Sid:- Shehanaaz, baby
Tabhi Abuji waha aate hai
Abuji in donoko dekhta hai our hasta hai
Abuji:- kya chal raha hai baby girlSana:- kuch nahi aap bolo
Sid:- ha Abuji aap bolo
Abuji:- mai kya bolu
Sid:- chodo mai bolta hu , Shehanaaz tera koi boyfriend hai
Abuji:- ha sana batana aaj aapne barmai bata khuch
Sana:- kya batau
Abuji:-sab kuch
Sana:- kya shadi karayega meri
Sid:- our kitni shadi karni hai
Abuji:- kya matlab iski shadi hogai hai kya
Sana:- kya kiski shadi hogai hai
Abuji:- teri
Sana:- meri kahase be
Abuji:- are abhi ye to bola our kitni shadi karni hai
Sana sid ko ghusese dekhti hai.
Sid:- kya Abuji aap bhina maine kaha kitni shadiya karni hai mujhe nahi lagta iski ek baar shadi hogi
Sana:- kya bola tu tuzhe lagta hai meri shadi bohot baar hogi ha
Sid in mind:- ab mai gaya pehale hi ghusemai thi ab our ghusa dila diya hai babaji bachalena plz
Sid:- are mai ne kaha ki
Sana:- rehane de
Day:- Sidharth tume kya humari sana tharki lagti hai
Sid in mind:- humari sana ye kya hai be iski to mai control Sidharth control
Sid sana ek dusare ko dekhte hai sana sid ka chehara dekhti hai o samj jati hai ki sid ko day ki bato se ghusa aaya hai wo smile karti hai
Sana topic changes karti hai
Sana:- dayji aapko kaisi ladki chahiye
Day:- tumhari traha
Asim:- ha ha sana ki traha chahiye, sana dekh tera na sabpe jadu chal raha hai
Sid in mind:- sabko ab to yahi dikhegi our bhi ladkiya hai bhai gharmai unke paas jao meri bandi ko chodo
Sana sid ko dekhati hai use pata hai sid ghusa horaha hoga
Sana in mind:- babaji mere possessive shuklaji ko sambhal lena plz
Asim sid ka chehara dekhta hai use our chidhane keliye sana se flirt karta hai
Asim:- yaar sana teri wazhase na ghar mai ladai hojaigi
Abuji:- ha tu chunle kisi ek ko humare maise kisiko
Sid:- haa warna ghar mai third war hojayega
Asim:- haha sana chunle abhi kisike dimag mai shuru hogaya hai third war thodi der mai ghar mai shuru hojayega (ye bolte bolte sid ko dekhta hai) haina sid
Sid:- ha o chun legi na abhi 1 week bhi nahi huva hai 4 week tak chuna hai to chun legi kya jaldi ha
Sana:- ha waise bhi maine to chunliya na apna partner
Sid:- ha wo to hai
Asim:- kon Paras
Sana:- are nahi wo mere type ka nahi hai our mai ne jise chuna hai wo dusara koi hai (sid our sana ek dusare ko dekhate hai)
YOU ARE READING
Ye mai janu ya tu Zane, Ise baat ko koi kya zane
Fanfictioncome and read my sweet story which is about are lovely couple sidnaaz