Shopping

538 36 17
                                    

Hey guys,
I hope you will enjoy this chapter.

Next day,
As always Sid first wake up. He went to the washroom and get ready. After getting ready he came towards Avi. Avi is sleep peacefully with holding pillow. She is going to kiss pillow. But how can Sid will tolerate that her wife is kissing pillow not him. He snatch her pillow.

Sid: Avi wakeup.

Avi:( in sleepy tone) kaha ja rahe ho Sid...

Sid: I am here. I am not going anywhere. You just wakeup.

Avi:( in sleepy tone) I want to kiss you.

Sid came close to her and starts to kissing her on lips.

Because of sudden action Avi open her eyes. She tries to stop but she fails. After sometime they both stopped.

Avi: ye sab kya tha Siddharth.

Sid: vahi jo tumne kaha.

Avi: me kiss ki baat kar rahi hoo.

Sid: me bhi kiss ki hi baat kar raha hoo. Tumne hi mujhe kaha ki 'I want to kiss you.' to meine tumhari ye wish complete kar di.

Avi:( sarcastically) Aapka bohot bohot dhanyavad.

Sid: jii ye to mera farz tha.

Avi: farz ke bachche.

And she starts to hitting him. Sid held her both of hands in just a minute.

Sid: tum bevkoof ki bevkoof hi rahogi. Tumhare ye chhote se hath mera kuchh nahi bigad payenge.

Avi: haa haa. lekin pehle tum mujhe ye batao ye shoot woot pehen ke ready hoke Sunday ko kaha ja rahe ho.

Sid: office, date pe thodi na jaunga.

Avi: patidev, aaj Sunday hai. Most of normal people aajke din office nahi date pe jate hai.

Sid: jo bhi ho. Mujhe bohot kam hai office me.

Avi: tum kahi nahi jaoge. Matlab tum jaoge lekin office nahi mere saath shopping.

Sid: me tumhare sath kahi pe bhi ja shakta hoo. Lekin shopping, bilkul nahi. Tum ladkiya shopping ke naam pe pura din lagati hai. Mujhe apna time waste nahi karna.

Avi: ohh hello, tumhe kisne kaha ki ham ladkiya shopping karne me pura din lagati hai.

Sid: ye me experience se bol raha hoo.

Avi: har ladkiya tumhari ex ki tarah nahi hoti. Chupchap chalo mere sath.

Sid: no means no.

Avi: thik hai. To me akele jaungi vaha pe. Ek bhi bodyguard ko saath me nahi rakhungi.

Sid: tum esa kuchh bhi nahi karne vali.

Avi: me esa hi karungi.

Sid: tum...

Avi: me ready hone ja rahi hoo. Soch lena ki aana hai ya nahi. Veise me soch rahi thi me saath me apne dost aur unke boyfriends ko bhi invite kar loo. Sab saath me maje karenge. Tum nahi aaoge to un logo ki company to hogi na. Aur koi mujhe rokega bhi nahi mere man ki karne se. Chalo bohot baate hogai. Me ready hone ja rahi hoo.

Before Sid can spoke Avi went to the washroom.

After sometime Avi went downstairs. She is going towards her Activa but guards stop her.

Guard: Mam, Sir ne aapko driving karne se mana kiya hai. Aap car me bethiye.

Avi: Apne Sir ko keh dijiye ki me unki koi bhi baat nahi manne vali.

Sid came towards her.

Sid: Avi, chupchap beth jao car me.

Before Avi can spoke anything Sid's one glare is enough to shut her mouth. Sid sat on the driving seat. Avi sat beside her. He starts driving.

Avi: finally tumne haar maan li.

Sid: tum one minute ke liye bhi chup nahi reh shakti.

Avi: bilkul bhi nahi.

After sometime they reach in shopping mall. After seeing Sid there, manager came towards them and welcome them.

Manager: Sir aaj aap yaha.

Avi: (in Sid's ear) ye tumhe jante hai.

Sid: (in Avi's ear) ye mall tumhare husband ka hai.

Avi: OMG, I can't believe. Tab to aaj me tumhara pura bank balance khatm kar dungi.

Sid: koshish kar lo, lekin haar jaogi.

Avi: dekhte hai.

Avi came towards clothes shop. She choose some clothes for her. Sid also choose some clothes for her. In one hour Avi do all of her shopping.

Sid: I am impressed. Tumne itne se time pe sab shopping kar li. Veise tumhari choice kaafi achchi hai.

Avi: (looks at Sid) haa vo to hai.

Sid: hai pagal ladki, phirse kaha kho gai.

Then Avi's friends came towards her. They are Anushka, Riyaaz, Reem, Jay, Gracy, Zaan.

Avi introduce them to Sid. Sid also know them because they all are in same college.

Anu: yaar, Avi tu na sabse fast nikli. Sabse pehle hi kisiko bhi bina bataye shadi karli.

Avi: meine tum sabko pehle se hi kaha tha ki me apni shadi me kisiko bhi nahi bulane vali. Me simple court marriage karne vali thi. Aur vahi kiya.

Reem: haa haa meri ma pata hai. Chal aaj ki treat to teri hi taraf se.

Gracy: aur nahi to kya. The Siddharth Nigam se shadi ki hai hamari madam ne to treat to deni hi padegi.

Avi: haa haa jarur jarur. Tum sab ye batao kab tak in masoom ladko ko tadpaogi. Jaldi jaldi tum log bhi karlo shadi.

Like that girls are talking, pulling eachother leg, laughing. And our boys are seeing them like they are seeing any drama show.

Riyaz: meine socha tha ki me yaha pe aake Anu ke saath time spent karunga. Lekin nahi yaha to ye log hame ese ignore kar rahe hai jeise ham inki life me exist hi nahi karte.

Jay: hame kuchh na kuchh to karna padega. Ham apni date ese bekaar nahi Jane de shakte.

Sid: ek kam karte hai. Movie dekhne chalte hai aur vaha ham sit sabki alag alag choose karenge.

Riyaaz: vah mere bhai. Tu shadi ke baad kaafi sudhar gaya hai.

Sid: kya matlab hai tumhara.

Riyaz: yahi ki tu ek normal ladke ki tarah apni wife ke sath movie dekhne ke liye planning kar raha hai.

Sid: whatever.

Then they watch movie together. Sidneet enjoyed eachother company. Now all boys are happy.

Then they went to restaurant and eat their food.

Like that they spent their day together with eachother's company.

So guys,
How was the chapter.
Tell your reviews in comments.
Do votes and comments.
Your author,
Urmi

It's Begin With A KissWhere stories live. Discover now