manan cute meating with mystery women

2.2K 223 21
                                    

part 14

"my dear wife nandani "

nandani ka ghar aana ab aage.

manik tayyar hokar mall main Dhurav ke sath pahunchta hai aalia thodi der main onhe join kar leti hai
aalia _hai baby chalo maire sath ek kaam hai hum aate hai manik
manik _han han Dhurav baby jao aalia baby ko koi kaam hai jarori
Dhurav _sorry yar bas abhi aata hon tum to janta hai jaldi naraj ho jati hai
manik _han han pata hai

dono jate hai manik khada wait kar raha hota hai tab hi wahi lady jo menglore main mili thi manik ke pass aa kar khadi ho jati hai.
manik _are aap yahan kya maira pichhe kar rahi hai aap .aunty
aunty _han ye hi samgh lo

manik _aap hai koun aur ye hamaesha face cover karke kyu aate hai koun hai aap.
lady _waqt aane par bataongi aap ko abhi nahi abhi aap se main ek request karne aayi hon plese ose maan lo.
manik _kya request hai pata chalega to bataonga mano ga ya nahi .
lady _nahi Vada karna hoga pehle
manik _ok boliye
lady _ nandani shadi ke din ye dress pehne plese
manik _what ye dress kyu

lady _ ye dress on ki mom ki hai aur woh chahti thi ki jab nandani ki shadi ho tab woh ye dress pehne plese tum isse phir se tayyar karwa lo fashion ke hisab se par woh ye dress pehne ye tum hi kar sakte ho koi aur nahi plese beta maan lo mairi baat. plese.
manik _ok thik hai par nandani ab tak kyu nahi aayi.
lady _woh dekho woh aa rahi hai tumhari nandani samne se kisi rajkumari ki tarha chalti hui
manik palt kar dekhta hai aur dekhta reh jata hai
manik _Sach kaha aap ne Sach main rajkumari hi lag rahi nandani palt kar dekhta hai to gunghat wali lady gayab rehti hai
manik _ye kaha chali gayi koun hai ye har waqt aa jati hai koi nahi baat samne lekar pata laga na hoga mughe aur ye dress aur de gayi mughe pata nahi kaisi hogi dress nandani ko pasand bhi aayegi ya nahi pehle apne aap ko hide karo oski sister ne dekh liya to pata chal jayega ki main yahan par hon.

dosri tarf navya nandani dipika ke sath mall main enter karti hai aur Cabir bhi idhar od har dekhta hua jata hai ki ladla bhai kaha par hai agar mila nahi to zindagi Haram kar dega mairi.
tab hi Cabir ko manik pilor ke pichhe khada najar aa jata hai Cabir ose dekh kar relax fill karta hai.
Cabir _navya tum first floor par jao wahi par showroom hai lehnge ka aur foot wear ka.
navya _ok chalo nandani .
nandani _Ji chaliye.

teeno jab chali jati hai tab hi Cabir manik ko call karta hai.
Cabir _ manik oper aa rahi hai navya nandani ke sath ab aage tum khud dekh lena kya karna hai
tab hi Dhurav aalia ke sath aata hai

Dhurav _bhai kid har hai manik

Cabir _woh oper woh khada aur navya nandani woh ja rahi hai ab tum aalia ko lekar jaao jaldi se aur nandani ki sister ko aalia ke sath karo main navya ke sath aata hon tab tak nandani manik se mil legi

aalia _han han chalo baby hum chalte hai
Dhurav _yar sab ke samne Dhurav bola karo baby nahi ok
aalia _ok baby
Dhurav _phir baby
aalia _ sorry
Dhurav _chalo ab.
.

dono Chale jate hai.
Cabir bhi pichhe jata hai .

showroom ke samne jakar navya nandani ko lekar ander jati hai aur aalia dipika ko lekar nikal jati hai thodi der main Cabir waha aata hai.
cabir_ navya nandani ko yahin rokne ko kaho hum abhi aate hai
nandani _Cabir bhai main yahan akele kaise
navya _befikar raho tumhara partner tumhare pichhe khada hai dekho.
nandani palt kar dekhti hai aur samne manik ko dekh kar shoked reh jati hai .
navya _ab shoked mat ho plese aur thodi der osse baat kar lo bahut der se wait kar raha hai tumse milne ke liye.
nandani _but ye to apne dost ke yahan gaye the phir yahan kaise aagaye.
tab hi manik pass aa kar
manik _aap se milne ke liye aa gaya aage kuchh aur pochna hai to plese maire sath chalo main jawab de donga aap ke har sawal but abhi nahi de sakta.
nandani _but amms gussa hongi onhe pata chala to
manik _onhe aap batayegi.
nandani _nahi
manik _to kya ye shoping mall onhe bata ne jayega hum mile the
nandani _nahi ye kaise batao sakta hai
manik _wow aap samgh gayi ye baat kamal hai ab Chale ya nahi thoda gusse main bolta hai
nandani _ dant kyu rahe hai dant se Hume Dar lagta hai Dante nahi Hume aankho main aanson bhare bolti hai.
manik _ok ok sorry nahi danto na yar ab Chale nandani.
nandani _han ab thik hai chaliye sirf panch minute ke liye phir yahin aa kar bas shoping karenge aur jayenge amms wait kar rahi hai ghar par Hamara.
manik _thik hum mil liye aap shoping kare main chalta hon gusse main jane lagta hai
nandani _nahi aise kaise ja sakte hai aap hum mile kaha abhi baat bhi nahi ki humne to.
manik _oh really to aap ko pata hai Milte kaise hai
nandani _hmm hum to dua karte aaye the ki aap se hamari mulaqat ho aur hamari dua qabol ho gayi dekhi ye hum mil liye aap se blush karte hue baat pori karti hai. .
aur manik bas khada khada nandani ke cute antic dekhta rehta hai aur smile karta rehta jab nandani najre oper karti hai to manik ose bade pyar se dekh raha hota hai.
nandani _woh ab Chale Jahan aap chalta chahe hum tayyar hai
manik _Sach main Chale daro gi to nahi
nandani _aap se kaise darna aap to Hamare chup ho jati hai
manik _Hamare kya bolo.
nandani _ woh ab Chale jaldi se late ho rahe hai na baat badal deti hai
phir manik mall le ek restorent main enter karta hai you dono par rose patel ki barish hoti hai aur pora restorent balons aur flower se sawal hota hai.
nandani _wow manik yahan sab ka welcome aise hi hota hai
manik _nahi sirf khas logon ka hota hai
nandani _main khas ho phir
manik _bahut jyada khas  ho tum maire liye.
nandani _ Sach main
manik _aaj may lena kabhi bhi
nandani _ koi kyu nahi hai yahan
manik _maine booked kiya hai Hamare liye tum aur main aur koi nahi aayega yahan jab5tak main na Chaho
nandani _ oh God aap ne maire liye isse booked kiya it's awesome bachcho ki tarha clamping karti hai
manik bas ose khush hote hue dekhta hai.
manik _kuchh logi tum kuchh khana hai
nandani _ han vanilla ice cream one cheese burger and cook also phir hum baat karenge khate hue
manik _hanste hue tumhe khate hue baat karna pasand hai
nandani _bahut jyada kyunki oss waqt mughe lagta hai main akeli nahi hon aankho main nami aa jati hai
manik nami dekh leta hai
aur ose apne samne karke
manik _shadi ke baad tum mugh se khub bate karna jitna dil kare otni main nahi roko na ok
nandani _Sach
manik _God promice
nandani _ khush hokar manik ke cheek ko gogly wogly wosh karti hai
nandani_ aap bahut achhe hai bahut sweet bhi.
manik _ye kya kar rahi ho yar main bachcha nahi ho
nandani _but pyare to hai.
manik _tumhe koi pyar a lagta hai tum aise karti ho
nandani _han kyu
manik _but mughe koi bahut pasand aa jaye to main kuchh aur karta hon
nandani _achha kya
manik _abhi nahi bata sakta
nandani _ kyu maine to bata diya aap bhi batao
manik _tum naraj ho gayi to
nandani _nahi batao aap pehle nahi hone wali main aap se naraj plese
manik _ dhere se head down karke nandani ke cheek par kiss karta hai aur nandani shoked reh jati hai.
manik _main ye karta hon pata chal gaya
nandani _ cheek par hath rakh kar blush karne lagti hai shoked se nikalne ke bad
nandani _ ye koi karta hai shadi se pehle 
manik _achha nahi karte to sorry lo aa gaya tumhara khana khao ab jaldi se.
nandani _wow itni jaldi aa gaya very good

phir nandani bate karti hui bachcho ki tarha khane lagti hai manik bas oska sath deta hai aur bas ose dekhta rehta hai jo khati hui itni cute lag rahi hoti hai ki manik chup chap oski video bana leta hai aur nandani ko dekhta hai.
manik _ye dress kaise laga tumhe
nandani _bahut pyar a hai aap lagaye maire liye navya bhabhi ne batya Hume aap ki choice superb hai
manik nandani ko dekh kar woh to hai
nandani samgh kar sharma jati hai.
tab hi manik ka phone bajne lagta hai
manik _han bhai
cabir_ bhai ke bachche kaha reh gaya jaldi aa abhi tak koi shoping nahi hui hai hamari kya jawab denge ghar ja kar manik _bas bhai aa raha hon panch minute main.
nandani _ kisko phone hai
manik _ Cabir bhai ka bola rahe hai Hume
nandani _itni jaldi humne to baat bhi nahi ki aap se abhi.
manik _shadi ke baad kar lena ok abhi chalo jaldi se ok
nandani _ok chaliye.
manik _hanste hue aise mon ladka kar nahi ok hum mile to sahi ye hi bahut hai baat bhi ki na humne to bas . kiss bhi kiya hai na.

Nandani sunkar blush karne lagti hai aur dono nikal jate hai

my dear wife nandani Where stories live. Discover now