haldi ki rasam

1.7K 210 16
                                    

part 16

"my dear wife nandani "

Manan moment ab aage.

manik _ phir blush karne lagi ho mughe tumhe dekhna hai haldi lage hue kaise dekho tumhe batao yar.
nandani _main kaise batao aap ko manik Ji aap hi kuchh kare ab.
manik _ hmm dekhta hon yar kya susral mila hai mughe ye karo ye na karo wala ek bar ghar aajao bas phir sab thik ho jayega jo dil main aayega woh karonga main.
nandani _kya karenge.
manik _abhi kaise batao ghar aajao practically batao ga tumhe sab kuchh samgh rahi hon na.
nandani _ aap bahut besharm ho gaye hai main phone rakh rahi ho bay

manik nandani karta reh jata hai aur nandani phone band kar deti hai.
nandani pov oh ayappa kitne besharm hai ye to pata nahi tha mughe pilow main face hide kar leti hai.
dipika _di kya hua.

nandani _kuchh nahi tu jaa main so rahi ho.
dipika _so rahi ho ya jiju ke sapne main khol rahi hon bolo.
nandani _dipika plese jaa na.
dipika _ok ok jaa rahi hon bas dekho drims  jiju ke good night.
nandani _good night.

phir manik ke khayalo main khoi nandani kab so jati hai pata hi nahi chalta hai.

next morning.
manik ki haldi ki Rasm ke liye sab tayyar ho rahe hote hai par manik chup chap betha hota hai room main tayar hokar ke.

Cabir _kya baat hai dulha raja kaise bethe ho chup chap se haldi ki rasam hai tumhari aise kaise bethe ho aur woh aagayi tumhari ladli sister bahar.
manik _mukti aagayi UK se kaha hai
Cabir _bahar hai bahut gussa hai ki ose kyu nahi batya achanak shadi kar li.

manik _oh God ab oska gussa shan't karna hoga chalo.

manik _hai Princes kya ho raha hai.

mukti _don't talk to me ok chup ke chup ke shadi kar rahe the ye to main aagayi nahi to dulhan bhi le aate tum to ye hota hai dosti aur behan ka rishta mon phola kar beth jati hai.
manik _sorry yar tu busy thi waha par issliye disturbe nahi kiya aur sab kuchh itni jaldi main hua ki bas informed nahi kar sake hum tughe sorry kan pakd leta hai.
mukti _chal thik hai mafi kiya jara bhabhi ki picture to dikha koun hai kaisi hai.

navya _mairi Dev rani bilkul gudya ki tarha hai cute si chhoti si ye dekho nandani name hai oska.

mukti _wow manik she is so sweet and adorable too bada lucky hai bahut pyari hai tumhari nandani to.
manik _ woh to hai.
mukti _mughe abhi on se Milna hai bas.
manik pov hai jaa jaa mukti jaa  tu jaa sakti hai iss bahane picture to dekh longa main nandani ki pov end.

Cabir _ kal mehndi ka function hai kal chali jana yar.
mukti _no way mughe aaj bhi jana hai driver se kaho tayyar rahe main bas abhi aati hon.
manik mukti ka jane ka sun kar man hi man khush hota hai.
Cabir _manik yar Teri baat sunti hai woh tu hi mana kar deta.
manik _le pagal hon jo mana kar don woh chali gayi to nandani ki haldi ki picture to lekar aa jayegi na mughe ose dekhna tha na.
Cabir _tu Sach main majnu ban gaya hai yar pata chal gaya mughe hanste hue chala jata hai.

phir mukti nandani ke pas menglore chali jati hai. oss waqt nandani rasam ke liye bethi hoti hai jab mukti waha par aati hai.
amms _mukti aaye nandani waha bethi hai rasam ke liye.
mukti _yes of course chaliye jaldi se mughe apni bhabhi ko dekhna hai real main.

phir mukti nandani ke pass jakar beth jati hai jo yellow white lehnge main white flower ki jewelry se saji bethi thi.
mukti _hai bhabhi I am mukti malhotra your sister in low.
nandani _hai di how are you.
mukti  _I am fine you look so prity this dress.
nandani _thanks.
mukti _ can I take your picture.
nandani pov lo lo mukti lo picture Hamare manik to be kar are hai hamari picture dekhne ke liye pov end.

phir mukti nandani ki bahut sari picture click karti hai video bhi banati hai aur manik ka call aane par sab manik ko send bhi kar deti hai.

aur phir rasam ke baad ghar ke liye nikal jati hai

my dear wife nandani Where stories live. Discover now