Protective friend

457 36 4
                                    

Hey guys,
I hope you will enjoy this chapter.

Avneet gets a call from Shrey's teacher. She told Avi to came there soon.

Avi: Siddharth....

Sid: Ab kya hogaya Avi....

Avi: kand aur vo bhi bada vala...

Sid: what..

Avi: tumhare Rajkumar ne kand kiya hai schhol me. Aur uski teacher ne schhol me aane ke liye hame special invitation diya hai. Pata nahi is ladke ka kya hoga...

Then Sidneet went to the kindergarden. They saw that Shrey is seating on the chair which is in the middle of Schhol's ground. And beside him some boys are standing. He is seating in that chair like he is their king and beside him his guards are standing for his protection.

Avi: ye ladka bilkul tum par gaya hai. Yaha teachers ne mujhe uski shikayat ke liye bulaya hai aur ye Mahashay yaha Rajkumar ki tarah bethe hai, jeise inhe koi fark hi nahi padta ho.

Sid: kyuki vo mera beta hai, jaha pe bhi hoga vaha Rajkumar ki tarah hi rahega.

Avi: he bhagvan kya karu me in dono baap bete ka.

Sid: apna mooh bandh karke mere kaan ko shanti do.

Avi: Siddharth....

Then teacher came towards them.

Avi: kya kiya shrey ne jo aapne hame yaha bulaya.

Teacher: Shrey ne 1 ladke ko bohot buri tarah se maara hai, aur isi vajah se us bachche ki maa yaha aake hangama kar rahi hai. Aur dhamki de rahi hai ki vo ham sab ko nahi chhodegi. Vo ek bohot rich family se hai. Ham unhe offend nahi kar shakte.

Avi: ek second Shrey ne maara use...

She came towards Shrey. Priyal is beside him. She is crying.

Avi: Shrey... Tumne kisi ladke ko mara. Kya ye sach hai.

Shrey: yas, mamma

Avi: lekin kyu... Aur Priyu tum ro kyu rahi ho....

Shrey: mamma, meine sirf use uski galti ki saja di hai. Aur is baareme aur koi discussion nahi karna chahta. Ye log bevajah us mamle ko bada bana rahe hai.

Avi: Priyu... Bachcha, tum mujhe batao kya hua. Ye ladka to mujhe kuchh nahi batane vala. Shetan kahi ka.

Priyu: aunty kuchh ladke meri permission ke bina mujhe touch kar rahe the, isiliye Shrey ne unhe mara.

Avi: Shrey... Agar esi baat thi to tum teacher ko bata shakte the na... Vo punish karti na un bachcho ko.

Shrey: meine sabse pehle teacher ko hi bataya tha, lekin unhone meri ek nahi suni. Isiliye mujhe ye matter apne haath me Lena pada. Mere pass aur koi option nahi tha.

Avi: Shrey... I know ki tumne jo kiya vo apni best friend ke liye kiya, lekin ese hi kisike upar hath nahi uthate. Meine tumhe ye sab karne se mana kiya hai na.

Shrey: jab tak usne haath nahi uthaya tab tak me Khamosh tha lekin jab usne apni hadd par ki. Me control nahi kar paya.

Then teacher came towards them with that child's mother. Her name is Sanya.

Sanya: ham apne bachcho ko kindergarden maar khake ghar aane ke liye nahi bhejte. Apne bete ko apne kaabu me rakho. Usne mere bete ko marke kya halat ki hai, pata hai tumhe. Iski madical fees tum hi dogi.

Avi: medical fees to ham de denge. Lekin usse pehle apne bete ko kahiye ki Priyal se maafi mange.

Sanya: mera beta kisi se bhi maafi nahi mangega. Usne koi galti nahi ki hai.

Avi: usne Priyu ko forcely touch kiya, uski permission ke bina. Meine apne bete ko achchi tarah se sikhaya hai ki girls ki hamesha ijjat kare. Unhe safe feel karaye. Na ki unsafe. Shayad ye baat aap sikhana bhul gai.

Sanya: tameez se baat karo mujhse. Tum janti nahi me kon hoo.

Avi: me janna bhi nahi chahti. Tum jo bhi ho mujhe koi fark nahi padta. Chupchap apne bete ko kaho ki sorry bole aur dafa ho jao yaha se.

Sanya: tumhari himmat keise hui mujhse is tone me baat karne ki. Tum ruko abhi yaha, me apne husband ko bulati hoo yaha. Vo ek minute me tum sabko yaha se bahar nikal fekenge.

Avi: jarur.. jarur... bulao jise bhi bulana ho. Mujhe koi fark nahi padta. Sorry to me bulvake rahungi.

Avi: (whispered to Sid) tum kuchh kar kyu nahi rahe

Sid: jab Virat Kohli chhakke pe chhakka mar raha hai to yuvraj singh ki kya jarurat.

Avi: impressive.

After sometime Mihir wadhwa came towards them.

Sanya: dekho na baby, in dono ke bachche ne hamare pyare se, fool jeise bachche ko mar mar ke tamatar jeisa laal bana diya hai

Mihir saw Avi and then Sid, who is behind her.

Mihir: Siddharth Nigam... Aap yaha.

Sanya: tum inhe jante ho.

Mihir: tum itni bevkoof keise ho shakti ho. Ye Siddharth Nigam hai, ye bohot bade business man hai. Ham inhe offend nahi kar shakte. Tumhare bete ne aaj marva diya hame.

Sanya: ye tum kya bol rahe ho.

Mihir: tum bas chup raho. Ek aur word bhi tumne bola na to me tumhe abhi ke abhi divorce de dunga.

Sanya shocked to seeing her husband's this side. She knows that her husband is very powerful. But today the situation is different.

Mihir: Sir.... I am really sorry for my wife's behaviour. Pata nahi kya ho gaya hai use aaj. Aap please hame maaf kar dijiye. Aap chahe to me apne bete ko aaj ke baad kabhi yaha nahi bhejunga.

Sid: I don't care ki aap kya karenge aur kya nahi.

Mihir called his child. He came towards Priyal and say sorry to her.

Sid: aap mujhe company me miliye, ham vaha hi baat karenge.

Then Sidneet left from there with Priyal and Shrey. They reached at home.

At Sidneet's room,

Avi: me pareshan ho chuki hoo, Shrey ke behaviour ko leke.

Sid: tum khamakha pareshan ho rahi ho.

Avi: ek quality nahi hai usme meri. Esa lagta hai ki tumhari carbon copy hai. Priyal ko dekho kitni pyari bachchi hai. Kash meri bhi koi beti hoti.

Sid: usme konsi badi baat hai. Tumhari ye wish me jald hi puri kar dunga. Phir ham dono ki bhi ek pyari si beti hogi.

Avi blushed.

Sid: someone is blushing.

Avi: Sid....

So guys,
How was the chapter.
Tell your reviews in comments.
Do vote and comments.
Your author,
Urmi.

It's Begin With A KissOnde as histórias ganham vida. Descobre agora