Part 17

2.1K 393 68
                                    

5 days later.

The car stopped in front of the house.

Pramod stepped out of the car with his suitcase.
He was excited to see his wife after long 5 days.
He found the police's jeep out of his out.

He got confused that why police has came to his house. He came inside and found around 15 people standing in the aangan.

His in laws, his aunty's family, few neighbors and 3 police officers.

Pramod - aap sab yaha?

Sumit turned towards him and Pramod found Susheela crying hard and she was hugging her mother tightly.

Sumit - jija ji aaap!!!!

Pramod - ha mai.... Susheela.... Kya hua tujhe?

Susheela looked towards him and she fall back on the sofa getting unconscious.

Pramod left his suitcase and ran towards her.

Pramod - Susheela!!!

Kusum - Arjun , jaldi se jakar kisi vaid ya doctor ko lekar aa.

Arjun ran out of the house immediately.

Pramod patted Susheela's cheeks.

Pramod - Susheela aankhe khol na!!!

He picked her and took her to bedroom.

Suman handed him a glass of water and he sprinkled some water on her face and she was still unconscious.

Dp - damad ji pehle ye bataiye... Do din se kaha the aap!!!

Pramod - mai to Masoorie gaya tha... Par ye sab chal kya raha hai.... Aur police kya kar rahi hai ghar me.

Sachin - ye sab aapki wajah se hua hai?

Pramod - meri wajah se?

Chanchal - aur nahi to kya!!! Do din se kaha tha tu!

Pramod - mai... Are Masoorie se ghar aa raha tha aur kaha?

Sachin - papa dekho ye jhooth bol rahe hai.... Mai to kehta hu samay hai... Kara do talaak.

Pramod - saale!!

Everyone glared at him and chanchal slightly hit on his shoulder.

Pramod - mera Matlab... Saale sahab. Ye kya bol rahe hai aap!! Mujhe to khud nahi pata ye sab ho kya raha hai..?

Arjun - doctor aa gaye hai...

Doctor - aap sab bahar jaiye....

They all went out.

Sumit - ab karte hai khulasa....

Sachin - to bataiye jija ji do din se kaha the aap.. Aur sach boliyega varna talaak ke kagaz sath laya hu.

Pramod - mai Masoorie gaya tha 5 din pehle. Apne daftar ke kaam se aur vaha kaam khatam karke mujhe vapas aane me do din lage kyoki ek din meri train chhut gayi thi..

Arjun - to hamari bhen ke sath mazak kyo kiya?

Pramod - are kaunsa mazak?

Chanchal - lo kar lo baat... Do din pehle tune telephone karke Susheela ko nahi bataya to ki ghar aane hi Vala hai....

Pramod - ha telephone kiya tha.. Lekin bola tha ki mai Masoorie ke station par khada hu... Itne me signal chala gaya .

Kusum - haaye ram.... Dekho apni beti ki karni...

Dp - Matlab Susheela ne saari baat galat suni...

Pramod - yaha chal kya raha hai.. Koi saaf saaf bataega?

Chanchal - mai batati hu... Tune telephone Kia to Susheela ne ye sun liya ki tu Paas wale Station par hai to ghar aane wala hai... Aur tu jab ghar nahi aaya to Susheela ne darr ke maan liya ki kuch anhoni ho gayi hai tere sath.. Aur do din se tu mila nahi... Isliye sab pareshan ho gaye... Police ko rapat likha di....sab tujhe poore sheher me dhudh rahe hai

Pramod glared at Sachin.

Pramod - meri galati?

Sachin - galati to insan se hoti hai aur meri bhen to bacchi hai...

Dp - mere to sar me Dard ho gaya...

Aarti - ji mai sabke liye chai bana deti hu.

She went to the kitchen.

Police officer - haa ji... Ab koi tehkikaat to rahi nahi rahi... Police ka wakt barbaad ho gaya...

Dp - are Sumit... Jo jurmana ho dede aur aap baat khatam kijiye hum aage se khayal rakhenge...

The doctor came out.

Pramod - doctor... Sab theek to hai na...

Doctor - kamzori ki wajah se chaakar aa gaye unhe... Abhi vo behosh hai... Thodi der baad hosh me aa jaengi... Aur jab vo hosh me aae to unhe aache se Khana khila dijiyega aur unki sehat ka khayal rakhiyega.

Pramod - ji...

The doctor left.

A few minutes later. Aarti brought the tea for everyone and Suman served the snacks.

Kusum was sitting along with susheela. Pramod was sitting along with his in laws.

Sachin - jija ji chai...

Pramod glared at and signed him to remain quite as he was worried about for Susheela only.

................................

Everyone left till the evening and Susheela was still unconscious.

Pramod came in the room and looked her with some tears in his eyes.

He sat on the bed and held her hand gently. He kissed it.. And tears rolled down his cheeks.

Pramod - tu hamesha bailbuddhi rahegi... Mai kitna samjhau tujhe.. Jaane se pehle bolke gaya tha na ki fikr mat kar... Mai aa jaunga..  Par nahi... Tu apna bachpan dikhaye bina nahi maanti..... Kab se behosh hai.... Tujhe meri koi fikr nahi ki kal ko tujhe kuch ho gaya to bhenchod mujhe koi nahi hai yaha dekhne wala...... Tu mera sabse zaroori hissa ban ke kyo us hisse ko mujhse tod ne koshish karti hai......... Agar tujhe kuch ho gaya na to............ Mai bhi mar jaunga...... Samjhi tu!

He can't stop his tears which were holding nothing except for his worry and his insecurity for her.

Pramod - uth ja na ab kitni Der soegi....

He said irritatedly wiping his tears as he wanted to speak to her, hug her and get her well soon.

Vote target - 300+

Thankyou 😊

Umar Se Pare Where stories live. Discover now