CHAPTER 1

703 31 30
                                    

A teenage boy is seen sitting in a lavish room beside a window .
It is raining heavily and the drops of rain are comming on his face but he is least bothered about it his big round eyes are full if tears .
And in the background we could hear two person shouting very loudly.

Person 1(shouting):- tum uske sath  aisa kaise kar sakti ho woh tumhara beta hai.

Person 2(shouting):- yehi toh main apse puch rahi ho ap aisa kaise kar sakta hai woh apka beta hai .
The boy who was sitting in his room could hear the shouting even in the sound of rain .he smiled sadly.

He looked up in the sky and thought

Boys pov

Zindagi kitni ajeeb hai na kabhi kabhi sab kuch apke pass hokar bhi kuch nahi hota hai.kaha log mujhe mere maa baap ko milane ki wajah khete the kaha aaj main apne hi maa baap ke dur hone ki wajah ban gaya ho.

Kaha main apne pariwar ko khush dekhna chahta tha kha main unke ki dukh ke wajah ban gaya ho.

 While he was thinking this his eyes fall on the photo which was their on a the table which was beside the window shivering hands picked the photo and  smiled sadly and said :- tu toh so raha hai chain ki neend chote aur MUJHE CHOD diya gutne ke liye ise narak main .kash tere jagah main so gaya hota use bed pe . Kash tere jagah mera accident ho gaya hota .

At that time he heard another shout"nafrat karti ho main use WOH akhir kar apne baap ka beta nikala ".

He smiled sadly and said :- TU bhi nafrat karta hai na mujhse sunny tu bhi naraz hai na mujhse .par bacha main kabhi tera bura nahi chaha tha par phir bhi i am sorry bacha i am sorry .

He started crying Harshly But Without any sound.

He didn't know when sleep took over his tired body but when he opened his eyes he saw his dad carseing his hair .He smiled with tears and whisper:- papa .and hugged him tightly his father did the same with a sad smile.

After few minutes his father tried to break the hug but the boy was not ready to break it .

His father sighed and said :- raj beta kafi raat ho gayi hai chal khuch kha le .

Raj nodded in no in hug only:- nahi papa bhook nahi hai.

His father felt sad for his boy angry on his wife.

After few minutes raj broked the hug and looked at his dad's eyes.

Raj:- papa main hostel jana chahte ho. 

HIS father was shocked:- hos...hostel par beta kyu?...dekh tu agar apne maa ke wajah se ye sab kar raha hai toh mat kar beta . dekh main use baat karunga woh akhir teri maa hai use ehsaas hoga apni galati ka.

Raj smiled:- papa galati unki nahi MERE hai.

His father wanted to say something but raj cutted him

raj:-aur main ye maa ke wajah se nahi kar raha main ye kar raha ho kyuki main apne wajah se ap dono ka Ghar toote hue nahi dekh sakta.chotu bhi yaha nahi hai papa par woh hamesha se yehi chahta tha ap dono ko hameshaa khush dekhna.

His father sighed sadly.

Mahindra:- par beta main use baat kar raha ho na...

raj again cutted him:- nahi aap dono baat nahi jagda karte hai aur main ye nahi dekh sakta.

his father eyes filled up with tears:- par beta tere jane se sab kuch acha toh nahi ho jayega.aur fu naraz apni maa se hai ne toh mujhe kyu chod raha hai .kya mai tera asli baap nahi ho....

Raj (shouted):- papaaa !!!!

Mahindra looked away with tears.

RAJ:- aap aisa soch bhi kaise sakte ho papa ki aap mere sage papa nahi ho .aap sage se bhi bad kar ho mere liye.

maine apne papa ko nahi dekha hai lakin apke pyar ne mujhe kabhi ye ehsaas nahi hone diya ki main apka asli beta nahi ho .

aap hi mere papa ho papa.

mere zindagi ho aap.

Mahindra (teary):- toh khu jana chahtha hai apni zindagi ko chor ke.

main nahi reh paunga beta tere bina.

plz aisa mat kar mere sath.he begged

Raj couldn't hold himself any longer seeing his father like this his father should never beg infront of anyone.

RAJ hugged his father:- nahi papa aap plz mat bolo.aap nahi chahte toh main nahi jaunga mahindra felt happy but his all happiness shattered after hearing his next line.

RAJ(crying):- par papa main aur nahi bardasht kar sakta ye sab .plz papa mujhe jane do .main har roz chotu ko til til marta hua nahi dekh sakta.Har Roz nahi tadap sakta main .Har roz aisa nahi Zee sakta main papa
har roz maa ke ankhon main nafrat nahi dekh sakta plzz papa let me go.

He broked the hug and cupped his father's teary stricken face  while his father's heart pinched seeing his son's red teary face.

Raj (sobbing):- main apse rishta NAHI tor raha main apke contact main rahunga hamesha ......woh apka school hai jaha ke princi aap ho waha ke hostel main daal do mujhe phir aap mujhse roZ milane aa paunge na .par plz......plz mujhe yaha nahi rehna .

His father cannot see his son crying and begging he got up and went from their immediately while raj felt like he had hurt his father too he cried and cried in guilt.

As soon as his father came out of the room he saw his wife mahima who WAS standing behind the room's door and her face showed guilt but it was too late for this he looked at her with hatred and left from their leaving her to deal with her feelings.

He know she was a perfect women but her love for sunny had blinded her to an extent.
He felt sad for her maybe she know the truth but her ego of being elder is coming in between and in this ego she is hurting her own child.


Rising Against All OddWhere stories live. Discover now