leap

361 62 20
                                    

After 5 years

Bacchon PLZ dekho mumma aapko dhundh nhi paayengi aur phir mumma haar jayengi na.
Kaha ho aap dono?

A lady is searching for her hidden children and then she looks at the down of the bed where the children are hidden and is shocked to see them mother and lady said.

Lady: chalo aao dono.

Kids: no...no mumma aapne hume pakad liya.

Lady (smile): aur nhi to kya ab bahar aao dono.

And then both the kids come out and asks.

Kids: kaise dhundh liya mumma hume aapne.

Lady: are kaise nhi dhundhte aap dono kaun ho. Abhiman aur Abhimanu.
Aur hum hai aap dono ki mumma.
To hum kaise haar jaate?

Then both the kids and the lady sit on the bed and then the kids says...

Kids: to hum bhi to dadda ke bete hai to kaise haar Gaye?

Lady: tajurba kahta hai humara ki harna buri baat nhi hoti.
Jab hum harte hai toh sikhte hai.
Aur sikhte hai toh phir Jeet jaate hain.

(Now, you guys must have understood that this lady is none other than Hasina Sood)

Kids (happily): toh phir ek aur baar khele?

Hs (in fear): nhi....humne kb se aap dono ke liye dudh bhejwa tha aap dono dudh kyon nhi pi rahe?

Abhiman (Abhi): nhi mumma hume dudh nhi Pina.

Hs: are lekin kyon?

Abhimanyun (Manu): jab Tak dadda nhi aa jaate hum dudh nhi piyenge.

Hs: are dadda aa jayenge tum dono dudh toh pi lo.

Abhi: ha par kab?

Manu: aap phone Karo.

Hs: ok karte hain.

Just then Hasina calls and Krish picks up the call.

On call

Kk: ha boliye.

Hs: kaha hai aap?

Kk: main meeting mein hu.

Hs: Paisa itna bhi important nhi hota kitna naam karenge aap?

Kk: abhi thoda busy hu?
Baad mein baat karta hu.
Bye.

And he cut the call.
Then kids said to hs.

Kids: mumma katna mat phone hume baat karni hai.

Hs to kids: cut kar diya phone dadda ne.

Kids: cut kar diya.
Hum unhe aisi punishment denge ki kabhi bhulenge nhi.

Then both the kids start thinking about something, seeing this Hasina asks.

Hs: kya hua?

Kids: hum soch rahe hai kaun se punishment de?

Hs: socho socho do tin punishment sochna thik hai.

Then kids nods their heads in yes and hs said to herself.

Hs: ye dono busy rahenge humara kaam ho jayega. (To kids) aur suno hum dudh phir se bhej rahe Hain pi Lena.
Hum jakar decorations dekhte Hain.

And Hasina is about to get up and leave when both the kids hold her hands and says.

Kids: mumma....mumma.

Hs: haa.

Abhi: decoration chhodo.

Manu: aur shaam ko party hai jwelliers par dhyan do.

Hs: Acchha. (With smile)

And then she kisses both of kids their cheeks.

In evening

Krish is looking for his clothes in the cupboard and says.

Kk: hasi aapne mere kapde nhi nikale.
Aapko pata hai na main apne liye kapde  choose nhi kar skta.

Aap badi maa ke Bina ek bhi kaam nhi kar skte hai na.

Then Krish turns back and sees a child saying all this and then Krish says to him.

Kk: kisne kaha.

Child: aapko to bas ek hi kaam aata hai subah subah chillana.

Kk: tumhe pata hai na apne liye kapde choose karna mere liye sabse mushkil kaam hai.

Child: kuchh mushkil nhi hai.
It's very simple.

Kk: itna simple hai to tum hi nikal kar de do. Come on.

And then the child goes and looks at the clothes and says.

Child (think): anniversary party ke liye kuchh racking hona chahiye right.

Kk (surprisingly): anniversary party.

Child: kya chaps bhul Gaye?
Aapka to har saal ka ho Gaya hai.
Sab log party ki taiyari kar rahe hain.
Mujhe dekhkar bhi yaad nhi Raha ki mere mumma daddy aur aapke younger brother aur sister-in-law Rajvir and Mira Kapoor ki anniversary party hai.
Ruko abhi dono ko batata hu.

And that child starts going out then Krish stops him and says.

Kk: hey darsh ruko mere Narad Muni.
Abhi tumhe dikhata hu.

And then krish picks up Darsh and places him on his shoulder and brings him to his room and and sits him on his bed and darsh said.

Darsh Kapoor (dk): request mat karna main nhi maunga.

Kk: are request nhi kar raha dhamki de raha hu tumhe.
Raj aur Mira ki anniversary mujhe yaad nhi hai aur ye baat tumne unhe batayi na to main...

Dk: kya?

Kk: tumhari mummy ko.....

Dk: are kya?

Kk: kal raat ko tum cartoon dekh rahe the na. (With smile)

Dk: wo toh main apni mumma se puchh kar dekh Raha tha.
Chhota hu agar daat padi toh kha lunga.
Magar aapka kya hoga.
(In blackmail tone)

Kk: are mujhe koi daat nhi sakta samjhe tum....

Dk: ok ye to abhi pata chal jaayega.
Mumma daddy. (Loudly)

Then Krish places his hand on Darsh's mouth and says.

Kk: are apne mummy papa ke eklaute aulad double dekar chocolate dunga.
Triple dekar chocolate dunga.
ab to apne mummy papa ko nhi bataoge na.

Then Darsh shakes his head no and Krish removes his hand from his mouth then Darsh takes a long deep breath and says.

Dk: aapko to rang se brive karna bhi nhi aata.

Then Krish folded both his hands in front of him 🙏 and ask.

Kk: thik hai mere baap tumhi mujhe bata do ki tumhe kya chahiye?

Dk: remote control plan, jo humne uss din uss toy shop par dekha tha.

Kk: ok Mr. Darsh Sood Kapoor le aaunga.

Just then Darsh puts his hand in front of Krish and says.

Dk (happily): promise.

And then Krish puts his hand in darsh hand and says.

Kk: promise.
Lekin ab to tum apne mummy papa ko kuchh nhi bataoge na.

Dk: nhi bataunga.
I know unhe bura lagega.
Aur Jo cheej buri lagti hai wo main kabhi nhi karunga. (Smile)

Upcoming - yaadein.

Bye.

Destiny Love Where stories live. Discover now