are u serious

1.3K 95 23
                                    

Dr.Arohi is hospital mein humare saath travel nahi karengi.
Everyone was shocked Neil stood from his chair he knew what work meant for aarohi already she had been facing so much bcoz of him n his family n now this no this can't be happening
Neil- bhai ese kese aapa decide karloge ki aarohi yaha kaam nahi karegi

Anand- tu jyada bol mat waise bhi tu emotional hokar ye sab bol raha hein

Neil- sry tauji sry bhai par aap bhi personal basis pe hi decision le rahe hein

Abhi- Neil tu samj nahi raha esa nahi hein

Neil- to kaisa hain bhai already itna kuch ho gaya aur ab yeh aap ese soch bhi kaise sakte ho

Akshu- Neil tumhare bhai kuch tho socha hoga warna  ek achchi doctor ko humare hospital se door rakhne ka decision kyu lega

Mahima- tum logon ke kehne se kuch nahi hoga aur ab agar nikalne ki baat aayegi to vo chupchap nahi jayegi valid reason chahiye use nikalne keliye varna phir se nayi drama shuru hojayegi

Harsh- agar vo ladki yaha rahegi tho har roj dramae hi honge already hospital mein baat phelgayi hein aab bahar jaye ye news isse pehle kuch kadam Lena padega

Neil- par bhai ese achanak kese nikal denge use...

Abhi- mein Bata raha hoon pooch nahi raha aur valid reason ki baat hein tho already itna kuch kar chuki hein usne ek baar medical negligence ki vajase license 1 year keliye suspend bhi hogayi doosri baar Lena hi humari bewkoofi thi

Mahima- jo karna hein Karo par hospital pe rumors aur news nahi ani chahiye
Everyone nodded except Neil
Mahima- ok then get back to work

Mahima - opened the door n saw aarohi standing over there it was clear from her expressions that she overheard the conversation
Mahima- mere pass aur bhi kaam hein so dekh lijiye MD ji n she left

Neil was unable to face her
Aarohi looked at Neil to see if he could atleast say something but his eyes were stickedto the floor

Neil- bhai aap kuch better option nahi soch sakte

Aarohi she was unable to believe that he  was taking his brothers side it was getting on her nerves at this moment

Neil- kuch tho boliye bhai esa kese usse kaam se nikal denge

Akshu- tum jaisa soch rahe ho waisa nahi hain  Neil
Neil- to kaisa hain bhabhi

Abhi - spoke out hum aarohi ki transfer ke baare baat kar rahe hein yaha se recommendation letter ke basis par usse koi bhi hospital mein kaam mil jayega par yaha ab nahi ho sakta tujhe achcha nahi lagega mein jaanta hoon par this is it .

Aarohi- bas Karo tum log!!!!! mere life ke decision mere Bina hi discuss rahe rahe the poochna tho dooor bataya bhi nahi aur is faisle par tum bargaing bhi kar rahe ho Neil   she pointed him

Neil couldn't face her he knew she isn't wrong at this moment he left with tears in his eyes feeling useless

Abhi- wah Kitna talented ho na tum kabhi bhi kahi bhi tapak jati ho jaise ki ab  information gather karne keliye hi tumne birla hospital join kiya hein kya

Aaru- enough bas bohot bol liya tumne aur bahut sun liya meine tum hote Kaun ho mere life ke decisions lene wale

Akshu- aaru tameez se baat kar umr mein rishte mein aur seniority vise bhi tujse bada hein abhimanyu

Aaru- wah jab Pati ke khilaf aavaz uthi immediately muh khol doya tumne par itne time se tumhare Pati ne jo kiya wo dikha nahi tume

Abhi- sunliya right tho fir Kal ake apna letter aur certificates leke jana

Aaru- mujhe tumhara daya ki koi jaroorat nahi hein recommendation letter tum khud apne pass rakho mein resign karti hoon
She took a paper from table and wrote the letter n threw it on his face
Akshu- aaru!!!
Aaru -Dr.Arohi for u Mrs.abhimanyu birla,  I'm signing off ha par Kal mein aaungi apne certificates lene to ready rakhna

She turned to go and stopped at the door n returned
Aaru- ye pediatrics ward mein ek patient ki file hein cardiologist ki suggestion chahiye thi isiliye aayi thi
She kept it on the table n left
She came outside the hospital crying n gasping for air
Their she collided with her frnd named vikrant
V- aaru tu yaha ese kya Hua
Aaru- composed herself didn't speak a word or was unable to
V- chal hum kahi bhar Bethke baat karte hein
At a hotel she told what had happened
V- are u serious dude tu topper thi tune apne career ko chodke us birla hospital ke piche pad gayi tu chahti tujhe isse bhi better hospital  mein job milthi thi par tune pg ko side track karke shaadi n all ye kaise main track par le aayi

Aaru- ye sab kuch mere pagalpan aur insecurities ka natiga hein ab jo hogaya so hogaya mujhe job chahiye aur ghar bhi aur is internship ki stipend se tho ye possible nahi hein kuch time keliye hi sahi mujhe koi aur job dhoodna hoga

V- Pagal hein kya aapne line chodke doosre kaise pakdegi

A- internship ki salary se itna sab kuch nahi hota vikrant

V- tu as a medical officer bhi join kar sakti hein par koi village ya remote set up pe higa chalega na

A- tq so much vikrant

V- pakka ye idea tujhe thik  laga ese itne door remote areas mein with minimal facilities

A- pass rehke bhi kya hi hua hein mera

They talked for a later she left for hotel room

Birla house
Neil directly came to his house after what happened in the hospital
He went to his room n didn't come out
In the evening when everyone came abhi asked manjari about Neil she informed him about his situation n expressed her worry

Abhi- mein dekhta hoon ma

He knocked over Neil's room
But no response
Again still not response
Abhi- tu darwaza kholega ya mein door tod du

He opened the door n left
Abhi entered the room kya  Hua esa kuch khaya bhi nahi aur bol bhi nahi raha chal kya raha hein tere dimag mein

Neil- kuch bhi ho kya farak padta hein bhai

Abhi- tujhe abhi bhi us aarohi ke liye fikr ho rahi hein wo kahi aur job karlegi agar nahi ho payi fir tujhe call karengi tuje fasayegi mark my words

Neil - mein jaanta hoon bhai aapne usse isiliye nikala Taki mein move on kar Saku isse achcha aap mujhe nikal dete

Abhi- .......
Neil- chod dijiye bhai  mene asalme usse pyaar karke bahut badi galti kardi mujhe nahi Pata tha ki mere pyaar ki saza wo aise  bhoktegi

Abhi left

Evening Neil was sitting on terrace
Abhi came with some ice cream with uplift his mood

Abhi- Neil kya kar raha hein
Main  soch raha that hum saare boys gang na ladakh trip par chalte bike racing adventure bohot kuch karenge boring si life hogayi hein
Neil smiles
Parth joins them
P- kya planning chal rahi hein
Abhi- mein keh raha tha ki hum trip pe chalte hein only boys
They where chitchatting but Neil was not at allinterest in the topic
Abhi- dekh jo hogaya so hogaya agar tujhe ye lagta hein ki mein galat hoon to mujhe maaf karke aage badhja pls
Parth - tune us ladki keliye fikr karneki jaroorat nahi hein....
Suddenly Neil's phone buzz with aarohis number
Abhimanyu cut the call but again n again she was calling him

Abhimanyu was beyond furious
Dekha 1 din bhi nahi guzra aur iski chal shuru hogaya mein batata hoon
Ise
He answered call

Aaru- neil... Neill...
Abhi- tum meri baat kaan kholke sunlo aaj ke baat mere bhai ke piche mat padna varna mujhse bura koi nahi hoga n he cut the call n switched off his phone
Neil was was trying to stop him but didn't work
Parth n Abhi left
Late he tried to contact aarohi but it was   switched off
Neil closed his eyes n laid over floor on terrace

Why did aarohi call Neil?

Some of may not.like way story is proceeding but I really wanted to show how could an itv story progress with minimal illogical things

N yes with internship we don't get high paid jobs pg n superspeciality are must

Dr.Aarohi Where stories live. Discover now