possessive Kartik

3.2K 101 19
                                    

This part is totally different from the past one this one takes place during the custody battle wen naira ran away after being questioned by damini. This ff marks the return of naitik and the maheswari fam along with the rest of the singhanias and also a special guest who is going to burn KG.

The story starts with the court drama where naira tells the whole truth about the abortion and the maheswaris feel bad for her they are angry with the singhania's for supporting the marriage while ignoring their own daughter's pain so naira and naitik are staying in maheswari's house.

Author's pov

Naira got the custody of kairav as kartik gave up after hearing the whole truth but kdadi was not happy she went towards naira and started taking out her frustration on naira blaming her for all that happen just bcoz she was working nani was about to raise her voice on kdadi wen suddenly there was sound of claps and the one that came in was none other than naitik who returned from capetown as soon as he got to know all the truth but was stuck due to some passport issu.

Npapa: wahh mrs sushasini goenka aur kitna girogi app.

Manish: naitik ji aap aise kaise baat kar raheyb hai mere maa say.

But naitik showed his hand and stopped him and said kash kuch saal phele he bola hota to mere beti ko itna dard itne insult seheni he nhi padhti.

Npapa: aap say jayada giri hue aurat meine aaj tak nhi dekhi sorry aap k parivaar say Jayda gira hua parivaar meiney aaj tak nhi dekha mere beti ney itna kiya hai apkey parivaar keliye lekin uska dard apko kabhi dekha nhi lekin woh kuch saal phele ayi hue ladki ka saara dard dekh gaya yeh nhi dekha k meri beti ney pregnancy mein kya kya jhela pati hokey bhi akela rehna padha lekin apko yeh dekh gaya ki mere beti k wajsye say apki so called beti ki married life barbad ho rahi hai.(In louf and angry voice)

All were shocked including kaira listening to npapa's word because naitik was never the one to get angry or disrespect elders but today the one that was standing in front was not naitik but naira's dad.

Npapa: nhi naira aaj tum kuch nhi bologi tumhey mere kasam and naira had to backoff due to this.

Npapa: App sushasini goenaka aap to aurat khelaney k layak he nahi ho nhi nhi sorry apka pura parivaar iskey layak nhi hai jitna torture apney mere beti ko kiya hai na iss duniya ka koi parivaar nhi karta. Agar mein torture k upar book ,likhu na to saarey paaney bahar jaeyngay usskey. Haar cheez mein naira ko doshi thamaay gaya kabhi anna dan k samney toh kabhi joru k gulam wali baat pe ya kabhi kriti ki life karab karney ki baat pe . Apney naira ko kabhi apnaya he nhi aur woh ladki jisko aye bas 2 saal hua usko jhat say apna liya kyu, kyunki who meri princess jaise nhi hai na mere princess. Kyunki mere naira ney kabhi apney app ko nhi badla dusron k liye bas iss wajhsay . btw suhasini goenka congratulations aap kamiyab hogayi naira ko kartik ki life say nikal ney mein congrats appko bhi manish jee aur haa apko bhi suwarna jee bas ek baat hai kabhi bhi jhoot muth ki maa baney ki koshish mat karna naira ki akshara ki atma ko chot pocheygi . Sach khehtey hai koi koi insaan aise hotey hai jo na achaiye k layak hotey hai an he burai jaise ki appka pura parivaar apkey parivaar ko to award milna chaiye how to torture your very own daughter in law . kya kya nhi kiya mere beti ney aapkey liye kriti ko uss rakshah say bachaya mansi ki shaadi karwayi yaha tak ki kartik ko appkey life mein wapis laya uskey papa say milaya aur apney kya kiya haa bolo na jab kriti ki shaadi hue to kartik ney toh naira ko he ghar say baahar nikal diya, subham ki maut ka zimedaar theraya gaya yaah tak ki mere beti ney apkey ghar ki beti ko maaf kar diya woh bhi itney bure jhrum k liye yaadh hai yaa yadhn dilao ussne mansi ko maaf kar diya akshara ki maut k liye aura ap log usski in 5 saal door rehney k nirnay ko nasamjh paye aur na he samjhney ki koshsih ki aur na uske liye maaf kar paye. chalo maaf nhi kar paye par ek aurat hokey uska dard nhi dekh paye ek insaan jo uska pati hai ussekey character pe shak kiya aura ap kya chathey the ki woh kuch na karey. Mere naira ney jo uss waqt kiya bilkull sahi tha uss waqt woh ek bahu beti ya patni bankey nhi soch shakti thi ussney ek maa ban k socha aur mujhey uspe gharav ki ussney single mom honey k bawajut kairav ko woh sab diya jiska woh hakdar hai, waise galati mere hai meiney he apsay itne umeed lagaye rakhi thi ki kabhi toh aap mere bete ko samjho gaya but agar uskey apney he samjh nhi paye uskey apnoney itney asani say uskey jagaha kisse aur ko dey de to parayon say kya umeed taunting the Singhania's

kaira OSTempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang