Chapter 3

215 13 42
                                    

Scene start with mahima sitting on a armchair in her room while mahindra was standing near the window looking out mahima was sitting with a mobile in her hand she was watching a video .

In which a girl was saying something while crying.

Girl in the video :-"Raj ne hi mujhse kaha tha ki main sunny ko blame Karu ki usne Mera izzat pe hath dala hai agar main aisa nahi karti toh Raj mera kuch videos leak kar deta ". And she started crying.

After few minutes she started talking again :- main ye nahi karna chathi thi par mera pass aur koi option nahi tha.

Then someone else voice came who asked her :- toh ab sach kyu bata Rahi ho ? Kya ab tumhe use dar nahi lag raha .

The girl sobbed and said:- main ye sach kisi se nahi batati par jab mujhe pata chala ki usne apne bhai ko mar dalne ki koshish ki toh mujse raha nahi gaya main sunny ko insaaf Dela na chathi hoon.

And the video ended .

Mahima was sitting with a no emotion was their on her face.

At that time mahindra spoke from his position without looking at her :- jab vishwas hai apne bete par toh kyu use saza de rahi ho.

Mahima looked at him but didn't answered.

Mahindra turned around and came towards her with a heavy steps and sat infront of her .

Both looked at each other but didn't said a thing after few minutes mahindra sighed and said :-Comissioner shaheb aa rahe hai Aaj humse baat karne ke liye .

She looked at him with troubled expression but controlled herself and said :- woh yaha kyu aa rahe hai case ka coordination toh aap kar rahe hai na unke sath toh unhe mujhse kyu milna hai .

He looked at her and he knew instantly why she was saying so he smiled at her and said:- agar zaroori nahi hota toh woh nahi ate mahima main khud unhe tumse Milne nahi deta .

She still looked at him with a sadness in her eyes and he hold her hand and gave it a squeeze in a way telling her that he will be with her .

She smiled and nodded after getting his msg.

He slowly stood up and went from their .

While mahima looked at him from back and thought
"Bahut lucky thi tum Ayesha ki tumhe mahindra jaise pati mile and then thought with a pure hate in her eyes aur main Bad kismat thi ki mujhe harsh jaise zalim mila.".

Then she slowly walked upto Ayesha's photo which was their in her room .
She looked at it with pure love and said:- Ayesha tumne bhale hi apna pati mujhe de diya par woh hamesha tumhara rahega .
Main unke bacho ki maa zaroor hoon par unki patni nahi main unki woh dost bhi ho jo har wakt unke problem main sath dete hai par tum nahi main tumhari jagah kabhi nahi le sakti unke zindagi main le hi nahi pati .

Jab bhi unhe socha unke bare main hamesha woh sirf tere pati ke roop main dekhe ya mere best friend ke roop main .

Mujhe maaf kar Dena jis roop main tu chathi thi ki main unhe dekhi use roop main na woh mujhe dekh paye tere Jane ke baad na main kabhi dekh payi .

Then she moved closer to the photo and carses it with her hand softly.
Tere bahut ehsaan hai mujh par Ayesha tune tab mujhe Sahara Diya Jab mera koi nahi tha .

Tune tab mere bache ko woh sare khushiya de jab main nahi de payi .

Aaj meri bari hai Teri bete ke sath injustice nahi hoga tere bete ko jisne bhi hurt Kiya ho bhale hi woh mere beta kyu na use main zinda nahi chodungi.

Main nahi janti mere bete ne woh sab kiya hai ya nahi par usne ek galti zaroor ki hai sunny pe vishwas na karne ki use terrace se dakha Dene ki aur uski saza use zaroor milegi chahe iske liye mujhe iske khilaf khada hona pade.

Rising Against All OddWhere stories live. Discover now