big boss 13 -6

2K 169 14
                                    

Ap:-to aapko ye saman hato se nahi to mu se paas karna hai
Mouth to Mouth

Sabhi HM shock hote hai but Arti khush hojati hai q ke uske side sid hota hai
Our sabse jyada shock sana hoti hai o Arti ko dekhti hai Arti has rahi hoti hai

AP:- to task start kare

Sana jhat se sid aapne jagha khada karti hai Arti ghusa hoti hai our HM and sid Shock hote hai our AP hasti hai

Arti:- are sana sid ki jagha hai mam ne kaha hai bed ke side khade hona hai

Sid samj jata hai our hasta hai sana ko dekh ke

Arti:- sid aap yaha aake khade hojaiye

Sana:- Nahi

Sub sana ko dekhte hai our sana sid ko

Arti:- aap hi boliye mam ise

Sana:- are wo mujhe dar lag raha hai mai task jaldi jaldi nahi kar paito plz yaar sid tu start kar

Sid bolne se pehale hi AP bolti hai

AP:- Arti rehane do use dar lag raha hai our aaisa koi rule nahi hai jai se bed par sote hai vaise hi khada hona hai bed ke according kade hosakte hai
Ok

Sid sana ko dekh ke aas raha hota hai our Amisha bhi hasti hai q ke Amisha ko sab pata hai jab bff ke bareme salman crue member se baat kar rahai the tabhi Amisha bhi vahi hoti hai unhe sab pata hai

Task shuru hota hai sid sana ko sub chije paas karta hai sana Arti ko

Jab ye sub chije sid paas karta hai tab sid sana ka haat pad kar rub karta hai us vajhase sana ke body mai shiver hota hai
Jab last countdown hota hai tab o fruit paas kar rahai hote hai sid jan Bush kar grapes leta hai jab HM last countdown ki vajhase hadbadi kar rahai hote hai our tab sid grapes niche giratina hai our sana ke lips pe kis karta hai sana ka mu khula khula reh jata hai sare HM aapne hi hadbadi mai hote hai to koi nahi dekhta bazar baj jata hai sana aapne sence mai aati hai our sharmajati hai
Sabhi HM saman dekh ke khush hojate hai

AP:- ok to aap log an chai bana sakte hai our mujhe bhi dijiye

Sana:- kya mai banau chai plz

HM:- ok

AP:- ok to tabtak sana chai banati hai hum garden area mai chalte hai

Sid:- chai banane ki duty meri hai to mai sana ki help karta hu

AP:- ok aap sana ki help kijiye (kan mai bolti hai)aur jara aapne aap ko control kijiye shuklaji

Our Amisha gana bolte huye garden area ki traf jati hai

Pardemai rehane do
Pardana uthao
Pardajo uth gaya to bhed khul jaye ga
Alha mari toba Alha mari toba

Our sid ko dekh kar aakh marti hai

Sid samaj jata hai our sana Confuses hoti hai

Sana:- kya bola tere kan mai unhone tuzhe our aaise gana kyu bolke chali gai

Sid:- khuch nahi (topic change karta hai) tujhe kya jarurat thi chai mai banaungi bolne ki jiski duty hai o kar tana jab dekho tab jagat mata bana hai

Sana:- tujhe kya lagta hai ki mai in lalu panjo ke liye chai banane wali hu

Sid:- haa

Sana:- nahi mai to mare kullu ke liye chai banane wali hu uski special wali chai (uske chicks pull karti hai)

Sid:- special chai kaise banyegi tera wo

Sana:- mera ek kaam karega

Sid:- ha bol

Sana:- ja our tere bed ke side mai ek bottle hai jispe tera naam likha hai wo leke aa

Sid:- kya he usmai

Sana:- tu leke aaye ga  ke mai jau

Sid:- ja raha hu meri maa

Sid bhag ke jata hai our bottle leke aata hai bottle seal hone ke kaaran wo khol nahi pata

Sana:- jaldi aana

Sid:- haa yele , kya hai ismai

Sana:- surprise

Sana bottle kholti hai sid dekhata hai jab sana chai masala chai mai dalti hai

Sid:- ye kaise liya allowed nahi hai bahar se khuch lana

Sana:- you know who am I ?

Sid:- I don't know who are u?

Sana:- that's why you don't know what can I do

Sid:- then tell me who are u?

Sana:- I am Shehanaaz Sidharth Shukla
The Sidharth Shukla's Wife

Sid:- aacha

Sana:- Tum mere pati ko jante nahi, uska bhot naam hai our log maante bhi hai use bohot to mai bhi thoda bohot uska naam use kar ke aapna kaam chala leti hu  khuch to fayda ho life mai Shehanaaz Sidharth Shukla hone ka

Sid:- right right right
Ab sach batayegi kaise our kab

Sana:- are khuch nahi mene bhi contract mai likhwayatha

Wo tujhe sir dard ka problem hai our tu tablet leta nahi to ye jaruri hai tere liye ye bola  big boss itne aache hai na jhat se man gai

Sid:- aacha, thanks meri jaan I love u

Sana:- tu bhool gaya hai ki hum 150 camera ke bich khade hai, jyada naatk mat kar maine aaisa khuch nahi kiya hai ye sab maine mere liye kiya hai tu thik rahega to mai thik rahungi samja,  chal chai ban gai

Sid:- humari chai mai leke aata hu tu baakiki leja

Sana:- ok

Sana chai leke chali jati hai , sid chai ka sip leta hai our chai mai ek chamch chini add karta hai lekar bahr jata hai sana sabke chai de rahi hoti hai

Sid:- sana ye lo tumhari chai

Arti:- sid wo mujhe do sana usmese lelegi

Sid:- nahi tum usmese hi lo ye uski hai

Sid  sana ko chai deta hai our aapni moty baby ke haat ki special wali chai enjoy karta hai sana use dekhati hai o kitne sukun se chai pi raha hai o hasti hai our chai pine lagti hai use samj aata hai ke sid ne  chai mai extra chini dali hai

   Sab log sana ke chai ki bohot tarif karte hai

AP:- Shehanaaz aapne chai bohot aachi banai hai lagata hai kisike liye bohot man lagake banai hai

Arti:- haha lagta Paras ke liye  banai hai manse bohot

Sana ko Paras ka naam sunke ghusa aata hai sid bhi Arti ko ghusese dekhata hai

Sana:- nahi aaise koi baat nahi mai aapne ghar pe aapne special logoko liye aaise hi chai banati hu our aabhi is ghar mai aap special hai na to aap ke liye banai hai our HM bhi mere aapne hai jab tak mai yaha hu to banai aaisa koi special nahi hai  ( sid ko dekhati hai sid sana ko dekhta hai our smile deta hai our blink karta hai)

AP:- hahaha mujhe pata hai (sid ko dekhati hai our hasti hai)

Sid sana ek dusare ko dekhate hai sana Confuses hoti hai

#################################

Yaar aap log padhte ho par like our comment nahi karte plz kizeye our mujhe meri faltiya batai ye

Mai pehali baar likh rahi hu aap mujhe comment kar ke suggestion de sakte ho mujhe aach lage ga


Ye mai janu ya tu Zane, Ise baat ko koi kya zaneWhere stories live. Discover now