it's I'm pocibal task

3.8K 167 13
                                    

part 2

"Mr and Mrs Malhotra "

nyu cabir ke sath niche aa jaati hai jahab raj malhotea apni maa aur apne bhai ke bachcho ke sath brakfast kar rahe hote hai.

dhurav mukti - hai cabir bhai

cabir - hai mukku .

mukti - dont call me mukku bhai i dont like this name

cabir - but i like it yar

raj - cabir dont call her this name ok

cabir - yes dad .

dadi - jab dekho ise dantega kabhi os bigde nawab ko bhi dant diya kar ose to sar par chada rakha hai tune .

raj - nahi maa aisa nahi hai

dadi - chup kar aisa nahi kya dikhai nahi deta mughe dono judwa hai par tu oyar sabse jyada manik se karta hai kyu .

raj - ab iska jawab nahi hai maire pass maa aur na kabhi hoga .

nyu - maa aap nashta kare ab late ho raha  hai

dadi - ,manik kyu nahi aaya niche .

nyu - woh

cabir - oske sar main dard hai dadi issliye late othega woh .

dadi - tu chup reh bhai kachamcha kahin ka .

cabir - dadi ab aise to na bole mughe .

raj - cabir prisention tayyar hai

cabir - ji papa

raj - good .

dadi - are inhe din rat kham main hi lagate rajhega ya inki shadi ke bare main bhi kuchh sochega ya main mar jaaongi tab inki shadi karega tu .

raj - plese maa marne marne ki bat na kiya kare aap ho jaayegi shdi bhi ladki bhi to mile aap kehti ho judwa hongi dono ki dulhan aur manik kehta hai ek hi ghar se dono bhai do behne lekar nahi aayenge aage rishte kharab ho jaate hai ab shadi ho to kaise ho aap hi kaho .

dadi - shadi to dono ki judwa ladkiyon se hi hogi tum dekh lena ghnnu mahraj ko desi ghee ke bane laddu ka bhog lagaongi  jab bhi shadi hogi dono ko judwa ladkiyon se manik to kya oska bap bhi karega shadi

raj - phir nyunika ka kya hoga mom  agae main karonga shadi to .

sab matlab samgh kar hansne lagte hai ayr oper khada nanik ye sab sun leta hai

manik pov hon shadi mairi aur marji dadi ki ye koi baat hai kare kaise karengi judwa ladkiyon se hamari shadi mandap main hi nahi aaonga main pov end .

scene change

at night

navya bed par bethi hoti hai tab hi towel se  hath saf karti nandani bed par aakar beth jaati hai

nabsani - navya kya soch rahi hai .

navya - woh teri subha wali baat

nandani - subha waki baat kon si

navya - phur bhol gayi tu teri bholne ki bimari na kisi din musibat khadi karegi sab ke liye dekh na tum

nandani - jab bolegi galt hi bolegi ab bata kon si baat

navya - woh judwa bhai ki pucture dekhi thi na hum ne

malhotras   bhai  cabir manik

nandani - han to woh to maine mazak kiya tha tum sach man gayi os baat ko navya had hai bewakufi ki bhi kaha hum kaha woh dono hum.keral main woh mumbai main kaha jodi milegi hamari woh to dil ne kaha tumse mazak kiya jaate to kar liya tumne sach man liya very good .so jaao ab dekh liye kholi aankho.se sapne hum.dono ne hamari kismat itni shandar nahi hai ki hume ye dono mile han sapne main mil.sakte hai. so aankh band karo aur mil lo sapne main.onse ok.good night .

bahar mr malhotra khade yesab sunte rehte hai

nr malhotra  pov ayappa kinki pictuter dekhi hai in dono ne jo lahasil hai inke liye ayappa  onhe inki kismat main likh do ye khushi de do in dono ko kar do in ki ye khawahish pori main phir aap se kuchh nahi mangonga pov end

Mr and Mrs malhotra. (Complite),Where stories live. Discover now