aadatein aur chahatein

61 7 12
                                    

Yeh dil milne ki batein ab achi nahi lagtin
Yeh muhabbat ki batein ab sachi nahi lagtin

shoq se sunti thi pyar bhari ghazlain kabhi
Ab bakwas lagtay hain geet sabhi

waqt k sath badal jati hai chahatein
Chahto ki wajah se hi to thi aadatein

Ab chahto aur aadato ka pata nahi fakat yeh janti hoon k meri khata nahi

Kaun janay kya likha hai naseeb me
Is Marz ka jawab mat dhoondo tabeeb me

Yeh maslay kuch purisrar se hain
Ishq me log khuwar se hain    

Phir bhi dil bharta nahi azeeyat se 
Us azeeyat ko milatay hain log ghaneemat se

Ajab duniya hai kanto se nafrat krti hai
Lekin muhabbat k nam pe unhi per chalti hai

Me nahi manti ishq museebat ka nam hai
Aiman yeh to maut se pehle anjaam hai.

××××××××××

Assalamoalikum everyone!

How are y'all doing?

I would like to thank all of u again... Tanhaiyon Ka Safar is now #12 in poetry... yesterday it was #6...  alhamdolillah!

Be it at #12 or #6 its still a great achievement for me... this is something I never planned or imagined...  jazakallahu khair!

Please read, vote, comment and share this book with your friends. Also please let me know about your thoughts on this book in general.

I hope u all have a great weekend...

Take care.

Allah hafiz :)

tanhaiyon ka safarWhere stories live. Discover now