I can't Mary you

3K 272 32
                                    

Ppart 8

"my dear wife nandani "

manik ka sab ko lekar menglor lekar jaana ab aage.

ramesh :maa aap ne kiya phone kyu gusse main maa ke samne jaa kar rok jata.

amms _ye kya tarika hai ramesh baat karne ka nandani ko maine pala hai tumne nahi samghe tumhe pata bhi hai ki tumhari ek nahi do beti hai oske maa ke jane ke bad ose palat kar bhi dekh a thaa kya jo aaj gussa dikha rahe ho maine kiya phone maine Sach batya in ko kya galt kiya ek na ek din kisi aur se pata chalta tab kya karte hai koi jawab tumhare pass nandani ke so cold papa Ji. gusse main ramesh ko dekhti hai. aur phir badi bahu ko badi bahu najre chura leti hai.

manik _aap ne amms ghar par call kyu kiya yahan bhi to bata sakti thi Hume.

amms_main ye dekh na chahti thi ki tum kis tarha iss meter ko hendel karte ho sun kar rishte ke liye mana karoge ya pata karne ki koshish karoge ki phone kisne kiya hai kaha se aaya hai isliye dipika ke hatho chit par number likh kar bheja tha maine take Sach pata karne ke bad tum yahan aate ho ya wahi se mairi bachchi ko gunhegar maan kar ose reject kar dete ho par aap sab logo ka ek sath yahan aana ye sabit kart a hai ki mairi najre Dhaka nahi kha sakti aap sab se mil kar mughe ye hi laga tha ki aap sab bahut achha hai sahi galt ki pehchan rakhte hai. aap Sach pata karke bhi aap yahan aayenge aap aaye manik ne Sach ka pata kiya samghdari se,
phir sar juka kar khadi nandani ke pass jati hai.

amms _ye mairi bahut pyar poti hsi aur samghdar beti hai jis ghar jayegi ose khushi se bhar degi aap han kare ya na ye aap ki marji par bado ki galati ki saja bachcho ko nahi di jati hai ye aap sab jaate hai jo kuchh hua woh past hai nandani future hai to koi bhi ise os gunha ki saza kaise de sakta hai jo isne kiya hi nahi.

nyu _are nahi nahi amms hum iss bachchi ko galt kaise man sakte hai ye to innocent hai aur na hum itna choti souch rakhte hai ki bado ki galati ki saza bachchi ko de shadi ka fesla manik lega hum nahi jo iski marji hum osi main khush hai.
manik _ amms kya main aap ki beti se kuchh baat kar sakta ho fesla karne se pehle if you don't mind.

amms _yes of course beta Ji nandani jao manik ko apne room main lekar jao
nandani _chonk kar apne papa ko dekhti hai.
amms _ose kya dekh rahi hai main keh rahi hon na tumhe lekar jao.

nandani _Ji amms jati hon

aur nandani manik ko lekar apne room main jati hai aur manik room lack kar deta hai.

nandani chonk kar room loack kyu kiya aap ne baat hi to karni hai hum wese bhi kar sakte the. norvouse hokar dupatta finger par lapetne lagti hai aur kuchh der tak room main khamoshi rehti hai phir manik chal kar nandani tak aata hai

manik _ mugh par yakeen nahi hai jo Dar rahi ho gate band hone se aap

nandani _aap par to ab khud se jyada yakeen hai Hume par apni kismat par nahi aankho main aanson aa jate hai

manik aanson dekh kar restless ho jata hai.

manik _plese aap roye nahi mughe achha nahi lagta aap jab roti hai os din bhi nahi laga tha jab main bina han ki ye gaya tha aap ne oper se mughe rote hue shikayat bhari najro se dekh a tha aur chali gayi thi aap naraj ho gayi thi na mugh se nandani. ki aap ke kehne ke bad bhi maine han nahi kiya kyu sahi kaha na maine.

nandani shoked si manik ko aankhe khol kar dekhe jati hai
nandani _nahi aise nahi hai main naraj nahi thi. najre nichi karke baat pori karti hai.

manik _agar aise hai to mairi najro main najre dal kar bat pori karo najre jhuka kar kyu khadi ho najre to wahi curate hai jo kuchh chup ate hai aap kya chup a rahi hai mughe se pass aa kar finger ko chin ke niche rakh kar face ko oper kart a hai aur ek sath bahut sure aanson manik ke hath par gir jate hai.
manik kuchh nahi kehta chup chap apne hath se nandani ke aanson saf karne lagta hai aur.
manik _bahut sure aanson chup a kar rakhe hai aap ne apni in khubsurat aankho main ek dost samghe kar apne sare aanson aaj se mughe de de main inhe itni dor phenk kar aaonga ki ye aap ki aankho main phir kabhi lout kar hi nahi aa payenge ye maira vada hai aap se aajma le ek bar
apni aarms spred karke khada ho jata hai aur nandani kuchh der to aankho main aanson liye khadi manik ko dekhti rehti hai phir chup chap jakar manik ke chest par sar rakhe kar jor shor se rona start kar deti hai aur manik ose apni aarms main liye rone deta hai aur head par dhere dhere thapki dete hue.
manik _ bas bas itna royengi aap to aankhe red ho jayegi aap ki aur mairi shirt gili ho jayegi kya jawab denge hum dono in sab kar niche ja kar bole

nandani ke reality hit karti hai aur woh jaldi se manik se alg hokar khadi ho jati hai sharminda sharminda si
nandani _I am sorry woh pata nahi kaise main.
manik _it's OK fill better na.
nandani _ hmm

manik _ab to batao os din naraj thi na mughe se jab main gaya that yahan se.

nandani _han naraj thi gussa thi mughe aap mile to sab se alg lage mairi help ki mughe bachaya par phir itna karne ke bad Chale gaye to gussa nahi aata mughe cutly face bana kar jawab deti hai aur manik hansne lagta hai

nandani _ab hans kyu rahe hai aap.

manik _aap ki cuteness par hans raha hon aap ke hisab se mughe os din han karke jana chachi ye tha aap ke liye kyu.

nandani _ han aur nahi to kya.

manik _eye brow oper karke oh really khud ne hi to rok a tha han na kaho khud hi ab naraj ho rahi ho
nandani _maine kab rok a tha aap ko jhot mat bolo.

manik _ aap ne nahi kaha tha ki jo bhi time lekar jata hai ghar ja kar na kar deta hai main ye dekh na chahta tha ki ghar jakar aise kya hota tha ki sab aap ke liye na kar dete the bas isliye bina jawab diya chala gaya tha main Sach ka pata lagane ab pata chal gaya sab kuchh to.
nandani jaldi se bolti hai
nandani _ab aap han karenge na phir jaldi se chup ho jati hai aur blush karne lagti hai

manik badi dilchaspi se nandani ki cuteness ko dekhta rehta hai smile karte hue

manik _aap chahti hai main han karo aap ke liye.

nandani _ cutly han bolti hai

manik _kyu han karo hum ek dosre ko achhi tarha jaate nahi pehchante nahi ek dosre se pyar nahi karte hai
nandani bat kaat kar
nandani _woh to shadi ke bad ho jayega na sab kehte hai.
manik__pas aa kar kya kehte hai sab
nandani _do qadam pichhe hokar woh. ..yahin ke shadi ke bandhan main bandh kar do insane ek dosre se sat janmo ke liye jod jate hai to pyar to apne aap ho jata hai.
manik _do qadam aage aa kar agar main ye kaho ke main in sab baton ko nahi manta to.

nandani ka face ye sun kar phika pad jata hai manik dekh leta hai par kehta kuchh nahi hai

nandani _ agar aap nahi mante to mana kar de phir aankho main aaye aanson ko pi jaati hai aur jane lagti hai.
manik _hum dono sath aaye the to sath hi jayenge na.

nandani _ panch minute ke sath se kya farq padega jab pata hai sath kuchh pal ka hai phir manzil algalg hi hone wali hai to kyu sath jana keh kar gate khol kar chali jati hai aur pichhe manik bhi kuchh sochta hua sa chalta hue nandani ke sath hi hall main enter kart a hai.

Cabir _lo aa gaye dono.

sab ek sath on ko dekhte hai.

dono ander aa kar khade ho jate hai chup chap se apni apni soch main gum.

nyu _beta manik ab jo bhi fesla hai bata do Hume bas bahut hua.

manik nandani ki tarf dekhta hai or osi waqt nandani bhi norouse si manik ko dekhti hai aur
manik _ main iss rishte ke liye han kabhi nahi karonga.
ye sun kar sab shoked reh jate hai aur nandani kas kar amms ka hath pakd leti hai

my dear wife nandani Where stories live. Discover now