CHAPTER 2

308 16 16
                                    

Mahindra came out of the house sat in his car and went away .His wife came at the door and looked at the going car from behind with sad face.She slowly went inside the house and went towards her son's room she stood outside and looked at her son who was crying his heart out .She felt lump in her throat she was about to step in when her mind spoke to her.
"Kya kar rahi hai mahima use uski galti ka ehsaas hona chaiye .tu use aise kaise maaf kar sakte hai.Usne Jo Kiya hai sunny ke sath uske baad he deserve it .
Agar Aaj tu usko sirf isliye maaf kardi ki woh Tera beta hai toh tu use bache ke sath injustice kar rahi hai jisne tujhe maa ka darja Diya hai.Agar aaj tu use maaf kardi toh tu dekh degi ki sunny tera sautela beta hai .Use pata hona chahiye ki woh apne bhai ke sath ye nahi kar sakta "
She looked at raj with determination and thought:- I am sorry Raj par tumhe tumhari galti ka ki maafi itni jaldi nahi mil sakti".
And she left with tears in her eyes keeping stone in her heart.
And didn't looked back she thought she was punishing him for his wrong doings only if she knew that maybe he had never done a mistake and maybe she was at mistake .
Raj is left crying all alone with a photo of smiling sunny .Every drop of Raj's tears were falling on Sunny's photo.

Scene change to a park which was fully empty and at that moment mahindra's cars stop their and he came out with a sad face and exhausted body and sat their with a thud and looked at the stars .
Infront of his eyes the image of his broken family was roaming his lifeless son who was fighting in the hospital for life,his another son who was fighting his fate and the world ,his wife who was not ready to back off and understand or maybe she understood but was too afraid thinking that her one decision would be injustice to another son.
He so want to meet sunny but he didn't like to visit there as he cannot see his son in such a state that's why everytime he feel low he came here as this was the lace were all four of them used to visit their many sad and happy memory are connected with this park it was very not very crowded park that's why he cans find some peace here plus it was not connected with main road neither many people passes from here so their is no vehicle noise here.Any other time whenever he used to have fight with mahima which was never a big fight or if he used to sad his both son used to calm him and his wife by their cute antics .His both the sons are angel once their was time whenever he used to be sad he used to sit with his wife and two sons and used share his problems whenever he used to happy he used to share his every grief every happiness with them and they used to uplift his mood celebrate his happiness these four were each other's life these three were his stress buster his angels today in the name of stress buster he has only his younger son who is left with him as his wife is lost in her own mind and heart fight and her elder son is left heartbroken.
Now he has only sunny who will listen to him without any complaint any judgement or any problem.But he just can't go to him because his heart always break seeing his son like that.That's why he used to come here and used to talk in mind like he is talking to his sunny you maybe thinking that is he mad no he is not mad this is his way to calm himself.

He thought :- tu soch Raha hoga na sunny ki main itne din se tujhse Milan nahi aya .He smiled sadly
Kaise ata beta kaise dekta apne bete ko aise halat main .Tujhe pata hai Teri maa bahut strong woh apne bete se Roz milane ate hai par Tere papa utna strong nahi hai beta nahi ho main utna strong.
Teras escaped his eyes .
Par aaj pata hai tujhe main khush ho ki tu so Raha hai .
Kam se kam tu woh nahi dekh Raha hai jo main dekh Raha ho .
Kam se kam tu apne pariwar ko tute hue nahi dekh raha hai beta.
He said with tears in his eyes and carses his head and sat in silence After few minutes he said :- beta main nahi janta use raat kya hua tha na main ye janta ho na mahima ye jante hai aur na hi Raj ko kuch yaad hai use din ke bare main .Sach toh sirf tu hi janta hai beta .Lakin main itna jante ho beta raj ne tere sath waise kuch nahi kiya hai .
Main janta ho beta ki usme aur tujhe main hamesha prank wars hote the ye bhi janta ho ki woh kabhi kabhi tujhse jealous ho jata tha Teri kamyabi par aisa toh nahi tha ki kabhi tu uske kisi cheez se jealous nahi hua par tum dono phir bhi hamesha ek dusre ke sath hamesha Diya hai woh Teri maa kyu nahi dekh pa Rahi kyu uski ankhen tum dono ke duri dekh payi par pyar nahi dekh payi woh ye nahi samjh payi ki insaan jealous ho sakta hai par apne jealous ko hara kar woh dusre ke liye khush bhi ho sakta hai usne ye dekha ki Tum dono ek dusre se kitna lad te ho par ye nahi dekha ki woh tujhe kitna pamper karta hai usne ye nahi dekha ki tu Raj se kitna bhi lade par har wakt kisi aur ko uske bare main ek shabd bhi bolne nahi deta .
Usne use din bhi sirf Raj ka tere prati gussa dekh par use gussa ki piche ka pyar dekhna bhool gayi agar woh perfect hai toh duniya main har koi perfect ho ye zaroori hai kya.Aur kisi ke ek galti ke wajah se use zindagi bhar saja nahi di jati.Aaj Puri duniya tere Bhai pe keechad uchal Rahi hai.Police uske peche hath do kar padi hai .main aur tere maa Puri koshish kar rahe hai use sahi proof karne ki .He smiled sadly with tears haa Teri maa jo apne bete ko Ghar main sirf nafrat de rahi hai jo har wakt use Kos rahi hai woh bhi kahi na kahi ye mante hai ki tere Bhai ne galat nahi Kiya hai par dikhati nahi hai .Sirf ye soch kar ke woh kabhi galat nahi ho sakte aur agar usne apne bete ko maaf kiya toh ye uske dusre bete ke sath galat hoga tears escaped his eyes.Isliye apne bade bete ko takalif de rahi hai .kash main use samjha pata ki woh dono ke maa woh kisi ek ke paksh main nahi bol sakte Bina dusre ka paksh Jane kash usne ek bar Raj ko bolne ka mauka dete.
Kaash main sab theek kar pata.
Aaj Tera Bhai apne hi maa ki berukhi se itna pareshan ho gaya hai ki ab woh hamre sath rehna bhi nahi chahta hostel jana chahta par tu chinta mat kar main ho na use Jane nahi donga kahi par bhi.
Bas tu jaldi theek ho Jaa phir tu hi apne maa ko samjha ki barbar pyar karne ka matlab ek ka paksh leke ke dusre ko hurt karna nahi hota.kash woh samjh jaye ki duniya main sab perfect nahi hota .Har koi perfect nahi hota.
He sighed sadly looking at the sky .
He really want to meet his son but
Only if he had little courage to meet his son.
__________________________________________
Hope you all will like it
Next update of this book will come next week.
Tomorrow or day after tomorrow devansh chapter will be published
depends on when I will get time .
But it will be published in these two days .
Ignore any mistakes plz .
Bye keep smiling 😊

Rising Against All OddWhere stories live. Discover now