caring manik

2.4K 246 18
                                    

part 20

nandani ka bimar hona ab aage.

manik niche aata hai aur.
navya ke pas jata hai.
manik _woh Dr ne cold water main coten deep karke rakhne ke liye kaha hai woh cotton hai aap ke pass.
navya _han abhi laati hon Tum roko.
Mr malhotra _jab tak nandani thik nahi ho jati hai tum oske pass hi rahogi got that.
manik ._ Ji papa.
Mr malhotra _good wese bhi reception Sunday ko hai tab tak nandani thik ho jayegi aur Osse pehle pag phere ki rasam ke liye ghar bhi ho aayegi par ab teen din bad jayegi maine amms ko call kar di hai ki woh na aaye aur mon dikhai ki rasam bhi aur mitha banane ki rasam bhi abhi nahi hogi sab nandani ke thik hone ke baad hogi.
tab hi
navya _ lo manik ye cotton.

manik _thanku bhabhi.

aur waha se bowel main pani lekar chala jata hai aur sab ose nandani ki care karte dekh relx fill karte hai.

phir jab tak nandani ka fiver kam nahi hota hai tab tak manik betha Patti rakhte hi rehta hai aur jab kam hota hai nandani dhere dhere aankh kholti hai aur apne pass manik ko betha dekh heran hoti hai aur othne ki ko shish karti to hai.
manik _ leti raho fiver hai tumhe kaha jana hai main le kar jaonga tumhe.
nandani _woh washroom jana hai.
manik _ok Chalo aur bina kuchh kahe nandani ko apne aarms main otha kar washroom tak lekar jata hai aur jab woh bahar aati hai ose phir se aarms main lene lagta hai par.
nandani _no thanks I can manage plese  aur dhere dhere chalta hui bed tak jati hai aur thak kar beth jati hai.
manik _jab tabiyat kharab hai to kyu chali main lekar jaa raha tha bed tak dekho kaise sans tej tej chal rahi hai abhi papa dekhonga to mairi class laga yen ge ki maine tumhari care nahi ki.
nandani pov to papa ki wajha se care kar rahe hai mairi pov end.
nandani _don't worry main papa ko kuchh nahi banaongi aap aaram kare.
manik _aaram pehle kuchh khane ko laa raha hon woh khao phir medisen lo aur let jao.

aur sidha bahar nikal jata hai room se navya lunch tayyar kar rahi hoti hai.
manik _bhai woh ose hosh aa gaya hai ab thik hai kuchh light sa food de de ose main khila kar medisen de donga ose.
navya _han maine bana diya hai soup aur daliya jo woh khaye ose khila dena main abhi aati hon oske pass.

manik _Ji thik hai.

phir manik tary main soup aur daliya lekar jata hai aur nandani dekh kar mon bana leti hai.
manik oska face dekh kar smile karta hai phir smile hide kar leta hai 
aur tray nandani ke samne rakh deta hai.
nandani _ ye main nahi khaogi I don't like it both.
manik _ I know mughe bhi nahi pasand but fiver main ye hi khana hota hai so khana to hoga chalo mon kholo shabbash jaldi se finish karna hai tumhe nandani ko bachcho ki tarha treats karta hai aur gate ke bahar khade saree family member ye scenes dekh kar be had khush hote hai aur knok karke ander aa jate hai.
nyu _bahu ab kaise lag raha hai.
nandani _much better maa but ye khana main nahi kha rahi bas.
Mr malhotra _ beta aaj kha lo phir mat khana ok.
navya _han kal tumhari pasand ka khana bana yen ge ok.
a beer _chachu bhi nahi khate jab fiver hota hai tab aap bhi nahi khati same to same hai na papa.
cabir _han beta Manan hai na same to same hi honge dono.
a beer _Manan kya.
cabir _tumhare chachaji aur chachi ka couple name manik ka maa nandani ka nan yani Manan.
Mr malhotra that's great cabir Manan I like it kyu bahu achha hai na.
nandani  kuchh nahi bolti aur rone lagti hai sab ghbhra jate hai.
nyu _are kya hua beta ro kyu rahi hon aap Dr ko bolaye.
manik bhi oske rone se pareshan ho jata hai.
nandani sobing karte hue nahi maa aisa nahi hai first time maire bimar hone par itne sare log mairi care kar rahe hai Menglore main bas amms aur dipika hi pareshan hoti rehti thi baba to kabhi bhi nahi aate the tabiyat pochhe aur maa ko koi matlab hi nahi hota tha aaj aap sab ka itna pyar dekha to aanson aagaye khushi se ki main bhi badnasib nahi khush na sib ho maire pass bhi itne sare rishte hai pyar karne wale bachcho ki tarha apni nose a as teen se saf karti hai aur sab iss cute si Hark at ko dekh hanste lagte hai.
nyu  €are maira bachcha iss baat par rone laga aage se in aankho main koi aanson nahi aayega samghe koi care kare na kare hum sab hai aur sab se jyada care karne wala bands manik hai subha se betha hai tumhare pass tab hi fiver kam hua tumhara.
nandani chonk kar manik ko dekhti hai jo najre chura leta hai nandani ke dekhne par. phir medisen lekar nandani so jati hai aur manik couch par beth kar wahi picture dekhne lagta hi jo bheji gayi thi but porani thi nandani 16 17 ki lag rahi thi on me aur jis  codiction main thi picture main koi bhi keh sakta tha oske sath kuchh galt hua tha. aur ek boy ose Thame hue tha.
manik pov kaha tha maine kuchh mat chukana mugh se phir ye raj kyu chhoda ya mugh se nandani jhot se na frat hai mughe kuchh galt hua tha to batya kyu nahi mughe gusse main phone couch par phenk deta hai. aur room main idhar se od har chakkar lagne lagta hai aur nandani ko dekhta hai jo so rahi hoti hai.
manik pov ye itni mason hai kya natak kar rahi hai kitne raj hai isse jode  samgh nahi aata kaise solve karonga onhe main. ..

phir dinner ke baad manik nandani ko room main lekar aata hai aur medisen dekar.
manik _zidd kar li pori chali gayi niche ab so jao chup chap ok main aata hon abhi jane lagta hai aur nandani hath pakd leti hai.
manik _kya hua abhi aa jaonga kuchh kaam hai mughe.
nandani _nahi mughe rat ko room main akele Dar lagta hai plese aap yahin raho maire pass nandani ki pliding eyes dekh kar.
manik _ok nahi jata gate band kar sakta hon ya nahi.
nandani _han woh kar de.
manik jakar gate band karta hai curtain bana bar karke dim light on karke sari light off karke bed par aata hai.
manik _ab so jao nahi to phir tabiyat kharab ho jayegi Dr e teen din ka bola hai take rest properly ok.
nandani _Ji so rahi hon na Dr mat bane aap mon banate hue let jati .
manik duvet se cover karke ose let jata hai aur nandani thodi der main so jati hai.
par late night manik ki aankh kholti hai to Nandani pasina pasina ho rahi hoti hai aur manik ka hath titly hold kiye kuchh bol rahi hoti hai.
jise sun kar manik shoked reh jata hai.

my dear wife nandani Where stories live. Discover now