Chapter 18

531 28 10
                                    

˗ ˏ ˋ Meeting Vansh ˎ ˊ ˗ 

Arjun doing practice with Abhimanyu and Prithvrindya

Arjun:- Hmm prithvi

Prithvrindya look at him

Arjun:- Shrutakarma kaha hai?

Prithvrindya:- wo usne kaha ki wo nahi aayaga

Arjun:- hmm kintu wo hai kaha

Prithvrindya look at him and Abhimanyu also look at Arjun

Abhimanyu:- pitashree wo shrut..

Shrutakarma was standing near the tree, he listen a voice of anklet and sighs

Shrutakarma:- aap a gay...

He stopped in middle and get frown

Shrutakarma:- pranipat bhrata Pradyuman

Pradyuman hug him

Shrutakarma:- bhrata yeah kon hai?
Point toward the man

Man:- Mera naam Vansh hai

Shrutakarma:- kintu aap yaha kya kar rahe hai or bhrata apne toh kaha tha ki Vedika aayagi ya sambh aayaga

Pradyuman:- Shrut..

Shrutakarma:- areyy ab kya kare apko gyat hai kintu muskil se mein yaha aaya hun or yadi mata ya kisi ko gyat hua toh

"Areyyyy Shant ho jaiyaa" vansh said

Shrutakarma:- aap chup kariya rajkumari.. (he stopped in middle) Rajkumari

Pradyuman get suprised

Shrutakarma look at vansh..

Shrutakarma:- Rajkumari Vedika

Vansh urf Vedika Nod

Shrutakarma:- adbhut rajkumari kya roop dhara hai apne yadi aap bolti nahi toh mein apko pehchan hi nhi pata

Vedika smile..

Vedika:- aap konsa roop dharan karenga rajkumar?

Shrutakarma:- hmm s..

Vedika:- stree ka nahi

Shrutakarma get frown

Vedika:- bhrata Sutasoma ke stree roop dharan karne ka baad..

Shrutakarma look at her and think

Back to Arjun

Arjun:- bolo na Prithvrindya kaha hai Shrutakarma?

Prithvrindya:- wo toh

Abhimanyu:- kesa prashn kar rahe hein aap pitashree? Karma yahi mahal mein hoga or kaha jayaga

Shrutakarma~ Hidden TearsWhere stories live. Discover now