Part 4

230 10 0
                                    

 Jab ke dusri taraf qizar masooma ko lene airport ke liye nikal chuka tha.

Masooma ne is se kaha tha ke wo isse code word mein baat karegi take ise koi bhi pehchan na sake lekin qizar ko apni bewakoof par bohot afsoos ho raha tha kyun ke is ne masooma se uski tasvir tak na mangi.
Ab wo usse kaise pehchanega.
Chalo ye bhi shukar tha ke is ne masooma se is ke kapdo ka rang puch liya. Warna aaj toh yaqeenan devil ne is ka kuch na chordna tha waise bhi wo aaj blade use karraha tha.

Wo abhi khada har taraf nazrein dauda raha tha jab nazar samne se aati ek masoom si ladki par padi jo kaafi dari sehmi thi.

Isne aasmani rang ka abaya pehna tha jis ke sath isne hum rang aasmani rang ka scarf liya tha.  

 Mil gayi masooma

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

 
Mil gayi masooma... Wo tezi se chalta huwa uske qareeb aaya.
Tum pohanchgayi mein to pareshaan hogaya tha ke tumhe pehchanunga kaise. Khair wo papers to layi hona tum......? Is ne fikarmandi se pucha kyun ke agr is baar papers mein kuch gad bad hojati toh devil ise nahi chordne wala tha.

Ji haan me papers le aayi hoon to aap hain mere shohar is ne hairangi se pucha.

Shohar..........? Qizar ko jhatka laga.

Sir aap mujhe airport lene aaye aainge toh mein aap ko wahan code word me muqatib karungi kyunke mujhe lagta hain ke mere picche log lagey hain. Ise masooma ki phone par ki gayi  guftagu (conversation) yaad aayi.

Shohar.......... Haaan shohar tumhara ghr pe hain chalo mein tumhe isi ke paas le jane aaya hoon papers mujhe do. Qizar ne baat sambhalte huwe papers mangey

Nahin papers to main unhin ko Dungi Kisne masoomiyat Se Kaha

Tum Mujh par yakin kar sakti ho mein iska wafadar admi hun. Qizar ne kaha

Nahin papers unhin ko Dungi. Qizar is ne Ek Bar fir se Isse papera mange to Masooma Rone Lage gi woh sirf Naam Ki masooma Nahin par woh sach mein bahut Masoom thi.

Phone par baat karne wali ladki toh nahi lag rahi thi wo toh bohot bold aur talented lag rahi thi wo aakar gadi mein baithe tab bhi rooh kaafi ziyada dari huwi thi.

Ab normal ho jao. Mazeed acting karne ki zarurat nahi hain qizar se iski taraf dekhte huwe kaha jabke iski chatting his (6 sense) ise kuch galat hone ka ishara kar rahi thi.

Kiya matlab rooh ne masoomiyat se pucha.

Matlab ye ke ab tumhe darne ki aur ghabrane ki zarurat nahi hain mohtarma abhi asliyat par aajai. Aur wo file mere hawale kardo....

Quzar se ab mazeed bardaasht karna horaha tha.

Ye aap kiya keh rahe hain bhai mujhe toh kuch samjh nahi aaraha aur mein aap ko bata chuki hoon ke ye file mein apne shohar ko dungi to aap baar baar kyun maang rahe hain mujh se. Rooh ne iski taraf dekh kar pareshani se kaha kyun ke iski baatain rooh ke sar ke upper se guzar rahi thi.

Rooh e yaaram  Where stories live. Discover now