MoRan

1.1K 72 71
                                    

After having their lunch filled with love and laughter, everyone decided to go for a walk. Elders decided to go together while the youngsters made a group together. Barkha too wanted to go but couldn't as she got her periods at the last moment. Monami and Sanju insisted on staying with her but she somehow managed to send them.

(Reminder: Koel is not there as she already went with other cadets. So the youngsters team consisted of Faizi, SidSa and MoRan)

In jungle....

K: Sabhi dhyaan se aage badhna aage jungle ghana ho jata hai. Agar raasta bhool gaye toh zindagi bhar yahin rehna padega.

M(whispered to Sid) : Yeh Sheru mode se phir se khadoos mode pe chala gaya.

Si(whispered back) : Mere liye toh isse Sheru mode aur Sadu mode dono mein jhelna mushkil hota hai. Mode koi bhi ho band isse meri hi bajani hoti hai.

Listening this, Monami giggled...

K(eyeing Monami) : Agar bandariya ke jaise daant phaad ke ho gaya ho toh chale Rani Sahiba? Aapki junglee riyasat aapke daure pe aana ka intezaar kar rahi hai. Zara apne kareebe rishtedaron ko hello bol dijiyega raasta mein khush ho jayenge.

M: Haan....(realising what he said....) YOU KHADOOS SHERGILL samajhte kya ho khudko tum? Main janwar dikhayi deti hoon tumhe? Khudki shakal dekhi hai kabhi? Are agar junglee janwar dekh lenge toh Darr jayenge kyunki tum unse bhi zyada khatarnak dikhte ho.

K: Do baatein (Monami raises her fingers) Pehli yeh ki main sirf dekhta hi nahi hoon balki hakikat mein khatarnak hoon. Aur junglee janwar chahe kitne bhi khatarnak ho Sher se darte hi hain.

Monami rolled her eyes and said : Dusri baat agar kaam ki hi toh ho bolna kyunki pehli vaali bilkul bakwaas thi.

K: (making a face said) Theek hai nahi batata dusri baat phooto yahan se.

M: Haan theek hai vaise bhi tumhari bakwaas mein koi interest nahi hai mujhe.

K: Toh khadi kyun ho? Jao na.

M: Main tumhare kehne pe kyun jaaun. Mera mann mere pair jahan mann jaaun jahan man khadi rahun. Tumhe problem hai toh tum jaao.

K: Maine kab kaha ki mujhe problem hai. Voh toh aap keh rahi hain.

M: Main kya keh rahi hoon?

K: Vahi jo tum keh rahi ho.

M: Lekin main keh kya rahi hoon?

K: Yahi ki tum junglee janwar ho.

M: Haaawwww aisa main nahi keh rahi. Aisa tumne mujhe kaha.

K: Maine toh bas kaha tha ki apne kareebe rishtedaron ko hello bol dena. Ab yeh toh tumne kaha ki tum janwar ho.

M: Maine aisa nahi kaha aisa toh tumhari baat se laga.

K: Ohh matlab tumhe lagta hai ki tum janwar ho. Vaise zyada galat nahi lagta hai. Sahi hi hai.

M: Mujhe aisa nahi lagta aur sahi kya hai ismein?

Karan goes closer to Monami and bends down to reach her ears. They were so close that Monami could feel his hot breathe on the nape of her neck. She closed her eyes at this proximity and shivered when her eyes met of Karan's. She was lost looking in them when Karan whispered....

K: Aapko yeh lagta hai ki aap janwar hain aur main handsome hoon bahut zyada haina....

Monami was so lost that she just nodded her head slightly and in shivering tone whispered...

M: Haan.

Karan's face formed a smirk and when Monami noticed it, she realised what she said and turned red with embarrassment but soon her shyness turned into anger and she realised that he referred her as an animal and hence said .....

Phir Chali Ziddi Dillon ki Kahani (On Hold)Where stories live. Discover now