Chapter 27 : Haran's Conversation

395 18 4
                                    

First of all guys, Haran means Harshad & Karan. I know it's not good but sorry guys I am bad at making names. So back to the story-

Karan was in deep thought about the whole thing. He was unable to understand how Monami's papa got involved in the case. Moreover, Karan was thinking who is this Vihaan? He knew that SiMi would not gonna answer his questions. At last, he thought of going to Harshad's room. He knocks at Harshad's room. Harshad opens the door.
Ha(with a smile) : Karan tum yeh par. Aao andar aao.
Ka(with a smile) : Thanks.
Haran sits.
Ha : Tum yeh paar? Koi kaam hai?
Ka : Woh...ha...matlab nahi. I mean...
Ha : Bro, nervous kyu ho rahi ho?
Ka : Do baatein.
Harshad raises his hand. Karan realizes what he said. He was about to say sorry but-
Ha : Sorry bolne ki koi zaroorat nahi hai. Habits don't go easily.
Ka : Tum ko kaisa maalom.
Ha : I know everything. Mai yeh bhi janti hu tum kya bolne waali the.
Ka : Accha? Kya?
Ha(in a mimicking voice) : Pehli I am not your bro. Dusri I am not your bro.
They both laughed.
Ka : Siddharth aur Monami ne mere baare mai bohot jyada hi keh diya.
Ha : Sirf jyada nahi bohot jyada. Back to serious mode. Kuch kaam hai kya?
Ka : Woh actually baatein Monami se related hai.
Then Karan explained everything that he heard and asked about the whole case.
Ha : Karan, mai chahti thi ki Mona tumhe yeh saab bataye. Par you know now.
Ka : Please Harshad. I have to know everything. Kya hua tha inn 4 saalo mai?
Ha : Tumhera aur Mona ki divorce ki baad Sid aur woh IB training join kiya tha. Tab se mai use janti hu. In the beginning, mai aur Mona enemies se bhi zyada thi. Sid aur mai accha dost baan gaye thi par Mona....I always thought she was a khadoos person. You know khadoos Mahajan. Kabhi smile nahi karne dekha maine use.
Ka : Par woh to aise nahi hai.
Ha : I know. Situations hi aisa tha. Woh sirf Sid ki samne haste the humeri samne nahi. Phir hum aise team ek mission mai gaya tha. Uss mission mai kuch terrorist Mona ko shoot karna koshish ki. Par beech me mai agaye thi.
Ka : Matlab, you saved her life.
Ha : Yeh mera duty tha. 2 mahine coma mai thi me. Aur phir hum bohot accha dost baan gaye. I introduced her to Maya and my elder brother Vihaan Sharma.
Ka : Vihaan tumhera bhai he?
Ha : Yes. Aur sirf meri nahi Mona aur Sid ka bhi bhai he. Khoon se nahi par rishte se. Family baan gaye the hum.
Ka : Aur yeh Vihaan commando hai?
Ha : Ha.
Ka : Par isme Mr Mahajan kaise agaya?
Ha : Mujhe Mona aur papa rishta ke baare mai pata tha.
Ka : PAPA!
Ha : Mr Mahajan ko mai, Maya aur bhai, papa bulati thi. Kabhi khudki ma aur papa nahi dekha isliye.
Ka : Par Mr Mahajan to waise insaan nahi hai. Aisa sudden change kaise?
Ha : Mai aur bhai ek din Mahajan mansion gaya tha papa se baat karne ke liye. Hum chahte the woh Mona ko as a commando maan le.
Ka : Woh maan gaya?
Ha : Itna jaldi nahi. Par usne try kiya. Aur ek din maan liya.
Ka : Yeh to unbelievable hai.
Ha : I don't think so. Papa humesha Mona ko commando se dur rakhna chahte thi kyu ki use yeh daar tha kahi Mona bhi uski ma ki taaara....
Ka : Phir? Un logo kidnapped kaise hua?
Ha : Ek din hum log I mean mai, Maya, Sid, Mona, Bhai aur papa picnic par gaye thi. Woh par kuch terrorist hum par hamla kiya. Sab kuch andhera(dark) sa hogaya tha. Aur baad mai pata chala hum hospital mai the. Sirf mai, Maya, Sid & Mona. Unn log missing tha.
Ka : Par tum log hospital kaise pouche?
Ha : Kuch civilians in an open field hume behoos mili the. Unn log hume hospital bheja tha.
Ka : Aur Mr. Mahajan aur Vihaan ka kya?
Ha : Hume uski kapre mila tha. Bohot khoon tha. Maar gaya tha unn log.
Ka : KYA? PAR....
Ha : Par kuch din pehle hume pata chala unn log zinda hai. Mona humesha khudko blame karta tha papa aur vihaan bhai ki maut ke liye.
Ka : Kyu?
Ha : Picnic mai jana ke plan uska tha. Mona bohot traumatized tha. Ek baar suicide karne ki bhi koshish kiya the.
Hearing this, Karan was shocked. Tears started to fall from his eyes. Harshad forwarded a handkerchief.
Ha : Karan, mujhe pata hai yeh sunna aasan nahi hai tumhere liye. Par Karan, Mona needs you the most. Please uski saath kabhi maat chorna.
Ka : Kabhi nahi.
Ha : Promise.
Ka : Promise.




To be continued.

ZDMN: Phirse Mulaqat Where stories live. Discover now