part-43(Pal-: chalu mein jahaan jaye tu)

519 46 11
                                    

After some days everyone was sitting in Nandra mansion.

Dadi-: Avu.. beta kuch kahegi..

Am-: beta kuch puch rhe hai tujhse jawab de.. jiya kaise mili tum dono ko...

Avu-: woh.. bb.. ac.. actually jiyu 1.5 saal pehle jab hum Maldives ja rhe the tab delhi mein hospital mein hume jiyu mili thi.. her condition was worst at that time, uske mom dad ko kisine shoot kar diya tha and they were admitted in hospital... She was 2 yrs old that time kuch logo ne usse bhi maarne ki koshish ki thi par thankfully she was not harmed.. uske mom dad ki on the spot death ho gyi thi and as a doctor maine jiyu ki family aur relatives ki information nikali toh pta chala ki she belongs to a middle class family in a small city... And uski family, neighbours se contact karne par pta chala ki uski family ek joint family hai jaha par woh abhi bhi girls aur boy's mein difference karte hai and jiyu was the only girl child in their family... Woh log usse marna chahte the but uske mom dad ne kaha ki woh usse leke kahin aur chale jayenge but jiyu ki family ne unhe hi...

Aliya-: aur fir hume lga ki jiyu ko unko deke koi fayda nhi hai waise hi uske mom dad toh hai nhi ab so usse uski family ko dena mtlb uski jaan khatre(danger) mein daalna hai so humne usse apne paas rkh liya and Avu ne request ki thi ki jiyu ko kisi orphanage mein dene ki jgh hume dede aur if uski family se koi jiyu ke baarein mein puche toh unhe ye keh de ki she is no more... Hum logo ke paas iske alawa aur koi option hi nhi tha..

Avu-: yhi reason hai jiski wajah se woh aaj bhi darr jati hai jyada logo ke saath..

They all were hell shocked and angry listening it. They were not able to believe that in today's generation also there are people's who used to difference between boy's and girls and treat girls badly and thinks them a burden.

Sd-: vishwas nhi hota ki aaj bhi duniya mein aise log hai jo betiyo ko bojh samajhte hai...

Ad-: sach mein jabki betiyan toh vardaan hoti hai, gurur hoti hai, ghar ki aan, baan aur shaan hoti hai..

Jai-: aise log jo betiyo ko bojh samajhte hai unko toh badi se badi sakt(strict) saza(punishment) milni chaiye...

Rii-: aise logo ko toh jeena ka hi koi haq nhi hai...

Sid-: I think aise logo ko sabak sikhane ke liye kuch toh karna padega..

Anu-: mtlb jiyu ki family ko hume... Sid nods.

Dadi-: nhi.. koi kuch nhi karega, hume kisiko sabak nhi sikhana hai...

Sid-: par dadi..

Dadi(cutting him in between)-: nhi Sid.. kuch karne ki jarurat nhi hai kyunki isse bachi ko hi nuksaan pohochega... Aur aise logo ka koi bharosa nhi hota kab kya kar de... Bachi humare saath hai bohot hai... Uski zindagi se risk nhi lena hai...

Sid-: dadi aap shi keh rhe ho par jiyu jaise najane aur kitne bache honge jo...

Dadi-: dekh beta tujhe jo karna hai woh kar lena par abhi nhi... Pehle jiya ke baarein mein socho aur tum mein se koi aise harkat mat karna jisse jiya par kisi bhi tarike ki musibat aa jaye..

Avu(fearfully)-: dadi is correct.. dad, uncle, bhaiya, Sid, please kuch mat karna.. I don't want to loose her... They all nods.

Sid-: dad I think hume jiyu ka naam change kar dena chahiye... Kyunki uske naam se uske parivar wale usse dhund ke maarne ki koshish kar sakte hai...

Sd-: hmm... Jai ki shaadi ke baad hum jiyu ka naam change kar denge and from now woh humari family ka part hai..

Ad-: ab hume uske dil se ye darr nikalna padega and usse strong banana hoga..

Superstar's Secret Love(Book#1)-: A Sidneet ff🔥🔥🌊🌊(Completed ✅) Where stories live. Discover now