I want to meet my dad

516 39 2
                                    

Hey guys,
I hope you will enjoy this chapter.

After 4 years,
Avi came to Ashi's home. She came towards Priyal.

Ashi is Avi's neighbour. She has a daughter whose name is Priyal. Priyal is 3 years old. Ashi is single parents.

Avi: Priyu tumne Shrey ko kahi dekha?

Priyal: Avi aunty Shrey ne kaha hai ki vo important kam se bahar gaya hai.

Avi: important kaam?

Priyal: sorry aunty, me isse jyada nahi bata shakti aapko.

Ashi came towards them.

Ashi: what happened Avi?

Avi: ye shrey ka bachcha, subah se dikhai nahi de raha. Ek number ka sheitan hai. Ab kehke gaya hai ki important kaam se bahar gaya hai. Bhala, 3.5 sal ke bachche ko akhir koun sa important kaam ho shakta hai.

Ashi: chill kar yaar Avi, yahi kahi gaya hoga. Aa jayega vapis. Bachcha hai vo abhi.

Avi: vahi to tension hai. Ek kaam bhi vo bachcho ki tarah nahi karta. Aajkal ke bachche pura time khel- kood karte hai Lekin ye Mahashay, ise ye sab timepass lagta hai. Jabse vo 2 saal ka hua hai tab se alag room me so raha hai. Varna aajkal ke bachche pura time apni mamma ke pass hote hai. Mujhe esa lagta hi nahi hai ki me ek bachche ki maa hoo. Jeise me use nahi vo mujhe sambhalta ho.

Ashi:(laughing) Tera beta sachme Kamal hai. Aur ye to achchi baat hai na ki vo abhi se itna mature hai.

Avi: haa hai, lekin me use esa bachpan nahi dena chahti. Me chahti hoo ki vo bhi normal bachcho ki tarah rahe. Ye to achcha hai ki Priyu uski dost hai. Uske saath khelta hai varna to vo in sab pe pade hi na.

Ashi: ab ye sab jyada mat socho. Priyu sach sach batao. Shrey kaha hai. Mujhe pata hai ki tumhe sabkuchh pata hai.

Priyu: vo mamma... Shrey apne papa ko milne Jane ki baat kar raha tha.

Avi: kya..

Priyu: usne kal apni packing kar li thi. Aur aaj subah vo bodyguards ke saath chala gaya.

Avi: Is ladke ka me kya karu...

Then she call bodyguards who is with Shrey.

Bodyguard: yas mam.

Avi: Shrey kaha hai.

Bodyguard: mam hamare sath hi hai. Ham India me hai. Vo hame bahar khade karke Nigam Industry me Siddharth sir se milne gaye hai

Avi: tum ek chhote bachche ko keise akele India le ja shakte ho.

Bodyguard: mam, ham majboor the.

Avi: keisi majboori. Tum ek chhote bachche ke haatho keise majboor ho shakte ho.

Bodyguard: Sir ne hamare bachcho ko marne ki dhamki di thi. Agar hamne aapko bataya to vo hame chhodte nahi.

Avi: Aaj ke baad ye mistake dobara nahi honi chahiye. Aur jaldi se andar jao aur use vapis yaha leke aao.

Bodyguard: ok mam.

Then Avi cutted the call. She came towards Ashi.

Avi: ye ladka, vaha pahoch bhi gaya. Pata nahi Sid keise react karega.

Ashi: Vo Sid ka bhi beta hai. Tum jyada tension mat lo.

Avi: Ashi, tum packing kar lo. Ham dono aaj India ja rahe hai.

Ashi: me kyun.

Avi: mujhe us Shrey ke bachche ko lene Jana hoga. Vo akele to yaha aane se raha. Aur me tumhe yaha akele nahi chhod shakti. Phirse agar Shekhar me tumhe pareshan karne ki koshish ki to. Isiliye chalo mere sath.

Ashi is married. Her parents forced her to do this marriage. Her husband's name is Shekhar. In wedding night, they have big fight. She left from her room. She is walking but someone pulled her. And then she spent the night with someone. She don't know that who is he. He wears a mask. That's why she don't know. When her husband know about it. He always insults her. And then she ran away from there. She reached France. She meet Avi. She is fashion designer. She brought a home beside Avi's home. Because of Sid's security. Shekhar fails to contact with Ashi.

Ashi don't have another option. Ashi and Avi packed their bags and left from there.

In Nigam Industry,

Shrey is standing on the entrance. Receptionist came towards her.

Receptionist: pyare bachche, tumhe kya chahiye.

Shrey: me yaha apne papa se milne aaya hoo.

Receptionist: dekho, aapke papa abhi office me hai to unhe kaam karne do. Phir jab ghar aaye tab mil lena.

Shrey: unhe kahiye ki Shrey ko unki wife ke baareme important baat karni hai.

Receptionist: dekho, tum jo bhi ho abhi ke abhi vapis jao. Ham ese kisi bhi bachche ko office ke employee se milne nahi de shakte.

Shrey: me kisi employee se nahi balki yaha ke boss se milne aaya hoo.

Receptionist: kya matlab hai tumhara.

Shrey: Siddharth Nigam, naam to suna hi hoga. Unhi se milne aaya hoo.

Receptionist starts laughing.

Receptionist: achcha majak kar lete ho. Siddharth Nigam aur tumhare papa. Ho hi nahi shakta. Meine to kabhi nahi suna ki unka koi beta bhi hai.

Shrey: dekhiye, me aapse aur baat nahi karna chahta. Aap mere dady ko bulaiye yaha pe.

Receptionist: Security, jaldi se is bachche ko yaha se bahar le jao.

Shrey: bodyguards, in sabko rok do.

Sid is passing from there. He came towards them.

Sid: (in cold voice) kya ho raha hai yaha pe.

Receptionist: Sir, ye bachcha kab se pareshan kar raha hai hame. Ye aapko apna dady keh raha hai. Pata nahi inki mom inhe kya Patti padati hai.

Sid: Shrey....

Shrey: dady...

Sid came towards him and took him in his arms.

Sid: tum akele yaha pe. Tumhari mamma...

Shrey: vo.. meine...

Sid: nahi bataya right

Shrey: agar bataya hota to vo ane nahi deti.

Suddenly Lily came towards them. Lily is Sid's dadaji's friend 's daughter. Lily is Sid's friend.

Lily: Sid, hamari meeting...

Before she could say anything she saw A small boy in Sid's arms.

Sid: Lily, meet him. He is my son, Shrey Nigam.

Lily: hey cute bachche.

She pinched Shrey's nose. Shrey irritate.

Shrey: hello aunty, you are beautiful, lekin aap ki meri mamma se koi competition ho hi nahi shakti. She is a fairy.

Lily: nice.

Then Sid take Shrey to his home. Lily is standing there like ghost.

Lily: ye bachcha, kitna bigda hua hai. bado se baat karne ki to bilkul bhi tameez nahi hai. Sid ka beta vapis keise aa shakta hai. Agar uski wife bhi vapis aa gai to. Mera to chance hi gaya.

Then she also left from there. In these 4 years Lily's family is very close to Sid's family.

Bodyguards inform Avi that Shrey is with Sid. And Sid take him to his home.

So guys,
How was the chapter.
Tell your honest reviews in comments.
Goals: 24 votes and comments
Keisa laga Shrey. Comments me bataiye.
Your author,
Urmi

It's Begin With A KissWhere stories live. Discover now