manik fill guilty and monofy nandani

2.6K 246 28
                                    

part 22.

my dear wife nandani.

nandani ka ghar aana aur manik ka muss bihave karna ab aage.

nandani gusse main wahan se chali jati hai aur manik thodi der ke baad niche aata hai.
nyu _manik abhi nandani apne ghar jayegi pag phere ki rasam ke liye tum sham ko isse lekar aa jana beta kyu ki kal to reception hai na issliye.
manik _Ji mom main abhi kisi kaam se jaa raha hon lunch par wait mat karna maira aur han nandani ointment laga lena wound par.
nandani sun kar manik ko dekhti hai par manik kuchh bhi nahi bolta aur chala jata hai.
nyu _kya hua beta .
nandani _kuchh nahi maa slip ho gayi thi to hath par lag gayi hai.
nyu _navya beta first ad box Lao blod nikal raha hai dekho kitna.
phir navya wound ko saf karke cream lag aati hai aur phir nandani ke baba ose lene aajate hai aur woh chali jati hai baba ke sath.

idhar manik pareshan sa dhurav ke pass jata hai aur ose picture dikhanta hai.
dhurav _yar bahut porani picture hai ye to isse kya farq pad  gaya tumhe tune galt bihave kiya bhabhi ke sath Sach ka pata lagata bhabhi se hi woh khud bata deti aur onhe hurt bhi kar aaya tu you are too much manik harkaam jaldbaji main karta hai  phir pareshan hota hai ab kya karega.
manik _pata nahi yar ghar aajaye woh phir baat karta hon Osse ki ye picture kis baat see related hai.
dhurav _sahi soucha hai aur jaldi hi souch liya ye sahi kiya tumne. ab jane ki tayyari kar pata nahi bhabhi kya kya souch rahi hogi  tere liye kya wedding night ka gift diya hai tune onhe just I'm pocibal person you are kaha ishq ka dava tha onse aur ek picture dekh kar sab kuchh khatam hogaya mughe afsos horaha hai tugh par Teri souch par yar kitni innocent si wife hai Teri aur kitni pareshan bhi aur tune bhi onhe sirf hurt kiya yahan lekar ke shame on you yar

Ayr manik chup chap sab sunta rehta hai kya kehta gakti bhi to osse hui thi na

idhar nandani ghar par pahunchti hai amms ose hug karke oska welcome karti hai.
amms _kanna thik hai na tu .
nandani _yes amms  I am so happy sab bahut achhe hai
dipika _aur jiju di.
nandani  _ woh bhi.
amms _sham ko aayega na woh. .
nandani _Ji amms.
amms _ chal apne room main jakar aaram kar phir tayyar hokar aana niche.
nandani _Ji amms.
badi bahu _ manik bahut sahi raha tere sath ya nahi raha.
nandani _maa aap ko kyu lag raha hai onka behavior galt raha hoga maire sath.
badi bahu _ nahi nahi aise hi pochh liya maine to jaao aaram karo jakar nahi to tumhari dadi gussa karegi mugh par.
nandani chup chap apne room main jati hai aur gate band karke bed par gir kar Rona start kar deti hai.
nandani _aisa kyu kiya manik aapne maire sath maine soucha tha maire dukh khatam ho gaye hai par mughe lagta hai aisa kabhi nahi hoga mughe khushi kabhi nahi milegi rote rote so jati hai aur sham ko jab gate par knok hoti hai to  Nandani bed se oth kar gate kholti hai aur  samne manik ko khada dekh chonk jati hai.
nandani _aap yahan par kya kar rahe hai. Gusse main bolti hai red eyes ke sath
manik _main ander aajao pehle baad main baat kar lena mugh se. Puppy sa face bana kar bolta hai
nandani kuchh nahi kehti aur gate se hat jati hai aur manik ander aa jata hai aur nandani gate band karke bed tak aati hai.
manik _ woh ye mairi shirt kharab ho rahi hai plese isse saf kar ke press kar dogi. If you don't mind
nandani _ are kaise kharab ho gayi ye.
manik _pata nahi kisne raste main phenk a tha. Kuchh to hogayi kharab
nandani _layi ye de dijiye main saf karke press kar dongi.
manik shirt otar deta hai aur ander kuchh bhi pehna hua nahi tha oski well main tend body ko dekh kar nandani ek baar to palke blink nahi kar pati hai aur manik ye note kar leta hai.
manik _smirk karte hue nandani ke samne jata hai so Mrs malhotra tumhe body pasand aayi.
nandani _ chonk kar  Ji aisa kuchh nahi hai main to aapke chest par gande gi lagi hai ose dekh rahi thi.
manik chonk kar chest ko dekhta hai aur nandani sahi hoti hai.
manik _oh shit.
nandani _bathroom main jakar saf karke aaye main bad main isse saf kar dongi.
manik _hmm karke chala jata hai aur nandani oska wait karti hai aur manik jab bahar aata hai woh shower lekar bahar aata hai aur towel se  hair ko rufling karta hua nandani ke samne jata hai aur nandani ose apne pass khada dekh dor ho jati hai aur manik ose west se pakd kar pull karta hai aur woh oske chest se bang karti hai.
nandani _manik kya hai chhodo mughe. .
manik _why wify wife ho mairi romance ka haq hai mughe.
nandani _bahut jaldi yad aagaya aap ko romance ka haq rat se mughe pareshan kiya hua hai aapne oska kya boliye manik mughe aas man se zameen par lekar patak diya aapne ek pal main aur bol rahe hai haq nahi hai kya main pagal ho kya boliye aap rone lagti hai aur manik ose apne ambres main lekar hug kar leta hai aur nandani rote hue apna sar manik ke chest par rakh kar rone lagti hai.
nandani _kyu kiya aapne aisa maire sath manik kya galti thi mairi boliye manik kyu kiya kyu maire sapne ek pal main tod diye aapne boliye kyu manik kyu. Main to itni khush thi aur aapne ek pal nahi lagaya mairi khushi ko khatam karne main chest main face hide kar ke roti hai bitterly aur manik guilty fill karta hai aur
manik _ ose titly hug karke khud main samet leta hai.
manik _bas bas ab Rona band karo sab kya so change maine kuchh kiya hoga tumhare sath issliye ro rahi ho issliye ghar chalo phir sab bataonga tumhe abhi yahan par nahi thik hai oske face ko hatho main lekar bolta hai.
nandani _pakka promise karo mughe sab batao ge aap.
manik _pakka yar ab jao shirt saf karke Lao mughe niche bhi jana hai. .
nandani _Ji thik hai jane lagti hai aur manik rok leta hai.
nandani _ab kya manik.
manik _ I love you so much manik ki jaan.
nandani _mee to my jaan aur washroom main bhag jati hai.
manik _ise to normal kar liya ab picture ka kaise pata karo ki kisne bheji hai woh woh picture mughe aur kyu kya badi maa ne bheji hai. han wahi bheje gi aur koi nahi par kyu kya wajha hai. onki pata kaise karo main. Samgh nahi aa raha kuchh bhi mughe to aakhri ye raj hai kya.

my dear wife nandani Where stories live. Discover now