big boos 13- 4

2.5K 170 4
                                    

Sidharth uske piche chala jata hai

Sid:- Shehanaaz

Sana bahar aati hai sid uska hat pakad kar rukata hai

Sid:- kya huva batayegi

Sana:- kuch nahi

Sid idhar udhar dekhata hai our smoking room mai dekhata hai koi nahi hota

Sid sana ka haat pakad kar use smoking room mai lejata hai

Sana:- kya kar rahehai  aap chodiye mujhe

Sid in mind:- aap

Sid table pe baith ta hai aur sana ko aapne lap pai baithata hai

Sana:- Sidharth chodiye mujhe koi aajaye ga

Sid:- aachaji aap , Shehanaazji aap batayengi aachank se kya hogaya hai aapko jo aap mairi itni ijat kar rahi hai

Sana:- matalab mai aapki ijat nahi karti haha wo tao hai hi bakvas jo karti hu

Sid:- aabe yar sana bolegi kya huva hai meri jaan kyu ghusa hai (sweetly)

What I have done baby? (With sad pout)

Sana:- teri koi galti nahi hai

Sid:- agar tune nahi bataya to mai aaysa khuch karunaga to fhir mat bolana

Sana in mind:- yaar kya karu

Sana:- khuch nahi teri friend mera dimag kha rahi hai tu use dur reh

Sid:- aacha kya kiya usne

Sana:- khuch nahi jane de chod mai hi over kardiya

Sid:- tujhe pata hai

Sana:- ha pata hai mai jab over karti hu to bohot cute lagati hu chal ab luggage room mai bhi luggage rakhna hai

Sid:- haha chalte hai par khuch chaiye mujhe uske baad jata hai

Tabhi bahar aane ki aawaj aati hai sana sid ke lap se uth jati hai

Paras:- are Tum dono aandar kya kar rahe ho pata hai ek time pe ek hi aloud hai

Sid sana ek dusare ko dekhte hai

Sid:- are nahi mai tha pehale yaha ye aabhi aai ye kya hai dekhane ke liye

Sana:- Paras mai smok nahi karti our mai ne dekh liya ye kya hai to byy

Sid:- Shehanaaz yaar ruk kaha jarahi hai mai bhi aaraha hu

Sana:- luggage room mai luggage rakh ne

Sid:- mujhe bhi rakh na hai chal
Dono waha se chale jate hai

Paras in mind:- are yaar ye bahv hi nahi deti iska khuch karna hoga

(Na Paras ji aayasa waisa khuch karne ka sochana bhi mat sid to rembo banaye ga hi but shero wali Mata na jag jaye stay in limit)

Luggage room mai hamare romiyo juliet kya kar rahai hai

Sid:- mai na aapna saman yaha rakhta hu

Sana:- mai kaha rakhu

Sid:- tu bhi yahi rakh jagha hai

Sana:- ha yahi rakhti hu

Sid sana aapna luggage rakhna shuru karte hai sana bag kholti family PIC dekhati hai our mom bolti hai sid use dekhata hai our use gale lagata hai

Sid:- abe moti ro mat yaar pehale din itna royegi to three months kaise rahai gi

Tabhi waha aarti aajati hai our un dono ko dekhati hai

Ye mai janu ya tu Zane, Ise baat ko koi kya zaneWhere stories live. Discover now