finally God is great manan ready for marige 😃

1.8K 159 13
                                    

part 14.

"Mr and Mrs malhotra "

manik ka pareshan hona ab aage.

manik _cabir idhre dekh mairi tarf hua kya hai yar aisa kya hua hai jo itna helpless ho raha hai to han.
cabir kuchh nahi kehta manik ko titly hug karke chup chap rone lagta hai.
manik _ cabir kya hua tum ro raha hai
cabir aanson saf karke.
cabir _nahi kaha ro raha hon main.
manik _acha nahi ro raha to ye eyes red kaise ho gayi tumhari han bolo.

cabir chup chap betha rehta hai.
manik _ navya se bahut pyar karta hai na oske bina ji nahi sakta tu.
ye sun kar cabir shoked reh jata hai aur  manik ko dekhne lagta hai.
manik _kya dekh raha hai mughe pata nahi hai kya tu devdas apni navya ke liye bana hua hai agar woh na mili to Ji nahi payega oske alawa tu kisi aur ladki se shadi nahi karonga ye hi souch kar betha hai na.
cabir _ tum ye sab kaise jante hon manik.
manik _ are hum twins hai yar itna to ek dosre ko jaan hi sakte hai na.
cabir _oske papa shadi ke liye tayyar nahi ho rahe hai.
manik oski baat Bich main kat deta hai.
manik _ kyu ki woh dono behno ki shadi ek hi ghar main do bhaiyon se karna chahta hai.
cabir _han aur tum maire liye kyu navya ki behan se shadi ke liye tayyar ho sakte ho tumhe to pasand nahi hai ek hi ghar se do behno ko shadi karke laana.
manik _aur agar main kaho ki main ready ho navya ki behan se  shadi karne ke liye to kya bole ga tu.
cabir sun kar pehle normal bihave karta hai phir jab sari baat samgh aayi to face par smile aati hai aur manik ko phir se hug kar leta hai.
cabir _thanku so much maire bhai tune maire liye apni zidd chhod di I am so happy to day tu Sach main maira sachcha bhai hai.
manik back hug karke
manik _ are ek ladki ke liye tum mughe sachcha bhai bana rahe ho isse pehle main kya jhota bhai tha.
cabir hug broke karke
cabir _ nahi nahi aisa nahi hai manik.
manik _are don't scared yar  I am just joking ab chal kar pehle khana kha phir aaram se so jaa baki ki baat kal karenge hum ok.
cabir _ye boss chalo khana khane ke liye.

idhar nandani jab room main enter karti hai aur navya ko dekhti hai jo sar tak duvet liye so rahi hoti hai.
nandani _ navya navya kya hua itni jaldi kyu so gayi tum. .
navya _ sar main dard hai maire issliye plese sone de mughe aur light off karde plese.
nandani kuchh confuse si navya ko dekhti hai aur ose sota hua chhod kar bahar nikal jati hai.

nandani jab maa papa ke pass jati hai to gate ke bahar hi rok jati hai ander oska name jo sunayi de raha hota hai.
Mr yash malhotra _ lo navya ke sath nandani bhi vida ho jayegi ab achha ghar hai hamari dono beti yan raj karengi aur sab se badi baat ki dono sage bhai hai aur ye dono khas kar nandani ek hi ghar main shadi karna chahti thi do bhaiyon se so bhgvan ne onki sun li ab dono behne dono bhaiyon ke sath khush rahegi dadi ka phone aaya tha abhi bahut khush thi woh kal roke ki rasam ke liye aa rahi hai woh shadi bahut jald karna chahti hai navya ko odas dekh liya tha maine shayd woh ladke ko pasand karne lagi thi maine Manan kiya to mayus ho gayi thi woh ab subha dekhna kitna khush hogi.

savitri _aap ne sirf navya ki khushi dekhi nandani ki koi khushi nahi dekhi aapne waha se phone aa gaya woh tayyar ho gaye aap khushi se pagal ho gaye ek pal ke liye bhi aapne soucha nandani se ek bar pochh lete oski marji kya hai woh kisi an Jan ladke se shadi karne ko tayyar bhi hai ya nahi navya ladke ko janti hai par nandani to ladke ke bare main kuchh nahi janti hai aur aap oski shadi ke liye tayar ho gaye achanak se
agar nandani ne mana kar diya to kal sab ke samne to kya karenge aap  ye soucha hai aapne.
yash _ ye to maine soucha hi nahi navya ki maa.
savitri _ ab kya karoge aap.
yash _abhi jakar sab bata nandani ko bata kar aata hon.
savitri _main bhi chalti hon aap ke sath.
nandani aanson saf karti waha se oth kar jaldi se apne room main jakar light off karke soti ban jati hai.
jab dono aate hai to light off dekh kar waps chale jate hai..

Ab aage kya hoga kya manan ko bina pata chale shadi ho jayegi dono ki ya pata chalega.

Mr and Mrs malhotra. (Complite),Donde viven las historias. Descúbrelo ahora