Chapter 14

552 98 4
                                    

Next day at noon, Haseena was sitting infront of her computer re-reading a chapter of her book. Karishma wasn't home, and she promised to came back before 3.30, as they have scheduled to go shopping.

in computer screen,

-Hazel sat beside Karry holding her hand..| (the cursor blinking at that line) She quickly erased it all and re-typed the sentence.
-Hazel sat beside Karry and quietly hold her hand..| (it's same through!)

Hassena removed her glasses and rubbed her temple. Her eyes were hurting. From half and hour she only managed to add the word 'quietly'. Truth to be told, she's kinda nervous cause this book release is her dream. She wanted it to be very, very much perfect. Beside it would remove all doubt that she's worthy for being Mrs. Mehta's successor.

A bing sound from her phone broke her thought.

Nain 🐸
Yaar phone laga mujhe, mere recharge khatam ho gaya hain, jaruri baat karni hain.
sent 3.09pm.

Haseena quickly text back,
Accha to tu msg kaise kar raha hain? net hain tere paas?! 😒
sent 3.10pm.

Nain 🐸
Wifi se msg kar rahi hu, free ka hain. Tu kar na phone, important hain.
sent 3.10pm.

Haseena quickly dialled her no, her caller tune ringing through the phone. Before the last ring she picked it up.

"kya yaar phone kiu nehi utha rahi thi tu?"
"maine naya caller tune lagaya hain, socha tujhe suna du."
"Haat! main bohot busy hu.. kya important baat hain wo bata."
"Wo aj Shivani ka call aya tha, usne kaha ki tum dono ki kuch photos bhejne ko. Jitni jaldi ho saake."
"Pho-photos?! kiske hum aur Karishma ke?"
"nehi tere padosi o ke!!"
Hassena scratched her head, "par mere pas to hum dono ke koi vi photos nehi hain."
"To photographer bula k photo chitwan. Waise Karishma kaha hain? aur kaisi chal rahi hain teri love life?" Haseena could feel her smirk even through the phone.
She sighed heavily, "wo cafe mein hain, aur wo mera asli girlfriend nehi hain.
"Nehi hain to ban jayega.. tum dono bohot acche vi dikhte ho saath mein.. I ship KarEena."
"Kareena? kareena kaun hain?"
"Aree Karishma ka Kar aur Haseena k Eena dono mile to ban gaye KarEena. I ship it." Naina said from the other side excitedly.
"Chup reh! main tujhe kitni baar batau ki wo mere type ki nehi hain, humare level match nehi hote.. tujhe pata hain wo roj roj gande bartan sink pe rakh dete hain jisse mujhe saaf karna padta hain." Haseena huffed.
"Ha to tujhe maine Malaika ka no. diya to tha, usse hire karle."
"Kar liya hain hire, kal ayi vi thi wo. Fir wo aur Karishma milke pakora k saath ek vampire ki movie dekh rahe the saath mein."
Naina laughed from the other side, "Finally tujhe sahi girlfriend mila hain-"
"Has maat Nain ye serious baat hain. Unhone cake kha ke uska rapper vi dustbin mein nehi dala, hawa k saath poora ghar ghum ayi wo rapper. Mujhe nehi laagta k main unke saath ek vi week Shanti se reh paungi-" but before she continue, Naina cut her inbetween, "Dekh Haseen kamiyan to sab mein hota hain. Agar tu sab cheezon mein kamiya dhund ta rahega to tujhe sahi insaan kabhi nehi mil payega. Ye duniya waisa hi hain jaisa tu dekhna chahta hain. Gulab ke pedh par agar tu gulab na dekh kar kaante dekhega to wo gulab ki nehi teri nazariya ki galti hain. Tu dusri taraf se vi soch, aisa kuch to hoga Karishma mein jo usse baaki logon se special banata hain." Both fell silent.

Haseena thought for a second. Naina is right in some extent, she should be more focused on her good things rather than bad ones. Beside her cooking skill, another thing of her which Haseena admire is her self respect. No matter how much money she offered her to quit her job in cafe, she denied.
"Acha main phone rakhti hu, main ek photographer ko kaal tere ghar bhej dungi, no msg kar rahi hu baat kar lena."
"hm.."

~

Karishma was looking out of the window lost in her thoughts. When Meera, her cousin sister quickly came and clapped beside her.
"Karu kaha khoyi ho." Karishma shake off her thoughts before answering, "kuch nehi, tum batao."
"Main pichle paanch mins se tujhse puch rahi hu.. tu hai ki apne girlfriend k khayal o mein khoyi hui hain." Meera smirked at her. She doesn't know the whole truth as Karishma decided not to tell anyone about the truth. The fewer people know, the lesser would be the risk.
"Aisa, aisa kuch nehi hain.."
"Ha ha dikh raha hain, dikha ab.."
"kya?" Karishma asked cluelessly.
"Teri girlfriend ki photo, zara hum vi to dekhe ki shaher mein Aisa koun sa Haseena aa gaya hain, jaha humara Karu pighal gaya."

𝙹𝚊𝚋 𝚆𝚎 𝙼𝚎𝚝 (✔)Where stories live. Discover now