restless manik shy nandani.

2.3K 236 19
                                    

part 13

My dear wife Nandani "

nandani ka ghar aana ab aage

Navya nandani ko room main lekar jati hai aur manik ke phone se gayab ho jati hai nandani
manik _lo ab ye kaha gayi mughe dekh na hai ose kaisi lagti hai mairi laayi dress main. Nandani
Dhurav _bas maire majnu tera sarvent room main kaise jaa sakta hai abhi bahar aa jayegi to dekh lena had ho gayi yar. Pagal pan ki bhi diwana hogaya hai bhabhi ke pichhe

manik _han ye to hai sarvent kaise jayega room main aur tumhe jyada bolna aa raha hai han apna dekho aalia ke pichhe tum bhi ghumte rehte ho aur woh baby baby keh kar irited karti hai harwaqt.

Dhurav _ han to mughe kehti hai baby tumhe kya isse .

Manik _ tum kaha se baby lagte ho yar ye batao mughe milk ki Botel bhi hath main le liya karo jab woh baby bola kare tumhe kitna achha scene hoga woh hans kar bolta hai aur.

Dhurav _ you are so mean manik jaao baat hi nahi karni mughe tumse mon phola kar beth jata hai aur.

Manik _ aww just like aalia naraj hua hai aaj to.

Dhurav _ Sach bol raha hai jaldi se bolta hai aur manik sirf ose dekh kar reh jata hai ki kya peace mila hai mughe dost ke roop main unique sa.

Scene change
Nandani dress lekar changing room main jati hai aur.

Nandani pov kitni prity dress hai bhabhi ki choice kitni pyari hai jaldi se wear karti hai aur.

Nandani pov wow ye to aisa lag raha hai maire hi majorment ko lekar banayi gayi hai fit aarahi hai mughe bhabhi ko kaise pata mairi fitting ka strange han onko to pata ho sakta hai onhone dekha bhi hai aur mughe hug bhi kiya tha souch kar shy fill karti hai aur jaldi se wear karke khud ko mirror main dekh kar khush hoti hai aur phir

Nandani dress change karke Navya ke samne aati hai
Navya _wow nadu you look so cute manik ki choice bahut perfect aayi hai tum par suit bhi bahut kar rahi hai ye dress.
nandani _ye dress woh lekar aaye hai maire liye. Shoked hokar navya ko dekhti hai jo eyes blink karke han bolti hai aur
Navya _han ye dress woh lekar aaye hai tumhare liye kaisi lagi
nandani _sharmate  hue Ji bahut pyari hai  tab hi fit aagayi aap ki laayi aage apni galti ka ehsas hota hai aur jaldi se blush karte hue Headown karleti hai aur

Navya _ han han bolo bolo Dev rani Ji dever Ji laaye hai tab hi fit aayi hai aapko nahi to nahi aati kya baat hai do bar mile ho room main aur osko tumhara nap bhi pata chal gaya han kya kiya tha dever Ji ne room main am tumhare sath wink karti hai aur.

Nandani _ blush karte hue nahi bhabhi aisa kuchh nahi kiya tha jaisa aap souch rahi hai.
Navya _ par blushing face to kuchh aur hi kaha ni keh raha hai Dev rani Ji.

Nandani _ bhabhi aage bad kar navya ko hug kar leti hai aur.
Navya _ mairi pagal Dev rani sharma gayi are main to mazak kar rahi thi baba ab Chale late ho jayenge shoping ke liye.
nandani _Ji chaliye. Sharmate hue bolti hai aur dono bahar nikal jati hai

idhar manik restless sa phone ko dekhe jata hai
Dhurav _aa jayegi samne tassalli rakh yar pagal kyu ho gaya bhabhi ke pichhe
manik _just shut up Dhurav main koi pagal nahi hua mughe dress dekh na hai oske aaya ya nahi.
tab hi screen par nandani najar aati hai cute si red black dress pehne sharmati hui manik dekh kar bas dekhta reh jata hai
Dhurav _kya hua stechu kyu ban gaya screen par nandani par najar jati hai to
Dhurav _wow yar bhabhi to Sach main bahut pyari lag rahi hai Teri layi dress main maan gaya bhai Teri choice ko kamal ki hai dress bhi aur bhabhi bhi..

Manik _ hmm sahi kaha tune aakhri choise ki ski hai manik malhotra ki.
Dhurav _ han bhai man gaya manik malhotra ki choise best hoti hai

scene change
Navya _dekho dadi kaisi lag rahi hai aap ki chhoti bahu
dadi _hai Navya kahi najar na lag jaye ise kisi ki
nyu _nahi lagegi maa red ke sath black bhi colour pehna hai iss na
dadi _han phir thik hai
dipika _di you look so cute this dress
nandani _thanks chhoti
Navya _ab Chale nandani.
nandani_amms ko dekh kar
amms _han jao jao main wait karti hon yahin par jaldi aa jana ok
nandani _Ji dadi

scene change
manik _chal Dhurav chalte hai aalia ko bola le mall par hi tum bhi shoping sath hi kar lena ok.
Dhurav _ya ye thik hai bolata  hon ose shopping ka name sunkar to abhi aajayegi mairi sona.
Manik _ tum baby woh shona tum dono ka kya kehna.

Dhurav _ thanku yar

phir dono tayar hokar mall ke liye nikalte hai.aur onke pichhe koi aur bhi hota hai jo face hide kiye onka puchha kar raha hota hai.

Ab ye koun hai

Ghunghat wali lady ya

Phir badi bahu tell me.

Kya manik nandani se mil payega mall main.











my dear wife nandani Where stories live. Discover now