part 1

263 26 13
                                    

All Roy Chowdhuries were enjoying there breakfast on dining table and subhra was surving them. "Anirudh kaha hain? Use nashta nhi karna kya?" Binoy enquired. "Nashte ke liye uthna zaruri hai aur wo to abhi tak so rahe hain." Batuk complained. "Subha ke 8 baj chuke Hain aur Ani abhi tak so rha hai... Na jane kya hoga is ladke ka.  Jaese jaese bada ho rha hai iski harkatin bachkani hoti ja rahi hain." Binoy uttered in irritated manner but subhra interrupted. " ab subha subha mere bete par gussa mat kijiye. Yahi to din hain uske abhi khul ke nhi jiyega to kab?"
"Tumahare isi laad pyaar ne bigad rakha hai use. Batuk ko dekho usse Chhota ho kar apni sari zimmedariya samjhta hai. But wo janab... unse to koi bhi ummid karna hi bekar hai."
"Achha ab bas bhi kijiye." Subhra urged.
Suddenly phone rung. "Bihari dekhna kiska call hai." Subhra said. Bihari attended the call.
"Hallo... Haa jii... Jii... Ji.. Malkin Kalkatta se aapki saheli sumati ji ka phone hai. Aapse baat krna chahti hain." Bihari said. She immediately received the call. "Hello Summu..."

"Hii Subh... Kaesi hai? Aur Jijaji aur bachhe kaese hain?"

"Hum sab thik Hain. Tu bata waha sab kaese hain? Aur Bondita wo kaesi hai? Ab to kafi badi ho gai hogi. Hai na?"

"Ha yaha bhi sab thik hai. Lekin bondita..." Sumati's  tone became low

"Kya hua summu sab thik to hai?" Subhra asked.

"Tujhe to pata hai. Inke Jane ke baad saara business mujhe akele hi dekhna pad rha hai. Aese main use time nhi de pa rahi. Aur shayad isi wajah se aaj kal thodi chup chup rahne lagi hai. Aese mein thaku maa bhi na jane us kya kya sikhaya karti hain. Mujhe to kuchh samjh nhi aa rha kya karu"

"Tu ek kaam kyun nhi karti. Bondita ko kuchh din ke liye mere yahan bhej de. Ye bhi to usi ka Ghar hai. Shayad yaha aake use achha lage."
Realising her difficulties sumati suggested her to send Bondita Tulsipur and Sumati also agreed to send her. After few more conversation they hang up the call.

"Kon tha maa?" A soft familiar voice came from other side. Finally he shown himself. "Are Ani tu uth gya chal aaja main tujhe bhi nashta paros deti hu." He joined his father and brother. "Badi jaldi uth gaye aap neend Puri to huyi na?" Binoy taunt him but changing the topic subhra made an announcement of Bondita's arrival.
"Wow mom... Aaj Tak sirf suna tha finnally ab hum usse mil bhi paenge. Kitna maza aega na maa." Batuk was super excited because he had listen alot about her. Binoy also shows his pleasantry. But anirudh didn't react much as he had nothing with it.
"Anirudh Bondita akele aa rhi hai to shaam ko use pickup krne station chale jana." Subhra insist Ani. "But maa main kyu? Batuk ko bol do na wo chala jaega." But binoy cut him. "Batuk ke coaching classes hote hain shaam ko. Aur tum to Sara din bekar ho baithe rahte ho. Kam se Kam itna to ummid kar hi skte Hain hum." Binoy smirked.

In evening Anirudh was looking for the girl at station. They hadn't met before that's why it's being hard to find her. "Ye kaha phasa diya hai maa ne. Ab itni bheed mujhe aesi ladki ko dhundhna hai kisi Maine dekha bhi nahi." Being irritate he talked to himself.

In the crowd he bumped with a man. He was about to fall but felt a soft little hand holding his shoulder. That little hands prevented him to fall. Who's hand is this. He turned his face and the eyes met a Barbie like figure.
Strong winds were scattering her long silky open hair on her face. Her white soft cheeks, smooth cotton like body and rosy pink lips. She was so perfect. In pink frock she was looking like a Barbie doll. Her beauty amazed him but he came to himself with her melodious voice.
"Aap Subhra aunty ke bete anirudh ho na...? Hello I'm Bondita. Aap mujhe hi dhundh rhe the na.?"

My First Affair Where stories live. Discover now