Chapter twenty three

1.3K 167 22
                                    

Neil is sitting in his room and thinking something then he goes to her room and holds her hand

Neil: chalo mere sath.

Avni: kahan?

Neil: chalo batata hun.

Neil takes her with him first he opens the door of the car for her.

Neil: betho.

Avni sits then he also sits both goes to the place.

Avni: Neil hum yahan kyun aye hain.

Neil holds her hand.

Neil: andar chalo batata hun.

It's a place where special person lives those their family rejects because of the fear of society and people. Avni is looking here and there some are blind some are on the wheel chair some are mentally abnormal some are handicap. Avni looks at Neil. Neil points to the person.

Neil: avni us admi ko dekh rahi ho.

Avni looks a man who is washing his clothes. Then avni looks at Neil.

Neil: use dikhai nahi deta phir bhi wo apne kapre khud wash karta hai use to ye bhi pata nahi chalta ke us ke kapre saf bhi hain ya nahi lekin phir bhi wo apne kapre khud dhota hai aur pehanta hai pata hai wo asa kyun karta hai kyun ke wo khud se satisfied hota hai ke jo kapre us ne pehne hain wo saf hain.

Then Neil points to a person who is on the wheel chair and is painting a beautiful motivational painting a man who is on the wheel chair and is looking at the sky because to fly we need feathers and courage not legs.

Neil: aur wo. Wo chal nahi sakta lekin tumhe pata hai us ki waja se 5 orphan bache aaj school jate hain jo un bacho ki fees pay karta hai painting bach kar.

Avni shocked.

Then Neil points to a abnormal person who is lost in his world and is smiling by looking at the birds on the tree.

Neil: wo usay is duniya se is duniya ke logon se koi matlab nahi hai us ne apni ek duniya banai hoi hai jis main wo bohat khush ho.

Neil: avni asi bohat si misale hain ye sab log humain Kya Sikha rahe hain apne aap ko satisfied rakho logon ko nahi apne aap per bharosa rakho kamyabi khud ayegi tumhare pass aur sab se bari baat apni duniya apni zindagi main khush raho jaise wo khush hai aur logon ki choro kuch to log kahenge logon ka kam hai kehna.

Neil cups her face.

Neil: avni koi bhi insan perfect nahi hota sab main koi na koi Kami hoti hai koi mentally weak hota to koi physically wo admi chal nahi sakta phir bhi wo un bohat se ase logon se behtar jo chal sakte hain lekin phir bhi apahij hain kyun ke in ki soch bohat choti hai avni tum chal sakti ho dekh sakti ho sab kuch samjh sakti ho phir kyun khud ko dusron se kam samajhti ho avni tum perfect ho main janta hon meri avni ko wo bohat strong hai phir ky

Avni hugs him Neil also hugs her.

Avni: I am sorry Neil please mujhe mauf kar do maine bohat hurt kiya hai na tumhe.

Neil breaks the hug and cups her face.

Neil: no Avni I am sorry mujhe samjhna chahiye tha tumhe kaisa lagega maine tumhe khush karne ke liye tumhe hurt kar diya please mujhe mauf kar do I am sorry.

Avni: nahi Neil tumhari koi galti nahi hai tum to meri khushi ke liye kar rahe the ab bus ab hum is bare main baat nahi karenge.

Neil: hmm Kya ab bhi tum hamare rishte ko torna chahti ho.

Avni nodes no Neil smiles with teary eyes and hugs her tightly avni hugs him too.

Avni: Neil ghar chalen.

Neil: Han chalo tum ne kal se kuch nahi khaya.

Avni: tum ne bhi to nahi khaya hain na.

Neil: jab tak avni nahi khaegi Neil kaise kuch kha sakta hai.

Avni smiles.

Avni: ab chalo.

Both goes to the home they enters the home.

Neil: mom mom jaldi se khana laga den bohat bhukh lagi hai.

All gathered in the hall and shocked to see avneil smiling face.

Neil: Kya howa aap log to ase dekh rahe hain jaise bhoot dekh liya ho.

Shweta: tillu wo.

Neil: mom ab sab theek hai dekhiye aap ki bahu kitni khush hai aur khush kyun na ho Neil khanna se shadi hone wali hai lucky girl Han avni.

Avni looks at him with a frown.

Avni: self obsessed.

Shweta: oye tillu meri bahu nahi beti hai.

Avni smiles.

Neil: to main Kis ka beta hun?

Nm: tum mere bete ho.

Neil smiles and goes to her and hug her.

Neil: thank you neela maa.

Neil: acha mom avni ke room main please khana bhejhwa dijiye is jhalli ne kal se kuch nahi khaya aur medicine bhi nahi li.

Avni: Neil mujhe jhalli bolna band karo.

Neil: ok to umm tubelight kaisa rahega.

Avni: Neiilll

All laughs.

Shweta: acha avni tum room main jao main khana bhejhwati hun.

Avni: ji.

Neil: mera khana bhi avni ke room main.

Shweta is about to say.

Neil: mom please kuch mat boliya ga kyun ke main nahi manane wala.

Neil goes from there all smiles.

Shweta: ye larka bhi na.

Then avneil have the lunch Neil gives her medicine.

Neil: tum rest karo main chalta hon kuch kam hai.

Avni: ok.

Neil goes from there.

Avni: mujhe pata hai Neil Kya kam hai tumhe.

Neil goes to bebe room all the ladies are present there Neil knocks the door.

Bebe: aray putter aa na.

Nm: avni ne khana khaya?

Neil: ji kha liya bebe mujhe kuch baat karni hai.

Bebe: Han bol.

Neil: bebe main chahta hun aap sangeet ka function cancel kar den.

All shocked.

Neil: bebe avni ko kaisa lagega bohat mushkil se wo sab bhuli hai phir se.

Bebe: main Janti thi putter to asa hi kahe ga maine pehle hi cancel kar diya hum bhi samjhte hain putter avni humari bhi kuch lagti hai.

Neil: thank you bebe.

Nm: thank you Neil meri bachi ko samjhne ke liye tum se behtar choice us ke liye ho hi nahi sakti aur aap sab ko bhi thank you mere pass lafz nahi hain apni khushi bayan karne ke liye.

Neil: maa bete ko thank you nahi bola karti aur lucky to main hon avni meri life main ayi.

All smiles.

Aur Pyaar Ho Gaya Where stories live. Discover now