before bb13-6

2.6K 168 1
                                    

In morning 5:30am

Sana pehale uthajati hai our sid ko dekhati hai sid gaihari neend mai hota hai

Sana in mind:-sote huye kitna cute lagta hai ekdum masoom sa bacha lagata hai, koi kahega ki ise masum chaihareke piche kitni pareshaniya hai
       Babaji mere kullu ki saari pareshaniya dur kardo aur ham dono ko bohot takat do zo kathinaiya hamare samne aanewali hai use ka samana kar sake(sid ke forehead pe kiss karti hai)

Sana:- Good morning  kullu, uthja gym jana hai na

Sid:-( sana ko dekhata hai roz ki taraha our hasta hai uske chik our forehead pe kiss karta hai)Good morning  jaan

Sana:- utho jaldi mai fresh hone jarahi hu ye tumhari bottle (use bottle deti hai)

Sid:- mai gym nahi jaraha aaj pura din mom ke saath rehana hai

Sana:- acha thik hai mai pehale fresh hoti hu

Sid:- dono hote ek saath fresh pani bhi bach jayega our time bhi humare romance bhi hojaye(sana uske lips pe ungali rakhti hai )

Sana:- chup tujhe bus yahi sujatahai gandi baate mera ganda bacha(our sana washroom mai chali jati hai )

Sid in mind:- acha hai iska mude thik hai

Sid:- mind changes hojaye to batane aajaunga yahi hu mai

Sana:- Sidharthhhhh irritate mat kar

Sid:- acha acha nahi karta fhirbhi soch le na

Sana:- Sidharthhhhh

Sid jor jor se hasta hai our bottle leke balcony mai chala jata hai

   Sana fresh honeke baad sid chala jata hai dono redy hoke Sm ke room me chale jate hai unke saath puja karne ke baad aashirwaad leke sana ke dad our mamy ko milke aashirwaad lete hai

Sid:-  sana mujhe baat karni hai wo kal rat (sana samj jati hai, use baat nahi karni hoti isliye use bich mai rok deti hai)

Sana:- Sidharth mujhe breakfast banana hai our lunch ki bhi tayari karni hai tu zara jake humari bag chek karle plz

Sid:- par mujhe

Sana:- abhi nahi Sidharth plz tu za bag chek kar baad mai baat karte hai(sid chala jata hai)

Sana breakfast banane lag jati hai sid thodi der baad aata hai our dekhata hai sana kitchen mai hai

Sid:- sana mujhe

Sana:- abhi nahi mujhe kaam hai

Sid:- tu kyu kar rahi hai ghar mai itne sare log hai wo karlenge hum bb mai jana hai aaj tuzhe waha aaram karne nahi milega our uparse aajki shouting kab khatam hogi pata nahi isliye thoda aaram karle (usk haat pad ta hai) ye sab chod mishty kar legi (tabhi Sm our shm aati hai our sunleti hai)

Sm:- bacha sid sahi kai raha hai tum aaram karo mai mishty ke saath karlungi

Shm:- sana beta hum karlenge tu za

Sana:- mom, mumy mera sab kaam hogaya hai our maine kuch kaam nahi kiya yeto mishty ne kiya maineto help ki hai

Mishty:- maine help ki bhabhi ne kiya hai sub (sana mishty ko ghuse se dekhati hai)

Sm:- use kyu ghur rahi ho

Sana:- (sub use ghusese dekhate hai) aaamaaaaa no plz mujhe aaise mat deko mera sab kam hogaya hai  nashta karte hai, mom mumy our Sidharth meri chinta mat karo mai thik hu mai aaram karungi
  Our Sidharth tum di ko phone lagav jaldi aane bolo

Sid:- ok

Sid call karne chala jata hai, Shm, Sm living room me chali jati hai sana mishty breakfast leke aati hai sub nashta karte hai priti di ki family bhi aajati hai sabhi breakfast karte hai our baate karte hai sid sana ke paas baat karne jata hai par sana ignore karti hai our lunch banane chali jati hai Sm sab dekhati hai

Ye mai janu ya tu Zane, Ise baat ko koi kya zaneWhere stories live. Discover now