Chapter 12

485 24 4
                                    

Shrutakarma aim and throw his arrows on ground make a windstorm
The windstorm make shut everyone's eyes Arjun take his gandiv and aim his target make the windstorm goes now they can saw everything clearly

But Arjun and everyone was shocked bcz there is no one Shrutakarma and his team leave from there

Arjun close his eyes in frustration

Duryodhan:- Arjun!!!

Arjun look at him and he was boiling

Duryodhan!!!

Duryodhan stop and look toward the direction and find Krishn and Balram

They all are standing in the rajya sabha

Duryodhan:- jo sambh ne kiya hai wo anuchit hai gurudev

Krishn:- yadi sambh ka kariya anuchit hai bhrata Duryodhan toh phir aap angraj karn yaha tak ki meina bhi anuchit kiya hai apni ardhangini ka apharan karke..

Duryodhan:- aap toh maun hi rahiya Vasudev apka putra

Krishn:- mers putra ne kuch anuchit nahi kiya hai bhrata Duryodhan sambh or Lakshmana ke dusra se prem karta hai

Duryodhan:- jhut hai yeah

Krishn:- or yadi mein pramaan dun ki sambh, Shrutakarma ya kisi ne kuch anuchit nahi kiya hai toh

Bhishma:- kesa pramaan vasudev

Krishn:- pitamah Lakshmana ne sambh ko prem patra likha hai

Make everyone shocked and suprised

Krishn:- wo prem patra jisme saaf likha hai ki wo sambh se prem karti or ushi se vivah karna cahati hai

Duryodhan:- yeah astaya hai vasudev jhut bol raha hai pitamah

Krishn:- ap apni putri ki likhavat samjhta hai bhrata Duryodhan?

Duryodhan:- kya

Krishn show him the letter

Krishn:- yeah apki putri ki hi likhavat haina? Yuvraj Duryodhan or Yuvrani Bhanumati

Bhanumati look at him

Krishn:- dekh lijiya ek baar

Bhanumati look at the letter

Bhanumati:- Haan yeah toh Lakshmana ki hi

Make Duryodhan shocked Krishn smile

Balram:- Priya Duryodhan

Duryodhan look at him

Balram:- yeah toh achi baat hai Duryodhan ki tumhari putri hamara putra sambh ek dusra se prem karta hai

Shakuni look and thought

Shakuni:- Shrimaan Balram

Balram look at him

Shakuni:- mujhe mera bhanja se baat Karni hai ekaant mein

Krishn:- avashya kijiya Mamashree

Shakuni smile

Duryodhan:- Mamashree yeah aap kya keh raha hai

Shakuni:- sahi ekh raha hun bhanja accha yahi hoga ki ham apni har maan le or Lakshmana or sambh ka vivah kara de

Duryodhan:- mein apni putri ka vivah uss chaliya Krishn ke Putra se hone nahi dunga Mamashree

Shakuni:- bhanja tum kabhi sunta or samjhta kyun nahi ho yadi hamne mana Kiya toh shrimaan Balram ko krodh a jayaga pehle bhi hamne Subhadra or tumhare vivah ka marg se Dwarka se rishta jodna ka prayas kiya tha kintu Arjun ke karan ham vifal ho gaya kintu ab nahi ham kuch aisa nhi kar sakta jissa shrimaan Balram or tumhara sambandh mein kisi bhi prakar ki duriyan aaya pehle hi pandav hamse aage ja raha hai ab or koi Moka nahi de sakta hame

Duryodhan:- kintu Mamashree

Karna came there and said

Karna:- Mamashree sahi keh raha hai mitra

Duryodhan look at Karna

Karna:- mein manta hun Duryodhan ki tum sambh se Lakshmana ka vivah nahi karana cahata or ek pita hone ke naate tumhe apni putri ki khushi ke barema sochna ka Adhikar bhi hai kintu mitra Lakshmana sambh se prem karti hai bilkul wesa jesa tum bhabhishree Bhanumati se karta ho

Duryodhan look at him with tears

Karna:- yadi Lakshmana ka vivah sambh ke atirit kisi or se hua toh wo jeevan bhar dukhi rahagi or yadi sambh se hota hai toh wo prasan rahegi tumhe Krishn putra sambh Priya nahi hai kintu shrimaan Balram par toh vishwas hai

Duryodhan Nod

Karna:- shrimaan balram hamari putri Lakshmana ko kabhi dukhi nhi hone denga iss sambandh se Lakshmana prasan rahegi or tumhara or shrimaan Balram ka sambandh or gehra hoga

Duryodhan:- Satya kaha tumne mitra

Karna smile

Duryodhan came and said his decision and everyone happy with his decision

Duryodhan:- kintu gurudev

Balram look at him

Duryodhan:- meri putri hai kaha

Krishn:- aap chintit na hoya bhrata Duryodhan meina sambh or lakshmana ki sena ko patra bhijwa diya hai sambh Lakshmana aata hi honge Dau

Balram look at him

Krishn:- Dwarka ki vadhu ka swagat ki tayari Karna hai aisa sandesh Dwarka bhejiya

Balram Nod Krishn look at pandav and Panchali and smile

After some time

Sambh and Lakshmana came with there sena which include Prithvrindya, Pradyuman, Sutasoma, Vrishketu

And they all are somewhere nervous bcz of their parents

Krishn came and hold Sambh and Pradyumna ear make them scream little

Krishn:- kyun bhai? Bade Chatur ho dono aisa Lakshmana ka apharan karke le gaya

Sambh:- sikha bhi toh apse hi hai pitashree

Pradyuman:- or Putra bhi apka hi hain

Sambh:- or ek Dulha ki naak khichta hai Kaan nahi

Krishn chuckled Balram came and slap there forehead lightly

Krishn hug sambh and Pradyumna hug Balram

Where Lakshmana look at Duryodhan with tears Duryodhan came and hug her

And said that he is happy for her, he is not angry on her now

Vrushali came and hold Vrishketu's ear
And Yudhishthir Bheem where glared at Prithvrindya and Sutasoma and Nakul shows theme slap sign.. but Arjun didn't find Shrutakarma and Draupadi was also finding him

Hope you'll like the Chapter

Do vote and comment your reviews

Shrutakarma~ Hidden TearsWhere stories live. Discover now