Chapter 3 : The Past

715 36 3
                                    

In Mumbai's house, in Monami's room,

Monami was lost in her thoughts. Sid and Harshad enter. They sit beside her.
Si : Monu....monu......MONU!
Mo : Ha, kya hua?
Ha : Mission ke bare mai pareshan hai kya?
Si : Mai minister sir se baat karu kya?
Mo : Nahi uski zaroorat nahi hai.
Ha : Par hum tujhe sad nahi dekh sakte hai, mona.
Mo : Mai thodi na sad hu. Tum log tension mat lo. Aur bhulo mat hum commandos hai. Humere liye mission aur desh ke age kuch nahi hai.
Si : Par..........
Mo : Mujhe iss bare mai aur koi baat nahi karne hai. Mission ki bare mai koi baat karni hai kya?
Ha : I think we should go there in disguise.
Mo : Kyu?
Ha : Maine kuch research kiya. Ajj Parakram mai new recruits aya hai. Esa bhi ho sakta hai ki recruits ki mein terrorist ho. Aur agar unhone pata chalega ki hum IB team woh par aye hai to vo saavdhaan ho jaayenge.
Mo : Right. Mai Minister sir se baat karungi iss bare mai.
Ha : Aur mai disguise ki saaman lene shopping mall ja rahi hu.
Mo : Okay bye then.
Si & Ha : Bye.
After they left Monami closes the door. She started getting flashes of that horrible day.
Flashback starts
Monami was getting ready. It was her and Karan's first anniversary. Her dress was something like this:

Mo(to herself): Aaj meri aur Karan ki 1st wedding anniversary hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mo(to herself): Aaj meri aur Karan ki 1st wedding anniversary hai. Please, God, sab kuch thik karna.
Suddenly Karan came there. He forwarded his hand for a dance. Monami gladly accepts it. They dance in the song Main Agar Kahoon.

(Dance steps were something like this)
Suddenly there was a knock on the door. Monami's trance was broken. It was her dream.
Mo(to herself) : Kya karti hai tu? Humesha aise sapna dekhta hai. Aab kaun aya.
Monami opens the door. It was Karan.
Mo : Woh karan tum itna jaldi aagaye.
Ka : Ha kuch baat karni hai.
Mo : Of course andar aao.
Ka : Monami mai janti hu yeh tumhere liye ek shock hoga par.....
Mo : Kya hua Karan?
Karan kept some papers on the bed. Monami saw it.
Mo : Yeh kya hai?
Ka : Divorce paper.
Mo : Par kyu?
Ka : Mujhe divorce chaiia.
Mo : Karan majak mat karo. Humere ek saal huya shadi ki aur divorce. Tum humere rishte se khush nahi ho?
Ka : Nahi Monami waise kuch nahi hai.
Mo : Naya mission hai kya?
Ka : Ha.
Mo : Karan mujhe pata hai mai ek commando ki wife hu. Aur mai khud ek commando hu. Tumhere mission ke liye zitna time lage le lo. Par aise kaise tum mujhe divorce de sakti ho.
Ka : Monami tum samajh nahi rahe ho. Terrorist bohot khatarnak hai. Kuch bhi ho sakta hai. So yehi sahi hoga. Please tum divorce paper sign karlo.
Mo(loudly) : Yes you are right special agent Karan Shergil. You are right. Mai kya samjhungi? Mai thodi na tumhere jaisa commando hu. Mai to ek chota sa unskilled commando hu.(After signing divorce paper) Yeh lo tumheri divorce paper. Aur ek baat yaad rakhna iss Dr Monami Mahajan will try her best to never come in front of you.
Ka : Monami mera baat.........
Before Karan can say anything Monami left.
Flashback ends,
Mo : Mai IB Head Dr Monami Mahajan hu. Har ek mission ke liye taiaar hu mai. Mera past kabhi bhi mera present aur future par effect nahi kar sakta.
Next Day
Scene changes to Parakram,
Three officers enter the drill area. A bunch of new recruits are there today. Its their first day.
Ustadji : Aap log ki trainers aagaye hai.
Fa : Hello guys mai hu aap log ki Head trainer special agent Faizuddin Sheikh.
Ko : Mai special agent Koel Sheikh.
Riya(I hope you guys remember her. If not go to the character sketch) : Special agent Riya Kapoor.
Cadets : Good Morning sir and ma'am.
Then Karan and Sanju enters the drill area.
Fa : Yeh hai PSAF ki head Karan Shergil and Bundelkhand ki Head Sanjana Dubey.
Cadets : Good Morning sir and ma'am.
Ka : Welcome to Parakram SAF. Yeh par aab sabhi desh ke liye aye hai. Remember yeh koi adventure karne ke liye place nahi hai. Yeh ek academy rules par chalti hai. Your Head trainer will explain you the rules. Aur jo bhi rules break karigi uski kathar se kathar saja hogi. Am I clear?
Cadets : Yes sir.
Ka : Good.


To be continued.

ZDMN: Phirse Mulaqat Where stories live. Discover now