Continue
Bon ; omg yaani aap sab planning me saath they kopal ki ..
Everyone: haa
Ani : ab please fir se naraz mat hona ....jo Kara tum ko paane ke liye kara bas..
Bon : aap ko sorry jo bhi mere wajah aap ko pareshani hui....
Ra ; oh please Bondita friendship me sab chalta hai.....
Ani : toh chale
Bon ; kaha
Ani ; maa baba ko manane
Dev ; abhi
Ani : haa dev....ab mai apni mishty se or dur nahi reh sakta ho..... mujhe fir se iske saath Mai life suru karni h ....or uske liye maa baba ko manana h ..... isliye mai or der nahi kar sakta
Bon : mai bhi aap se or dur nahi reh sakti......par maa baba Maan toh jayege na
Ani : zaroor.....or jab tak nahi manege tab tak mai koshish karta rahunga
Kaka : yeh hui na baat..... bilkul esa hi karna....jaa jaldi se un se baat kar fir ham sab aayege shaadi ki tayari Puri kar ke
Ani ; thk h kaka ....Mai bas change kar lu ...fir jaata ho
After some time
Ani comes back after changing his clothes...then he and Bon....leave to go to das houses....
Das house
Everyone is sitting in the hall...
Mira ( herself) : kaha reh gaye yeh dono .....yeh hi time sahi h sab se baat karne ka ....
Suddenly the doorbells ring...Meera opens the door...Bondita is at the gate..
Mira : tu aagi....tera hi wait tha aaja ....
Bon come in
Bon : maa !!!
Maa ; bondita tu..... achank se sab thik hai na beta
Bon ; pehle thik nahi tha maa ab ho gaya hai ...
Mami : kya matlab h
Bon : aajaiye.....
Looking towards the bound door, she calls out to someone... Ani comes inside as soon as he hears her voice.....
Maa : yeh yaha ....
Bon : mai aaj aap sab se kuch bolna chahti ho ....
Baba ; kya baat h beta ....
Bon and Ani hold each other's hands...
Bon : mai or kopal ek dusre se bohot pyaar karte h....ek dusre ke bina nahi reh sakte ham ......
Maa ; bondita ! Yeh kya bol rahi hai
Bon : mai aap ko diya wada pura nahi kar Sakti.... sorry maa ....
Maa : pagal ho gai h kya
Ani ; maa aap mujhe se bohot Naraz h ...uske liye mai aap se haath jod kar maafi mangta ho .... please
Mami : tu toh rishtaa todne gai thi na ... todne ki jagah kya kar ke aai h
Bon : jo rishtey dil se jude hote h mami ...woh kabhi khatam nahi hote
Ani : ham sab kuch bhol kar nai shuruwat karte h na .....
Maa ; sab bhol jaaye haa .....tum bhol Sakte ho Ham nahi
Bon ; maa please dekho ....kopal ne jo Kara woh galti se kara please,...
Maa ; bilkul nahi
Bon ; ham ne bhi toh kitna galt kara h uske or uske family ke sath.......
YOU ARE READING
Anidita - the burning hearts ( COMPLETED) ✅
Fanfictionhello everyone this is my 5 FF ....... this FF is little different from my other FF ...... I am first time try this type of story.......this story have love , romance, jealousy, everything..... hope you like it.... please support.... based on reveng...