Chapter 15

463 21 2
                                    

"karna & karma talk about dharma"

After the rituals
Pandavas along with panchali and their sons and daughter they are ready to go back Indraprastha...

Yudhishthir:- Vasudev ab hame chalna cahiya

Krishn:- Aap abhi toh aaya the jyesth ruk jaiyana

Yudhishthir:- Vasudev yadi sambhav hota toh avashya rukta

Vasudev Nod

Krishn:- putra karma

Shrutakarma look at him

Krishn:- tum Indraprastha jaoge?

Draupadi:- yeah kesa prashn hai Govind avashya shruta hamare sath jayaga

Shrutakarma look at her,

Draupadi:- putra tum chaloge na apni mata ke sath?

Nakul was about to say something but

Shrutakarma:- avashya mata kintu..

He look at her Draupadi get frown

Draupadi:- kintu kya putra?

Shrutakarma:- mata mein jane se purv angraj karna se beth karana cahata hun

Make everyone suprised Krishn smile at him

Draupadi:- Angraj se?

Shrutakarma Nod

Draupadi look at Yudhishthir

Yudhishthir:- putra Shrutakarma jaldi aana ham pratiksha karenga

Shrutakarma grains and nod

He leave to meet angraj where Arjun was angered

Tatshree!!!

Karna look behind and find Shrutakarma who came toward him, karna look at him with suprised expressions

Shrutakarma:- Kshama karna angraj kintu kya mein apko tatshree bula sakta hun?

Karna look at him

Shrutakarma:- aap mujhse bade hai or tatshree Duryodhan ke mitra hai apko angraj bulana mujhe accha nahi lagta

Karna look at him with smile and put his plam on his head

Karna:- tum mujhe tatshree bulaoge toh mujhe accha hi lagega putra

Shrutakarma:- tatshree kya mein apse ek prashn puch sakta hun?

Karna:- avashya putra

Shrutakarma:- aap tatshree Duryodhan ke param mitra hai haina

Karna Nod

Shrutakarma:- toh aap unhe adharm kyun karne deta hai?

Make karna speechless

Shrutakarma:- mujhe mata ne bataya tha ki saccha mitra wo nahi hota jo sadev sath rahe saccha mitra wo hota hai jo apna mitra ko galti karne se roka

Karna:- or yadi mitra tab bhi na ruke toh?

Shrutakarma:- toh uska sath chod dena cahiya

Karna look at him with shocked

Shrutakarma:- mitra ko adharm karne se rokna mitra ka dharma hai kintu mitra ke liya dharma ka tiyag dena yeah toh anuchit haina..

Karna was speechless..

Shrutakarma hold his hand

Shrutakarma:- Tatshree mein janta hun apka liya yeah asaan nahi hai kintu vishwas kijiya mein sirf apko pasand nahi karta hun apko apna manta hun isliya nahi chahata ki koi bhi jo mera hriday ke Kareeb hai wo adharm ka sath de mein apko..

Karna:- mein ek baar phir prayas karunga usse sahi marg pe lane ka

Shrutakarma sighs

Shrutakarma:- toh phir aap unse kahiya ki wo apka liya uss adharmi ko chod de

Karna look at him

Karna:- Shakuni

Shrutakarma look at him and nod

Arjun:- itna samay ho gaya yeah karma abhi tak kyun nhi aaya?

He get frustrated now

Nakul:- bhrata a jayaga

Bheem:- Haan tum kyun chinta kar rahe ho?

Arjun sighs

Shrutakarma came with karna

Arjun:- Itna samay kesa lag gaya tumhe?

Shrutakarma:- wo..

Arjun:- kiya baatein kar rahe the?

Arjun:- or aisi konsi baat thi jo itna wakt lag gaya itna kya mil rahe the

Shrutakarma rised his eyebrow why his father asking questions

Krishn try not to laugh seeing his jealousy level

Arjun:- bolo

Shrutakarma:- Ji

Arjun roll his eyes in frustration

Krishn:- Putra karma

Shrutakarma and Arjun look at him

Krishn:- mera hridya toh nahi kar raha ap sabko Vida karne ka kintu Indraprastha ke liya apko nikalna cahiya aniyatha aap log raatri mein pochenga or baccha raatri mein pareshan ho jayaga

Yudhishthir nod

Yudhishthir:- chalo sab apna rath mein beth jao

Draupadi sit with Yudhishthir and bheem sit Pragya Pragati and Nakul Sahadev sit together with Arjun  Sutasoma, Prithvrindya sit together and wait for Shrutakarma

Shrutakarma hug his Mamashree

Shrutakarma:- mujhe apki bohut yaad aayagi mamashree

Krishn:- mein bhi apna Priya karma ko bohuttt yaad karunga

Vedika look at him

Shrutakarma look at her and give a smile he was about to came toward Sutasoma and Prithvrindya but stop and look at karna. He came toward him

Shrutakarma:- ham jaldi hi mileage
Mein apse jaldi milna aaunga angraj 

Shrutakarma came and hug karna surprising everyone

Arjun anger was just...

Nakul look at Sahadev..

Nakul:- Sahadev bhrata Arjun ko dekho

Sahadev look at Arjun

Sahadev sighs

Sahadev:- bhrata Arjun Shrutakarma ko kisi ke itna Kareeb dekh hi nhi sakta

Nakul:- mujhe aaj pehli baar angraj ke liya bura lag raha hai yadi sab yaha nahi hote toh bhrata Arjun angraj ka bura haal kar deta

Sahadev Nod

Karna eyes fall on Arjun who is giving Him a dead glared make him scared for the first time where krishna was enjoying the moment

Shrutakarma smile at karna and sit with his brothers before giving a smile to his mamashree and tatshree and here Arjun felt uncomfortable bcz his son prise angraj karna alot and he hug him

Hope you'll like the Chapter

Do vote and comment your reviews

Shrutakarma~ Hidden TearsWhere stories live. Discover now