Part 21

1.8K 400 11
                                    

Few days later.

It was just becoming a fairy tale for Sumod. Because of there beautiful love. Dono ka ek dusre ke bina rehna mushkil hai. Subah hote hi, ek dusre ko dekhe bina din shuru nahi hoti aur ek dusre ko baaho me lekar soye bina Raat nahi hoti. Har wakt ek dusre ke khayal me doobe rehna... Ghar aate hi hazar baate ek dusre se karna... Ek dusre ke hath se Khana khana. Meethi Meethi baate karna... Uski har zidd ko poora karna...Der Raat ko uske liye jalebi lekar aana... Pyaar se uska sir sehlana... Ek dusre ke sath Raat bhar jaagna...
Pyaar to hua hai par itna khoobsurat ki uske bina zindgi me kuch zindgi jaise nahi lagta...
Ye sabse khoobsurat mod hai... Jo Sumod ek dusre ke sath jee rahe hai.........

It was a normal evening and Pramod returned back earlier as it was Saturday.

Susheela was making dinner and Pramod was busy in some paper work. Someone knocked on the door and Pramod went to open the door.

It was Sachin and Sumit. These two elements are enough to spoil Pramod's entire day.

Sumit - namaste jija ji..

Pramod gave him a forced smile.

Sachin - namaste jija ji..

Pramod - namaste... Aaiye Ander...

Susheela - kaun aaya hai..?

She came out of the kitchen wiping her hands from her pallu.

Susheela - bhaiya... She just ran and hugged her brothers.

Sachin - kaisi hai tu beta.... Theek hai na...

She backed off.

Pramod - ha jaise mai to kha jaunga na ise..

Sumit - aapne kuch kaha jija ji..?

Pramod - nahi to.

Susheela - mai to theek hu... Aap theek ho na... Maa, papa, Aarti bhabhi, Suman bhabhi, Arjun bhaiya

Sumit - chhutki tujhe kya ho gaya hai aaj..?

Susheela - mujhe kya hoga... Mai to theek hu...

Sachin - beta tujhe Yaad Nahi ki aaj kya hai?

Pramod - kya hai aaj?

Sumit - kya aapko bhi nahi Yaad, jija ji?

Pramod - nahi to... Par kya hua?

Sachin - beta tu sach me bhool gayi kya?

Susheela - lekin kya bhaiya?

Sachin - ki aaj tera janamdin hai...

Pramod was left shocked after hearing this.

Pramod - iska janam din?

Sumit - tu bhool gayi..

Susheela kept her palm on her mouth remembering it's her birthday today.

Susheela - are ha.... Vo mai bhool gayi...

Sachin - ye koi bhoolne wali baat hoti hai kya?

Sumit - pehle to khud sabko Yaad dilati rehti thi... Aur is baar bhool gayi...

Susheela - nahi bhaiya... Maine Dhyan nahi diya...

Sachin - aur jija ji aapko bhi nahi pata tha? Ya aap bhi bhool gaye?

Pramod - are nahi.... Par isne mujhe bataya hi kaha tha ki.

Sachin - bataya ho ya na bataya ho magar aapko pata hona chaiye na..

Susheela - to kya ho gaya bhaiya.. Kya farak padta hai...

Sumit - farak padta hai chhutki...

Susheela - are... Ghar ke itne kaam rehte hai... Idhar udhar dimag rehta hai to bhool gayi mai... Isme aisa kya hai?

Sachin - bilkul... Har wakt kaam kaaj se fursat milegi to kuch karegi na.

Sumit - kabhi apna bhi khayal rakhti hai tu ya phir har wakt...

Susheela - bhaiya aap bhi na...

Sachin - galat hi kya bola usne.... Hamesha kaam me lagi rehti hai ya kabhi apni taraf bhi dekha hai tune.. Jab dekho hukum Manti rahegi is ghar me...

Susheela - bhaiya aap...

Sachin - kabhi apne liye bhi kuch karna seekh varna tujhe kabhi is ghar me teri...

Susheela - bhaiya mai chai lekar aati hu...

She said and went to the kitchen cutting off his harsh words. She know how much these words could hit Pramod's emotions as she knew that he puts more than he could in the this relationship. She was really hurt and embarrassed that she didn't talked to pramod from last night properly. Pramod was totally guilty that how could he never learned her birth date . He didn't dared to talk to her after that thinking that she must be offended by him that how he doesn't know her birthday. She had tears in her eyes when Sachin joked to her about getting divorced from her husband as he is irresponsible and he is not a man she deserved. He said this as joke in front of her husband. She didn't had guts to look at him as Pramod went to the bedroom as he can't tolerate them anymore.

...................

The next morning.

Pramod was about to leave for his work and he called Susheela in the bedroom.

She came to bedroom..

Susheela - ha bolo...

Pramod - meri almari khol jaldi se..

She nodded and stepped to the Almira and opened it.

She was freezed to see those 4 beautiful golden bangles kept out of the jewellery box.

She gasped and closed her eyes feeling him behind her. He hugged her back and wrapped his arms around her.

Pramod - kaise lage tujhe?

She opened her eyes and smiled.

Susheela - aap mere liye laaye...

Pramod - laya to bhot pehle tha... De aaj raha hu...
Mussoorie me meri pehchan ka ek sunhaar hai... Usne mere Kehne par ye tere naap ke aur teri pasand ke kangan banaye.... Vaha se laya tha mai... Socha tha kisi tyohaar pe dunga... Par tyohaar se pehle hi de diya.... Mujhe nahi pata tha kal tera janamdin hai... Varna koi kami nahi chhodta tere liye...

Susheela - zaroori nahi hai... Mujhe to aapse jo Pyaar milta hai na... Vo bhi sone ke jaisa hai...

She turned and put her hand around his neck.

Susheela - mujhe zara bhi bura nahi laga... Mujhe kaunsa aapka janamdin pata hai...

Pramod - tujhe kya... Mujhe to khud theek se Yaad Nahi.. Mai paida kab hua tha...

Susheela - kyo?

Pramod - maa Yaad rakhti thi... Jab maa chali gayi to mujhe kaun batata...

Susheela - aapko sach me nahi Yaad kab hai aapka janamdin...?

Pramod - hm... Theek se Yaad Nahi.... Par naye saal ke kareeb 10 din baad aata hai... Shayad.

She raised her toes and kissed his cheek.

Susheela - ab mai kabhi nahi bhoolne wali....aur hamesha Yaad rahkhungi....

Pramod pecked her forehead.

Pramod - kangan pehen ke dikha...

She quickly turned leaving him and turned picking the bangles and wore them. They were really pretty and designed with some diamonds.

He was looking at her hand and she noticed it's a right moment to request.

Susheela - mujhe ghar jana hai..

Pramod - kya?

Susheela - maa ki Yaad aa rahi hai... Mujhe aaj. Ghar jana hai... Le chailiye na mujhe...

Pramod - kya karegi waha jakar... Vaha mai nahi milne wala tujhe.......

.............

Kindly vote... Zyada Dard hota hai kya ek button dabane me.

400+ and I'll definitely not upload until it's completed.

Thankyou 😊

Umar Se Pare Where stories live. Discover now