Chapter 9 : A Promise

542 30 2
                                    

Karan was in his room thinking about today's incident. He was happy to see Monami after 4 long years but Monami's cold attitude was hurting him. He remembers how Monami told him to call her ma'am.
Ka : Monami....
Mo : Ma'am.
Ka : Huh?
Mo : Bhul mat gaye mai aapki senior hu. IB Head Dr Monami Mahajan.
He is remembering what sid has told him.
Si : No. Don't dare. Bohot mushkil se move on kiya hai woh. Phir se tutne ki takat nahi hai usme.
Karan was in deep thought that he didn't notice Faizi entering the room.
Fa : Karan.....karan.....KARAN.
Ka : Huh! Kya hua faizi kyu chilla rahi hai.
Fa : Aree janabji aap to suntei nahi hai to mai kya karu?
Ka : Aab bol kya kaam hai?
Fa : Kya janabji! Hum sirf kaam ke liye thodi aate hai. Kabhi kabhi dil ki baat karne bhi to aata hai.
Ka : Sach sach bata ki koel ne tujhe kamra se nikaal diye.
Fa : vo.....woh..
Ka : Phirse kya kaand kiya?
Faizi starts telling.
Flashback starts
Koel was running behind Nikhil. Faizi entered the room. Nikhil hides behind him.
Fa : Kya hua mohtyrma?
Ko : Dekho na faizi. Mendak chupke chupke chocolate milkshake kha rahi hai.
Ni : Dodo daddy aap hi kuch kehe na Koel ko.
Fa : Aree koel shant ho jao. Mai he use chocolate milkshake dia tha.
Ko : Kya? Par kyu?
Fa : Woh maan leyi thi isliye.
Ko : Faizi tum bhool gaye uski dental doctor kaha tha kuch din ke liye metha nahi khana ke liye.
Fa : Oo....ha. Mai to bhul gayi thee.
Koel gives him a death glare. Faizi gulps in fear.
Flashback ends
Fa : Aur woh mujhe kaamre se nikal diya.
Ka(controlling his laughter) : Tu to kaand hi aisa karta hai. Accha hua.
Fa : Thik hai. Aab hume bohot need aarahi hai hum ja rahi hai. Aaj tera kaamra mai sona parega.
Ka : Faizi sun.
Fa : Hmm.
Ka : Accha kabhi aisa hota ki mujhe Monami mil gayi par woh mujse nafrat karta hai. To main kya karugi?
Fa : Janab, aap yeh kaise baat kar rahi hai?
Ka : Bol na, kya main Monami ko phirse humesha ke liye kho dungi?
Fa : Teen baate.
Karan raises his hand.
Fa : Pehli Monami tsunami kabhi bhi aapse nafrat nahi karegi. Ha thoda gussa nahi bohot gussa hoga par nafrat never.
Dusri kabhi bhi aisa ho ki aapko monami mil gaye aur woh aapse gussa hai to aapko use maanana hoga. Janab love is war. Aapko aapki pyaar ke liye fight karna parega.
Aur tesri yeh saab chinta aapki dimaag mai kyu aya?
Karan doesn't say anything and hugs Faizi.
Ka : Thanks faizi.
Fa : Thanks kyu?
Ka : Aisai. Aab tu sone ja.
Faizi goes to sleep. Karan opens a photo of his and Monami.

Ka(in mind) : Faizi sahi kehta hai, pyaar ek war hai. Aur usi war mai fight bhi karna parta hai. Tumheri pyaar ke liye mai puri duniya se laar sakti hu. Aaj mai khudse aur tumse ek promise karti hu, mai tumhe phir aapna bana lunga. I promise. And I love you.



To be continued.

ZDMN: Phirse Mulaqat Where stories live. Discover now