Chapter 19 : Scoldings

483 29 4
                                    

Si, Ka & Ha : Thik haina woh?
Ma : Operation successful.
Everyone sighs in relief.
Ka : Kya hum usse mil sakte hai.
Ma : Ha, sure.
Everyone went inside. Sid sat beside Monami's bed.
Si : Kaise feel kar rahe hai tu?
Mo : Bilkul fit and fine.
Ha : Kaise fit and fine hai woh dekhe raha hai.
Mo : Harshu....
Ha : Bilkul bhi nahi. Mujhe koi excuse nahi sunna hai. Yeh sab kaise hua?
Mo : Woh Mumbai mai ek urgent mission ke liye gaya tha.
Ma : Woh par goli laga haina?
Mo(with a cute pout) : Ha.
Ma : To phir hospital kyu nahi gaya?
Mo(with an angry pout) : Maya, Harshu ka baat to samjha par tu bhi tera di ki interrogation kar rahi hai. Very bad.
Ha : Mona, tu teri nautanki baand kar. Kyu nahi karegi woh? Tera kaam hi aisa hai. Aaj tera kuch hojata to?
Mo : Par hua to kuch nahi.
Ma : Pehle mera question ki answer do. Kyu nahi gaya hospital?
Mo : Woh yeh mission ke liye....
Si : To hum sab the na.
Mo : Sid, tu bhi...
Si : Ha, mai bhi. I agree ki tu humeri senior hai aur humse bohot accha commando hai. Phir bhi khudka dhyaan to rakhna parega.
Mo : Okay, baba sorry. I am sorry Sid. I am sorry Harshu. I am sorry, Maya. I am sorry, guys. Okay?
Ma : Thik hai. Aab yeh saab baat choro. Di, tera ek mahine ki bed rest hai.
Mo : KYA? Nahi mujhe dispensary mai nahi rekhna hai.
Ha,Ma & Ka : Kahi nahi jaongi tum/aap(For Maya)
Mo : Sid!
Si : Sorry bro.
Mo : It's an order. Mai ja rahi hu.
Ha : Aur hum teri order kyu manege?
Mo : Kyuki mai senior hu.
M.S : Par mera senior to nahi, right?
Everyone looks in that direction. It was Minister Sir.
All : Jai hind, sir.
M.S : Jai hind.
Mo : Sir aapka na Mumbai...
M.S : Ha par mujhe Harshad ka call aya. Tum 1-month bed rest karoge and that's final.
Mo(in mind) : Yeh Harshu ki bacche! I will kill him.
Ha : Kya hua, ma'am?
Mo : Yes sir.
M.S : Good. Sid, Harshad tum log bhi 1-month ki chuti lo.
Si & Ha : Yes sir.
M.S : I have to go.
All : Jai hind, sir.
M.S : Jai hind.
Ma : Di, aap rest lo. Mai chalti hu.
Ha : Bed se hilna ka soch bhi dimaag mai nahi legi.
Ma : Aur ha no junk foods. Aur kuch derme mai aapki medicine dungi.
Ha : Aur ha kuch chaiye to mujhe batana.
Mo(dramatically) : Thik hai gyaani ma aur gyaani papa.
Everyone chuckles and adores their bond. Karan was adoring the cute faces of his raani sahiba. After that, everyone left. After some time Karan enters.
Mo : Tum yeh paar?
Ka : Kyu? Mai aa nahi sakta kya?
Mo : Nahi. Aisa nahi. Of course aa sakta. Tumheri academy hai.
Ka(whispering) : Aur tum meri.
Mo : Huh? Kuch kaha tumne?
Ka : Kuch suna aapne.
Mo : Nahi.
Ka : So, maine kuch kaha nahi.
Mo : Whatever. Koi kaam hai?
Ka : Nahi, kyu mai aisehi nahi aa sakta?
Mo : Nahi.....woh.....
Ka : By the way, It's good to see that tum abhi bhi childish ho.
Mo : Matlab?
Ka : I really like the cute faces you made during your talk with Sid, Harshad & Maya.
Monami blushed a little hearing this. But shrugged off the feelings soon.
Ka : By the way, tumhe kuch chaiye?
Mo(in a childish voice) : Ha, bohot jor se bhuk lagi hai. Kuch milaga?
Ka(chuckles at her antics) : Of course. Kya khana hai batao?
Mo : Junk foods to allowed nahi hai. So, soup.
Ka : Mai le aa rahi hu, raani sahiba.
Mo : Ek min. Tum maya ko boldo. You don't have to waste your time for me.
Karan was sad hearing this.
Ka : Tumhere sath time spend karna kabhi waste of time nahi hai. Aur Maya ko pareshan karna ki koi zaroorat nahi hai.
Monami just hummed in response. Karan left towards the kitchen to cook the food. On the other side, Maya was on the terrace area sitting and looking at the night sky. Tanish sits beside her. Maya looks at him.
Ta : Kya humse bhi aasu chupaogi aap?
Maya hugs him tightly and cries.
Ma(still crying) : Mai bohot daar gayi thi Tanishji. Operation ki har ek moment ek ek eternity laga tha. Aj di ko kuch hojata to? Di, bhai aur sid bro meri only family hai. Mai use kho nahi sakta.
Ta : Mayaji, aap shaant hogaiye. Kuch nahi huya haina? She is a fighter. She fought and won. Aap kitna brave hai aise baccha ki tara royenge to accha nahi lagaga.
Ma : Mai brave nahi hu.
Ta : Kaun kaha? Aap ke vaja se woh Abir jail mai hai. Aap sahi time par us action nahi leti to sab kuch bigaad jata.
Maya calmed upon hearing this. But they still remain in the same position. After some time they broke the heart.
Ma : Thanks.
Ta : Thanks kyu, Mayaji?
Ma : Pehla baat please mujhe Mayaji aur aap maat kaho. Mujhe buddhe feelings hote hai.
Ta : Same to you, Maya.
Ma : So aaj se tum.
Ta : Tum. Aur dusri baat?
Ma : Tum mujhe company diya isliye thanks. It really consoled me. Thanks Tanish.
Tanish smiles upon hearing it. The scene changes to dispensary. Karan enters with a bowl of soup and a rose on the tray beside the soup bowl. Monami was sleeping like a kid. Karan smiles seeing his raani sahiba sleeping like a kid.
Ka : Monami, utho. Monami.
Mo(like a kid) : Mujhe sone do, khadoos shergil.
Karan was extremely happy hearing khadoos shergil from Monami's mouth.
Ka : Monami, kuch khalo phirse so lena.
Monami wakes up and sits leaning against the bed. She saw the rose but ignored it on purpose. She started eating the soup but faced problems. So, Karan starts to feed her the soup.
Mo : Thanks.
Ka : Thanks kyu?
Mo : Mere madaat karne ke liye.
Ka : It's okay. Aab yeh medicine khalo.
Mo : Yeh?
Ka : Ha, Maya ne kaha.
Mo : It's bitter.
Ka : Huh? Doctors ke liye bhi medicine bitter hai.
Mo : No, I mean. Mai kha rahi hu.
Monami eats the medicine.
Ka : Aaj mai bohot daar gaya tha. I thought you were gonna leave me.
Mo : Kyu? Mai to sirf tumheri senior hu. Aur kuch nahi. Choro, mujhe sona hai. Good night.
Ka : Good night.
On the other side, Sid was standing in the garden. Suddenly, someone hugged him from back.
Si : Sanju, I missed you.
Sa : I missed you too, Siddharth. Itna din kaha the tum. Kitna phone kiya. Kitna tumse baat karne ki kosish ki.
Si : Sorry, sanju but mai monu ko chorkar nahi aa sakti isliye. Phir yeh sab IB exams, training, missions and all that. Par I promise we will keep in contact. Aab batao academy kaise chal raha hai.
Sa : Ekdom first class.
Just like that, they talk for some time.


To be continued.

ZDMN: Phirse Mulaqat Where stories live. Discover now