Chapter 5

659 23 17
                                    

••Frustrated••

Arjun was doing archery practice but his mind was stucked on Shrutakarma

Arjun:- Jyesth or panchali bhi na

He sit down on rock

Arjun:- bhala hi upchar karwa diya kintu wo abhi puri tarah se thik bhi nahi hua hoga aisa kesa usse waha rehna de sakta hein

Arjun get frustrated

Arjun:- mein usse lekar a jata hun

He stand then again sit

Arjun:- kintu kyun or kesa?

Arjun feels pain

Arjun:- yeah sar mein bhi adhik pida ho rahi hai

Arjun walk toward his room for taking medicine but he feels high pain

Arjun:- Ahhh

Arjun was about to fall but someone hold his hand,

Arjun:- Ahh...

Pitashree!!

Arjun get suprised and look at his hand. And he find Shrutakarma

Shrutakarma:- pitashree aap

Shrutakarma take Arjun in his chamber.
And make him laid down on bed. Arjun look at him

Bheem:- aisa kesa Arjun ko chakar a gaya

Subhadra:- bhratashree iska karan hai bhojan na karna

Draupadi:- arthat

Subhadra:- pata nahi jiji Arya ko kya ho gaya bohut samay se unhone thik se bhojan nahi kya

Yudhishthir:- or isshi karan se usse chakar aaya hoga

Arjun open his eyes and find Abhimanyu

Abhimanyu:- pitashree aap thik hai

Arjun Remember about Shrutakarma

Arjun:- avashya meina Sapna dekha hoga

Bhargavi:- pitashree chaliya or bhojan kar lijiya

Arjun Nod and goes in dining area

He sit with everyone, karan came there make Arjun suprised he look behind and happy to see Shrutakarma who is coming with Suthanu

Shrutakarma came and sit beside angraj karna make Arjun frown

Nakul:- aaj toh utsav mañana hoga bhrata Bheem

Bheem:- kyun Nakul

Nakul:- arey aaj pratham baar karma bhojan ke liya a gaya bina hamare bulaya

Sahadev:- Haan yeh toh hai or mana bhi nahi

Karn:- kintu Shrutakarma toh bhojan aram se kar leta or mana kyun karega

Yudhishthir:- Angraj apko gyat nahi kintu Shrutakarma ke picha jab tak ham sab bhaage nahi tab tak karma bhojan nahi karta

Draupadi:- bhojan ke naam par shrut ko krodh a jata pata nahi bhojan se kya dushmani isse

Karn:- kintu Angrajya mein toh isne bina hamare bola bhojan kya hai kisi ko pareshan bhi nhi kiya

Bheem:- Satya mein aisa kesa ho sakta

Sutasoma:- Haan pitashree Shrutakarma toh bohut pareshan karta hai

Karn look at Shrutakarma

Karn:- Samragini

Shrutakarma~ Hidden TearsWhere stories live. Discover now