navratri last part

2.1K 93 11
                                    

KARTIK'S ROOM

kartik..

kartik looks around and spots his mother and hugs her and says maa maa mein kya karu ap he bataona
mein naira say bahoot pyaar karta hu bahoot jayda sayaad kairav say bhi jayda app toh janti ho apne sab dekha hai mein kya karu.
Maa kya naira naira muhey maaf he nhi karna chaithe.
kya sachi apko lagta hai ki naira agaye badh chuki hai.

soumya: tumahre dil say puchey tumhey lagata hai tumhari naira agaye badh chuki hai

kartik :nhi
S: toh bas tumhey tumahara jawab mil gaya beta lao apni naira ko apne pass wapis

kartik: kaise maa kaise woh mere naira hai kudh k dil ko choth pocha shakti hai par kisse aur ko dukh nhi dey shakte.

soumya: tum bhi uske kartik ho. tum kya samaj say haar jao gaye naira ko. ek baar isses samaj ney tumsay tumhari naira cheen le kya phir wahi dhoraney dogaye

kartik: aur vedika uska kya.
soumya: ek baat bolo kya tum vedika ko apne patni mantey ho.

kartik: nhi kabhi nhi mein usse apna dost tak nhi manta patni toh door ki baat

soumya: toh bas tumhey tumara jawab mil gaya usses iss bandh say mukat kar do samaj ka kya hai woh toh baatein banayengay par pyaar kartik yeh pyaar  jo tumhare naira aur tumahre bichein hai woh itna kamzor nhi hai. jao jake dekhao sabko  aur shabit karo apne naira ko ki uska kartik ka pyaar humesha say sacha tha aur raheyga jakey apne pyaar k liye ladho iss samjh say ladho jo do pyaar karney walon ko kabhi ek nhi hone deyte apne adarsho k karan .jao beta dekhao iss samjha ko aur sabko ki tumahara pyaar in riiti riwazon say kai upar hai tumara pyaar sirf tumhari naira k liye hai kise samjhajik rishtey k liye nhi jao jake keh do apne naira say ki jo hojaye uska kartik usse paa k raheyga jo galati tumsay hue hai ab woh galati sudharne ka waqt agaya hai beta.

Suddenly kartik hears his phone ringing and comes back to reality but he is clear now he knows what he wants to do.
K- naira Tum kitna bhi bhaag lo mjhse mjhe pata hai Tum mjhse aaj bhi utna hi pyaar karti aur tumhara pyar aur dil itna bada hai ki tum mjhe maaf bhi kar dogi mjhe pata hai agar ab tumhare paas meri Zindagi me na aane ki koo wajah hai to wo hai vedika par I know mjhe hum dono ko is zabardasti ke rishte se kaise nikalna hai and turns towards soumya's pic and says thank u maa
Mai ab ruk ni sakta ek second bhi mjhe abhi naira se milna hainusey samjhana hai ki vedika ke sathera rishta jabardasti ka hai n isme sirf mai hi ni wo bhi hamesha dukhi rahegi isliye jaruri hain ki vedika ko mai is rishte se azaadi de du aur mai aur Tum apni nayi duniya shuru kar sake .
Kartik gets up and starts his car to reach singhaniya sadan.
Once he reaches there he goes inside as it is already very late devyani was about to close door she sees kartik.
D- kartik tum itni raat ko yahan kairav so Gaya hai.
K- ni choti Dadi mai yahan naira se milne aaya hu mjhe usse kuch jaruri baat karni
D- kartik tum itni raat ko kyu aae ho Jo bhi baat karni wo kal aake kar lene
K- bahut jaruri hain Dadi n mai abhi mil lunga to bhi isme kya prob hai I m sure wo abhi soi ni hogi .
D- bas yahi kartik sab hamari naira ko itna granted kyu lete uski apni life ni hai kya
K- mai granted ni Le raha Dadi mai bas itna keh raha ki abhi wo soi ni hogi to abhi baat kar lunga to usne kya prob
D- tumhe ni hogi kartik shyad hame bhi ni hogi par tumhari wife ko hogi last time Tum raat ko aae the to agle din usne aake yahan hamare ghar me ouri scene khadi kar di thi aur to aur wo to suicide karne wali thi usi din
Kartik is shocked
K- kya aap kya bol RI
D- kartik tum abhi ghar jao
K- ni aapko batana padega suicide matlab
D - to suno kartik us din raat ko jab tum kairav ke sath khelte khelt yaha so gae the to agle Din tumse ladai karke wo pahaad se kudne gai thi ,wo to acha hua naira ne vedika ko bacha liya itna hi ni uske baad vedika ne apne suicide ka poora thekda naira pe daal diya ki naira ki wajah se tum aage ni badh pa rahe vedika ke hisab se naira papne bache ko use kar RI tumhare nazdeek aane ko  aur naira ek badchalan jhoothi aur makkar ladki hai
Hamari naira itni selfless hain na kisi ko koi fish diya na kisi ko kuch bola aur uski aur tumhaari salamati ke liye divorce paper bhej diye us din jispe bhibpoore goenka khandaan ko bas naira ki galti dikhi
Kartik has tears in his eyes but he is controlling hard
D- tumhe kya lagta kairav ke thk hone ke turant haad naira khud AA gai yaha ni tumhari biwi ne usey bekaar aurat ,bache ka use karne wali aur mauke ka fyda uthane wali pata ni kya kya bola aur to aur ye bhi bola ki jaise naira game khel ri agar uske badle kairav ko kuch ho Gaya to wonnaira ki galti hogi isliye naira AA gai yahan usi din wapas

kaira OSKde žijí příběhy. Začni objevovat