva mein hi busy rahe honge itne bhi kya abh tho thik bhi hogayi par nahi unhe tho apni patni ko yahi par rakhna hein
Staff2- dheere bolo unheeke hosp hein agar Pata chala tho hum par bhadak  jayenge wese bhi unhika hosp jitne time bhi reh sakte hein hum jaise nahi hein jo Bill keliye darr jaye
The left n aarohi stopped hearing all this here she didn't have a word with him bcz he has been busy with work but the ppl are assuming smtng else
She went back to her as she knew she is very much angry n might bring new complications for Neil who has no positive impression in this place
In hosp abhimanyu was arranging everything while he got a call sir we need u immediately in room no203 emergency  he left an emergency cardiac case n he needs to operate immediately to save his life but what abt the arrangements
He called Neil
Abhi- kuch mat bol bas meri baat sun abhi saare arrangements tujhe khud karne padenge mujhe emergency surgery keliye Jana hein bye
N- are Kat diya uff ab kese he reached hospital n had obs that almost half of the work was done just some last things were left he got a call from caterer sirji humare Cook bimar  pad gaye nahi aa sakta aap kisi aur ko dekh lijiye agar aa gaye tho phir bimari phel jayegi
N- are tho kisi aur ko bhej aur koi nahi hein kya
Ji sirji nahi hein aap kisi aur ko dekhlo
N- oh god ab kya karu itne Kam time mein sab kuch kese sir abhi un investors ke saath hein unhe Bata nahi sakta aur saare apne patients ki wajah se busy hein kaise karu
He was going through the corridor when someone said
Sir aap kab aaye Dr.abhimanyu sir ne apko ye kaam diya hein aur bola he ki sab kuch shaam tak ho Jana chahiye
N- who was frustrated n irritated with everything tum mujhe Bata rahe ho ki order de rahe raho chalo niklo yaha se abhi

He left
In aarohis room who came to clean were gossiping assuming her to be asleep isiliye mein kehta tha ki abhimanyu sir best hein ise tho sar pe chada rskha hein
Other- aur nahi tho ghar mein jagah di paal poske bada kiya aur ab itne Bade position bhi par akad tho dekho ese hi hota jab sab kuch aasani mil jaate tho
Aarohi fisted her hands n Tears escaped aarohis eyes Later they left
Aaru- inhe humesha esa kyu lagta arghhhhhhgh!!! She screamed mujhe Neil ko shaant karna hoga warna gusse kuch bolega aur log uske baareme aur baate karenge She saw him passing through the room she went out she was running behind him
Aaru- neillll neilll ruko
He stopped
N- aarohi tum kese ghum rahi ho rest Karo
A- Neil mein jaanti par tum shaant ho jao aur kuch bhi
N- tum bhi mujhe gyaan Dene aayi ho mein kaam achchese karlunga ab mujhe mat pakao thike kuch bhi ho jaye mein kaam karke hi rahunga thike tum abhi jao he  left in anger
A- Hey bhagwan sab kuch thik hojaye is baar agar kich bhi gadbad hua tho Neil ka naam kharab ho jayega
She left to room it was evening aarohi was getting restless party would commence in 1 hour she was tensed she wanted to make sure that Neil was fine she want someone to take care of him
She thought about akshra she asked staff member phone n called akshu
Aaru- akshu I know mein abhi apne  Matlab keliye call kar rahi hoon mein par pls Neil ka khayal rakh plsss
Akshu- kya Hua aaru tu ese kyu bol rahi hein
Staff member- madamji Hume Jaana hein pls bohot kaam hein he took the phone n left
Akshu- esa kya ho gaya ki aaru itne  ghabrayi hui hein mujhe Jaana padega akshu came to hospital everything thing gng on smoothly she made those arrangements about the pooja n welcome n the investors arrived
They met everyone Harsh n Anand birla hosted the evening Harsh called Neil by the side n asked where is abhimanyu he is busy with patients in meanwhile abhimanyu came
Lo bhai bhi aagaya

Neil left to see the dinner arrangements while the pressure was gng on  there was issue at the parking spot so he has gone there to make sure there is no drama when they come out
Reporter- tho aapake  success ka formula kya hein
Harsh n Anand birls - humari family
They smiled
Anand- ji humare family mein almost all doctors hein isiliye work stress aur work responsibilities sab samajte hein 
Everyone was enjoying the party  Harsh n and were introducing the family family members manajari mahima shefali parth n when he was introducing abhimanyu
Investors- are hum inhe achchese jaante hein top 10 surgeons mein se ek hein 
Everyone smiled
N introducing akshara
Harsh - ye humari bahu hein akshara abhimanyu ki wife
Investor - ha humne dekha tha bahut  stressful lag rahi thi pooja ke arrangements karte itna stress loge tho kese chalega 😂😂 they smiled Everyone were enjoying while Neil was running throughout to make sure everything goes smoothly 
Investors aapka doosra beta bhi tho tha right wo kahi dikha nahi de raha  kaha hein  are itne successful family hein par wo kaha hein karta kya hein
Harsh- wo bhi administration dept mein hein wo arrangements mein busy hogaya
Investors are itna bhi kya busy Dr abhimayu aur unki wife bhi tho busy the par aaye hein
Are esi baat nahi hein
Neil who just came stood numb hearing this convo n left in 
Aarohi room she was restless she was seeing out of the window n saw Neil leaving are ese kese jaa raha raha hein kahi kuch hua hein kya party mein yeneil na mabhi bhi gissa ho jaata hein end tak Ada raha aur ab jaa raha hein she left behind him running not thinking abt anything

What's gonna happen ? Will Neil take any extreme step ?
Kya Neil ka sabar toot gaya hein?

Agar Neil ko kuch ho gaya tho Mera Sara mood kharab ho jayega 🤦‍♀️

My intention wasn't to degrade anyone or a character but just to highlight that at times we only give credit the work that we see not the whole thing

Dr.Aarohi Where stories live. Discover now