humari adhuri kahani (yaadein)

302 53 34
                                    

Let's start

Continued from previous part......

Krish and Raj come down together and go to PJ and pj said to kk.

Pj: lalla bhagwan kare tumhari lambi Umar ho.

Then KK hugged her and said.

Kk: dhnyvaad badi maa par ye kyon.

Pj: are matlab agar jb hum kisi ko yaad karte hain aur unka naam lete hi wo humare samne aa jaaye toh ye kaha jata hai.

Rk: maa.

Kk to rk: kya hai?

Rk: main bhi toh khada hu.

Kk: toh baith jao. (And laugh)

Pj to rk: oo jhalle tum kya isse alag ho.
(Pointing to kk) lekin ek baat batao tum Aaj ise office kyon le gaye the.
Pata hai kitne late ho gye tum log.

Rk: maa office ke kaam maine nhi bhai ne liya.

Kk to rk: kitna khade hokar jhuth bol rahe ho tum Raj.
Kam se Kam baith kar to bolo.
(To rk) badi maa jhuth bol rha hai ye.

Pj: ghar ke bacche bade ho Gaye lekin tum dono na abhi bhi waise ke waise hi ho.

Kk: thik hai badi maa ab aap bataiye ki aapko kis par bharosa hai.
Us par...us par (pointing to guests)...iss par (pointing to rk) ya mujh par.
Kya Lgta hai aapko kaun jhuth bol rha hai.

Pj: krish Baal safed ho gye.
Lekin dhup mein nhi.
Hume pata hai tum hi office Gaye hoge.

Kk (shockingly): aap jhuth bol rahi hai.
Whitener laga ke aayi hai (to rk)nahi.
(With smile)

Rk to kk: maa ko sb pata hai bhai.

Then Darsh comes running to Krish and says to kk.

Dk: chaps...chaps mujhe meri mumma se bachao.

Kk: ab kya kiya tumne?

Dk: kuchh nahi kah rahin hai ki so jao.

Kk: thik hi toh kah rahi hain.
Jao jakar so jao. Come on.

Dk: are you kidding.
Main mere mumma daddy ke anniversary party mein so jau.
Aisa thodi na hota hai ki apne hi ghar mein party ho aur insan so jaaye.

Just then Meera comes running and says to dk.

MS: darsh tum yaha par ho?
(To rk) dekho homework karke aaram karne k liye kaha tha.
Par nhi party mein bhaag aaya.
(To kk) jiju ab aap hi samjhiye ise.
(Pointing to dk).

Kk to ms: acchha ye baat hai?

Then Krish wakes up Darsh in his lap and says.

Kk: hey...come here.
Tumhari mom sahi kah rahi hai.

Dk: meri jagh meri mom ki side lete ho.
Ruk jao abhi batata hu ki aap unki anniversary bhul gye the.
(Whispering in kk's ears)

Kk: amma o blackmailer tumhe tumhara plan to de Raha hu na.

Dk: blackmailing bhi ek tarh ka business hota hai jaha profit dikhe use le Lena chahiye. Aap mujhe plan ke saath Mera helicopter bhi chahiye.

Kk: lekin.....(shockingly)

Just then Darsh kisses Krish on the cheek and tells Meera.

Dk: mom chaps Maan Gaye ab main party attend kar sakta hu.

Kk to dk: are par main kab.....

Dk: no problem chaps aap jaisa kahenge main waisa hi karunga.
Thankyou chaks.

Destiny Love Where stories live. Discover now