soulmates

2.5K 108 15
                                    

Time leap(10 pm )

Naira was in kairav room after her breakdown. She needed answer the reason she had a outburst because she had given her reason of running away but what about kartik he never said anything about why he questioned her. he always confessed that he was wrong when he questioned her but never told her the reason. she wiped away the tears that were forming remembering that dreadful night. She was revived from her thoughts by her baby boy who was pulling her hand

Naira : kya hua baby kneeling down to kairav's height bhook lagi hai apko

Kairav: nhi mumma apko kuch deyna hai yeh papa ney diya hai apkey liye he gave her the keys and ran away before naira could stop him.

Naira looked at the keys and instantly remembered looking at the keys that they were kaira house keys but she saw a letter that must have fallen when kairav ran away and read it

Dear naira

aaj tumharey saarey sawalon ka jawab dey dunga pls plss aajana jaha say humara safar suru hue tha kartik naira say kaira baney teh ek mauka naira pls mein tumhara intezaar karunga.

Tumhara kartik

Naira was about to throw the keys in anger when here inner soul stopped her phir wahi galati kar rahi ho tum jao kartik k pass ek mauka do usse mano ya na mano jitney galati kartik ki hai uthni tumhari bhi thi .Jao naira .

Time leap of 2 hours it was almost midnight when naira reached kaira house and opened the door.

And instantly the room lit up what she saw made her shock and emotional the whole hall was covered with kaira pic from the day they met to the day they confessed to the day they were married and many more

(remember kaira pregnancy scene it's the same way the whole room is decorated)

Kartik entered with a smile and said mujhey pata tha tum aaogi naira mera pyaar khabhi galat nhi ho shakta par itna waqt kaise laga sab thik haina ghar par (holding her by shoulders).

Naira: sab thik hai bas rishabh say milney gayi thi usse urgent sign chaiye thi kuch papers pe tum bolo but she got confused when she saw kartik's eyes going red with anger .

Itney raat ko usse milney ki kya zaroorat thi naira aur milna he tha toh kal mil leyti yaa papers ko ghar bhejwaney bolti rishabh say milney ki kya zaroorat thi

Naira got angry again again he accused her of something she never thought he would

Naira had enough and she was about to leave when kartik took hold of her arm and pinned her to the wall nhi naira aaj nhi aaj tum nhi bhagogi na mein tumhey bhagney dunga

Naira: kyu taki phir say tum mujpe shak karo phir bolo naira kya tumaharey aur rishabh k beech before she could finish the sentence she was stopped by kartik's hand on her lips and she saw the anger that was emitting from him.

Kartik: chup bas bahoot hogaya aaj tum mere baat sunogi (in anger)

Mein ney tumpe shak nhi kiya tha (holding her by cheeks) nhi kiya tha apni naira pe shak aisa kaise kar shakta hue. maar shakta hue par aisa nhi kar shakta. uss waqt mein bhek gaya tha logo ko apney life control karney de di thi kabhi dadi ney usse control ki toh kabhi uss mitali ney mein sachi bol raha hue kairav ki kasam uss raat ki saare baate mitali ney mere saar mein bhaari thi mein usses baar baar kheta raha ki mere naira pe ilzaam maat lago par woh nhi mani usse mihir k pyaar pe shak tha aur usse shak ka shikhar mera pyaar hogaya.

Naira: kyu par kartik kyu hua usska shikhar. kya humara pyaar itna kamzor tha ki mitali jaise aurat k haathon say toot jaye bolona kartik hai jawab . do muhey jawab warna mein jaati hue kyunki aab muhey daar lag raha hai agaye jakey phir aisa hua toh kya karungi mein iss baar baat sirf hum dono ki nhi hai humarey bachey ki hai saayaad papa thik khe rahye teh mujhey move on ho jaana chaiye tha tum bhi toh agay badh gaye the na vedika k saath

kaira OSWhere stories live. Discover now