kartik's outburst

4.3K 134 11
                                    


Kartik's POV

Kartik was stunned was an understatement everything was happening right under his nose and he was not able to see it. what made him more angry on himself was that he failed again as a husband who was not able to see his wife's pain he was not able to see his naira's pain.This good for nothing women went on torturing his naira and yet he never saw that but enough was enough, now he had his own little family to look after, this time he won't sacrifice his little family's happiness for his dadi or any other person. He and naira did enough sacrifices and in that sacrifice, they lost each other but no not this time no one will take away naira and kairav from him.

k- dekha dadi apney toh bahoot achi bahu select ki kya khetheti thi ap ki meri naira merey layak nahi hai to kya yeh dhokhey baaz hai merey layak boliye na ap bhi papa ab kyu muh bandh hai sab key.

mein chilata raha ki nhi karni mujhey shaadi nhi dey shakta mein apni naira ki jagh kisse ko par ap logo ney nhi samjha mujhey.

Ap ney dadi phir heart attack ka khel racha aur mere zindagi barbad kar di ap kyu nhi samjh payi ki mein apkey haath ka khelona nhi hue mere haar saas mein meri naira thi aur humesha raheygi par kyu nhi samjh payi yeh kaisa pyaar hai dadi ya mein yeh kahu ki yeh pyaar nhi apka ego tha ki mere naira apkey ungliyon pe nachney wali ladki nhi thi who kudh k pairon pe chalney wali ladki thi.

Dadi- kittu yeh kya bakwass kar rahey ho maana ki hum galaat teh vedika ko pechaney mein lekin iska matlab yeh nhi ki mein tumsay pyaar nhi karti

Hearing all this naira was confused as she remembered how kartik said he wanted to move on.

k-nahi karti app muhey say pyaar karti th samjhti ki yeh shaadi apkey kittu ko jetey ji maar rahi thi yeh sab apki wajsye hua dadi sirf aur sirf apki wajsye

kdadi- Kittu yeh kya boley ja rahey ho tum mein to bas tumhari Khushi chathi thi

k- nahi dadi app kabhi mere Khushi nhi chathi thi

kdadi starts crying but this time kartik was not going to stop he had enough his family was always the reason behind his n naira's separation, yes he and naira did have a role to play but his family never understood or helped him understand the situation but not today he cannot risk trusting his family again especially his dadi

k- yahi sach hai dadi app ko meri Khushi say Jayda apna khandan ka naam pyaara tha app he k wajhsey kuch saal phele who joru k gulam wali baaton ki wajhsey mein aur naira alag hue teh ha janta hue kai saal beet gaye par ap nhi badali apkey wajsey mein ney apni naira pe shak kiya , na app merey maan mein naira k khilaf zaheer gholti aur na mein kamzoor hokey use woh sawal karta. Aur papa apney bhi toh shabit kar diya ki ap ek goenka he hai jo sab say swarthi hai aap k wajsey he toh naira ney office join kiya tha na toh naira ko support karney k badley apney yeh custody case mein mujhey support kiya kyu kyunki dadi ney jaise mujhey ek khilona samjha apney mere 5 saal k bachey ko bhi wahi samjha na (manish looked downed shamefully)

K- maa app mein janta hue ki naira ney yeh sab apko bhi baataya hoga kyu apney akey muhey yeh sab batana zaroori nhi samjha, kuch saal phele Shubham k waqt jab naira ney sab chupaya toh app ney naira ko ghar say nikal diya aur isbaar apney wahi galati ki kyu maa (suwarna started crying)

K to vedika: Aur tum tumhari himmat kaise hue merey naira ko torture karney ki itne himmat thi toh merey pass akey baat karti par ofc tum toh darpok ho tumhey pata tha ki meri naira selfless hai woh kabhi kudh k baarey mein nhi sochey gi par nhi vedika mein selfless nhi hue khash kar jab baat meri naira ki ho toh mein iss duniya ka sab say selfish insaan hue aur sayaad isse selfishness nsay mujhsey mere naira chin gayi par ab nhi aur ha aur kya kaha tuney naira say ki woh mera past hai tum galat ho aur sayaad andhi bhi naira mera kaal mera aaj aur aney wala kaal bhi aur huemsha raheygi aur tumhari himaat kaise hue merey bachein ko mujhey dur karney ki hoti kon ho tum, tum sirf ek responsibility thi mere aur sayaad ab mujhey lagta hai mein ney yeh responsibility puri kar di tumhey paise chaiye na lelo merey hisse ki saarey goenka property tumhari lekin haa merey hissey ka pyaar uspe na kabhi tumhara hak tha na kabhi hoga so u better get lost tum aaj k aaj Mumbai shift ho jogi mere naira aur merey kairav say door samjhe (vedika started acting like a psycho and shouted)

V- kyu kyu kartik iss naira mein aisa kya hai ki 5 saal apkey samney nhi thi tabhi ap ko bas wahi dekti hai kyu meiney 5 saal tak iss budhi ko sambhal apkey puri family ko sambhala tabhi apko bas naira naira naira he karna hai kyu.

(Everyone got shock by vedika's language)

V- lekin ab nhi ab mein iss naira ko sachi mein maar dungi and she broke a vase and pointed it on naira neck

All got shocked and scared

k- dekho vedika naira ko chodho warna mein bhul jaunga ki tum ek aurat ho.

v- nahi nahi chodhungi mein isko iskey wajhsey sab hua hai yeh apney uss nazayazz bachey ko lekey wapis ayi mere aur apki life mein. issne chin liya apko mujhsay and than suddenly vedika's hand was twisted by naira and she slapped so hard that she feel on the ground and was in semi unconscious state

N-bola tha mein ney ki mere bachey ko kuch bhi bola toh merey say bura aur koi nhi hoga . bhai police ko call karo jaldi.

and then scene shifted to kartik and naira

k was smiling looking at naira because finally he was free from guilt he can be together with his naira and his tadpole. But naira looked away as she still haven't forgiven kartik for that question on her love.

K looked down sadly he knew naira has still not forgiven him but he will win her love back no matter what happens.

Suddenly the police came and arrested the unconscious vedika and the officer was shocked yeh ladki.

All looked confused when the police said yeh ladki

Police- sir yeh ladki ek psycho hai jo kuch saal phele bhagh gayi thi.

Watt said the all

Police- yeh mere dost ki wife hai aur yeh kuch saal phele bagh gayi thi iss ka baap bhi ek number ka fraud tha sabko pashata tha mere ek dost pe yeh baap beti ney ilzam lagay tha ki woh isse marta hai aur jab sab ko pata chala ki iss ladki ka manshik santulan thik nhi hai tab tak yeh aur iska baap bhagh gaya aur kismat dekho mein kuch samaya pheley he yaha aya acha hua yeh pakadi gayi warna pata nhi kya hojaata and the police left with an unconscious vedika.

Suddenly they heard kairav screaming mumma mumma .

And both kaira went to his room kartik forwarded his hand for naira she took his hand but said yeh sab sirf humarey bachey k liye hai kartik. Kartik aur naira k kairav k liye lekin kartik aur naira say kaira baaney k liye nhi.

Kartik smiled and whispered woh bhi jaldi hoga kartik aur naira phir kaira zaroor baneygay chaye jo hojaye iss baar tumhey mujhey koi alag nhi kar shakata na tumhara parivaar na mera parivaar agar isbaar kaira baney toh wapis kabhi naira aur kartik nhi baneygay humesha kaira he rahegay.

The end and Thanku guys for the positive response. nxt ff might be jealous kartik or n-papa's entry u guys can decide and comment which one u prefer I will try writing both one shots.  

kaira OSHikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin