In morning 8am
Sabhi HM aapni aapni mornings duties puri karte hai uske baad sabhi HM task ke liye tayar hota haiBajar bajta hai task shuru hota hai our pehela task skin ki bimari ka hota hai team A Shehanaaz or Mahira ko patient lete hai
Sid:- sana best of luck
Sana:- thank you kullu
Sid uske forehead pe kiss karta hai bajar bajta hai doctor Sidharth or Koina hote hai koina bolti hai mai sana ko karungi sid khuch nahi bolta our chuchap aandar jata hai
Use pata hai use game ke liye ye karna hoga game o aapni personal life nahi laskta our sana ko bhi nahi aacha lagega isliye o khuch nahi bolta sid or koina tochar karna shuru karte hai sid utana Mahira ko tochar nahi karta par koina sana ko bohot tochar karti hai (mujhe personaly aaisa lagatha aapko kya lagatha plz aap comment karke bataye mujhe)
Sana:- Sidharth yaar kya karah hai idhar aana baby
Sid:- ha baby aata Huna bas ye mahira uth jaye fhir humare paas hi aaunga
Sana ka confidence dekhkar koina or tochar karna shuru karti hai bahar sab chila rahe hote hai
Sana:- are ye to khuch nahi hai ise bhi jyada life mai saha hai
Our gaana bolna shuru karti hai sid sanako dekh kar khush hota hai
Mahira hilne lagti haiSana:- mahira tu mera haat pakad
Mahira sana ka haat pakad to hai tabhi bahar bajta hai our task khtam hota hai
Paras aata hai our mahira ki help karta hai sid sana ko help karta hai our use washroom mai lejata hai use khade kar ke washroom ke aandar choda hai our use kapde deta hai
Sid:- tu thik hai mai khuch
Sana:- ha mai thik hu tu ja mai karlungi
Sid:- ok
Sid bahar aata hai our smok karne chala jata hai our smok karke bahr aake baithta hai bajar bajta hai our dusara task shuru hota hai Arti sid ko bahar baitha dekhti hai our uske paas aake baithti hai
Arti:- kya huva sid kya soch rahe ho
Sid:- haa khuch nahi bas aaise hi
Arti:- task bohot aach huva na
Sid:- hmmmm
Arti:- Mahira bohot aacha kheli
Sid:- ha dono ne acha khela par sana to hili bhi nahi our Mahira ko hosala de rahi thi
Arti:- ha your right
Sid:- actually womans are physically or mentally stronger than man unhe mai sehaneki shakti bohot hoti hai isliye wo khuch bhi handal kar sakti hai jitna hum nahi kar sakte
Arti:- haa
Sid:- chal andar chalte hai
Arti:- ha chalo
Sidharth sidhe washroom mai chala jata hai Mahira washroom se bahar aati hai
Sid:- tumne task bohot aacha kiya (said hug karta hai)
Mahira:- tanks
Mahira wahase chali jati hai
Sid:- sana
Sana:- ha aai ek minute
Sid:- hmmm(sana bahar aati hai sid use gale lagata hai ) tu thik hai
Sana:- ha mujhe kya huva hai mai thik hu tu testinon mat le chal bahr chalte hai task shuru hogaya hoga
YOU ARE READING
Ye mai janu ya tu Zane, Ise baat ko koi kya zane
Fanfictioncome and read my sweet story which is about are lovely couple sidnaaz