😘😘Anidita Moments💖💖

1.7K 96 9
                                    

RC Mansion...
Bhot bhot tension mein hai....
Bon ( thinks) mere pati babu ko kuch nhi ho sakta vo bilkul thik hain... Main unhe apne aap se door kabhi nhi jane dungi....😭😭😭

Bon- batuk tumhare dada kaha hai..
Batuk - vo kisi kam se bahar gye hain boudi....
Bon- thik hai...

Bondita goes kitchen... And started cooking 🔪🔪...
Bondita sabzi cut kar rhi hai... Usme uska dhyan nhi hai... Uska dyan sirf Anirudh ki taraf hai... Uski finger cut jati hai... Use pta hi nhi chalta...
koyeli - bahurani ji aapka hath ... Aapka hath cut gya hain aur aapko pta bhi nhi chla...
Bondita silent 😶😶..
koyeli - lagta hai aapki tabiyat thik nhi hai... Aap Jakar aaram kariye...
Bondita goes her room...

Anirudh came...
Ani- koyeli bondita aa gyi kya...
koyeli - ha chote malik ... Par pta nhi unhe kya hua jabse bahar se aayi hai...khoi khoi lag rhi hai.... Unka hath cut gya tha aur unhe pta bhi nhi chla...

Anirudh tensed...
Ani- main dekhta hu...

He goes to his room...
Bondita standing on window side..
Ani held her shoulder... Bondita..
Kya hua tumhe thik to ho na...
Suddenly bondita hugs him...and started crying...😭😭🤗🤗
Ani - bondita kya hua tum ro kyun rhi ho... Sab thik hain na...
Bon- tightly hugs him and said ...
Pta nhi aaj man bhot ghabra rha hai...
Rone ka man kar rha hai... Aisa lag rha hai aap mujhse dur ja rhe hai...
Ani (thinks)... Dur to tumse jane hi wala hu...
Ani hugs her back...
Ani- dekho main to tumhare hi pas hu kahin nhi ja rha... Ab ghabrana band karo... Ye tumne apni finger par banded bhi nhi lagai... Zakhm ghera ho jayega... Lao main laga deta hu...
Ani uske finger par banded laga deta hai...
Bihari enters...
Bahurani ji aapke liye kisi ka phone aaya hai...he left..
Bon- aap yahin rukiye main abhi aati hu...
Bondita pick up the call..
Bon- hello...
Dr. Hello mrs. Bondita ...
Bon- Dr. Joseph boliye kya baat hai...
Dr. Kal jab aap apne husband ke sath aaygi to dhyan rakhiye ga vo khali pat aaye kuch khaye nhi...
Bon- ok Dr. Kya main apne husband ko sab bta sakti hu... Main nhi chahti ki kal vo jyada tension le...
Dr. I think you right ... Aap unhe bta sakti hain...
Bon- thanks... Bye..

In room ...
Ani- kiska phone tha ...
Bon- Dr. Ka...
Ani- Dr. Ka tum thik to ho na...
Bon- main bilkul thik hu ... Par aap thik nhi hai...
Ani- matlab..
Bon- aapne mujhse itni badi baat kyun chupayi ...
Ani- konsi baat...
Bondita Anirudh ko uski reports deti hai...
Ani started crying 😭😭😭
Tumhe pta chal gya...
Bon- aapne mujhe kyun nhi bataya... Bilkul pyar nhi karte na aap mujhse ... Agar karte to itni badi baat nhi chupate...
Ani- pyar karta hu... Jab hi to chupana pada... Tum ye baat sun kar bilkul toot
Jati... Main tumhara dil nhi dukhana chahta tha...
Bondita Anirudh ke aansu poch ti  hai ... Main janti hu aap mujhse bhot pyar karte hain ... Isliye mujhe dukhi nhi dekh sakte par pati patni ke bich koi raaz nhi hota... Har sukh dukh mein vo sath rehte hai...

Ani- par mere marne ke baad tumhara kya hoga..😭😭
Bondita puts her hand on his mouth...
Aise mat boliye aapko kuch nhi hoga... Abhi jin Dr. Ne call kiya tha na ... Unhone aapki reports dekhi hai.. aur unhone kaha hai... Aapki reports mein kuch galat hai... Isliye kal unhone aapko check up ke liye bulaya hai... Dekhna aapko kuch nhi hua hoga ... Mera man yhi keh rha hai...
Ani- shotti!!💖💖💖💖
Bon- shotti... ! Aap mujhe chod kar kabhi nhi ja sakte main aapko jane hi nhi dungi.... Mera pyar aapko kuch nhi hone dega...💖💖💖💖

Ani kissed her forehead... Mujhe hamare pyar par pura bharosa hai...
Bon- chaliye ab rona band kijiye... Ro ro kar aankhein lal kar li hai aapne...
Rakshas lag rhe hai...

Ani- acha ji rakshas to kuch bhi kar sakta hai na...
Bon- ha ...
Ani- to ye rakshas chahta hai ki tum apne in makhmali hoton se use ek mithi si kissi dedo...😘😘
Bon- acha ji ... Agr main na kahu to ....
Ani - to main khud le lunga...😘😚

Bon- mere pyare rakshas babu bas kal ka intazar aur fir... Aap jitna mangege 😚😚 utni dungi....
Ani- kal sab thik hoga... Ab tum mere sath ho to mujhe koi chinta nhi hai...

Suddenly koyeli knocked...
Bon- ha koyeli didi...
koyeli .. - vo malik ne aap dono ke liye khana yhi bhij waya hai...
Aap dono khana kha lijiye...
Bon- shukriya koyeli didi..
She left...

Bon- chaliye... Ab khana kha lijiye mujhe pta hai aapko bhot bhook lagi hai...
Ani- Ha ek shrt hai tum mujhe apne haton se khilaogi... tab bhi main khaunga...
Bon - thik hai par aap koi shararat nhi karenge...
Ani- main aur shrarat kabhi nhi...😜😜

Bondita - chaliye aa kariye...
Anirudh first bite khatha hai aur ki ungli cut kar leta hai...😝😝
Bon- aaoch!! Aapne ye janbujkar kra hain na... Jaiye main nhi khilati..
Ani- arey sorry .. ab main kya karoon khilane wali itni khubsurat hai ki...🙈🙈 Use dekhne mein ungli cut ho gyi...
Bon- mujhe pta aap ye sab mujhe pareshan karne ke liye karte hain...

Anirudh Bondita ka hath pakadta hai or us par kiss karta hai... Dekho thik ho gya... Ab khilao... Aur main tumhe khilata hu ...
After finishing dinner...
Bon- chaliye ab so jaiye... Hume subha hospital bhi jana hai...
Ani- chlo kiss na sahi par tum mujhe hug karke to sona hi padega...🤗🤗🤗
Bon- offo itne din se jab main chahti thi ki mere sath romance kare tab to aapne kiya nhi... Ab jab main chahti hu ki pehle thik ho jaye... To aapko bhr bhr kar Romance sujh rha hai...
Ani - ab main to aisa hi hu ... Aur tumhe isi Anirudh ko jhelna hai zindagi bhar...😂😂😜😜
Bon- ab kya krun jaise meri kismat... Jhelna to padega hi..😂😂😂

Dono ek dusre ko hug karke so jate hain....


I hope you like it 🍀
Please gives your comments and vote..🙏🙏🙏 please vote karna na bhule...

Precap 1. The truth
               2. Bondita punished saudamini
                3. Love love and 💕
Next part I'll be posted in night...
Thanks 🤗

Written by - Surbhi..








Barrister Babu :  Sacha Pyar ❤️❤️Where stories live. Discover now