The MishBir Wedding

604 74 29
                                    

After the party gets over...Everyone reaches to their respective home....
Maheshwaris were all busy...doing shaadi preparation....Rajvansh people dont want to sleep today..they are all in hall and singing songs...
Nanu- arrey sab yahan hai..par ye dulhe raja kahan hai?
Abir????
Kahan hai tu??
Kunal- Nanu bhai to abhi apni cycle leke kahin gye...hai..
Nanu- ye Abir Cycle leke jata kahan hai..subah bhi gaya tha...
Kunal- Nanu aapka ye detective dimaag ko thoda aaram dijiye kahan jayenge bhai..gye honge mishti se milne...
Nanu- Arrey abhi to mila tha....
Kunal- Nanu....aap chaliye...neeche kuhu aayi hai..hum sabke liye sherwani leke..aapki vajah se me bhi nhi mila..
Nanu- haan kuhu aayi hai na isiliye..
Chal...nanko kahin ka..
Kunal- nanu...aap bhi..
(Nanu and Kunal...come back in Hall and saw kuhu with designer who bought beautiful clothes for everyone)
.
.
Nanu- waah kuhu..event management ke sath Fashion designing bhi...
Kuhu- Nanu mere har event....me designing yhi karti hai..and she is the best ...
Nanu- waah..isme to me handsome dude lagunga..ae nanko teri nani jal to nhi jayegi...
Kunal- Kuhu...mere kapde..(ignoring nanu's talk)
Nanu- kuhu beta pehle isko dede vrna..kisi aur ka number nhi aayega..
Kuhu- kunal tumhare liye special aao...
(Kuhu and kunal departed to..their room)
Ketki and atul- ohhh..bhai ko special..
Kuhu- ketu....samajh yar..
(Kuhu teasing kunal)
.
.
Maheshwari mansion..
Vishamber - shaurya ki maa...maine pandit ji se baat krli...hai..
Shaurya- bauji caterers se baat ho gyi...
Varsha- Aur kuhu ke event wale to aa bhi gye abhi se decoration karne...
(Rajshri was in her own thoughts she was looking at the photograph....of mishti...)
Vishamber step forward...and put his hand on her shoulder..rajshri wipes her tears..)
Vishamber- kya hua?
Rajshri- betiyaan to parayi hoti hai...par jab bhi unki vidaai ki ghadi pass aati hai to lagta hai...koi dil nikaal ke leke ja rha ho...
Pehle akshara...fir naira aur ab mishti....
Vishamber- ye kisne kaha betiyaan parayi hoti hai..wo hi shi maayne me apni hoti hai... jo sanskar hum unhe dete hai..unhi se wo ek naya sansar ka nirmaan karti hai...
Aur vidaai...hamari beti ki ho jarur rhi hai par wo kabhi iss ghar se juda nhi ho payengi...
Rajshri and vishamber hug each other and cry together..shaurya and varsha too...
.
.
Jasmeet came down...
Jasmeet- arrey ye to very good hai ji..vidaai to kal hai..aur yahan abhi rona dhona..
Dekhiye aaj koi nhi royega..nhi to mishti sabko dategi..ye instruction ussi ke hai..
Vishamber- ye to thk hai...par hamari gudiya hai kahan...wo..abhi thoda bahar gyi hai..par aate hi sb khabar mujhse legi..
They all laugh and again started their own respective works..
.
.
Abir- How is that possible...rajveer..?
Rajveer- mujhe bhi samajh nhi aa rha but wo bomb blast ke waqt jo shaks wo scooter park karke gya tha...wo ek anti nationalist student...uske khilaaf already cases chal rhe hai...aur khabar mili hai...ki wo kashmir ke liye kl hi nikal gya yahan..se
Mishti- kashmir...par achanak kyun..?
Rajveer- pta nhi shayad usse pta lg gya ki hame uss par shak ho gya hai..
Abir- mujhe samajh nhi aata...hum dusro se lad skte hai..par apno ko apnepan ka ehsaas kaise dilaaye...damn...
Mishti- lekin usse ye kaise pta chala...?
Rajveer- yhi..to jaise humne plan kiya tha sab kuch waisa tha fir kaise..?
Flashback
On the day of Bomb Blast...
After checking the CCTV footage...it was cleared that he was a student and was studying in university living in hostel..but because he was masked the person was not revealed...
Abir asked two of his officer to check.....and interrogate the students and people around...and ask them about the same..
One of the chai seller informed them...that one guy on every friday come to pick something from common parcel box located near that thadi...
Next day Rajveer and manav both waited outside as it was friday..and the person come to collect..something....
They were about to catch him...but aditya came..and they both distracted and he rans away...and the very next day he had left the..city..for kashmir..
.
.
Present Day
Mishti- kya soch rhe hai sir...?
Abir- Rajveer.. uss din wahan aditya..kaise tumne bulaya?
Rajveer- nhi sir....
Manav- Sir..hum me to koi nhi par shayad jab hum feroz sir ko briefing de rhe the phone pe tab shayad..Aditya wahi tha..
Mishti- Aditya ka inn sab se kya lena dena..?
Abir- (he gave her look)
Manav rajveer lets go...
Rajveer- par kahan...????
Abir- Adi ke ghar...
Mishti- Sir..
Abir gives mishti a gun...
Abir- lets Go...
Misti unable to understand...
They reached to his flat...
But he wasnt home...it was locked..
Abir- Manav lock tod de...
They entered...
It was an empty house...
Mishti- ye sab kya hai..adi kahan hai..?
Abir- wo bhaag gya...
Manav search kar kuch to milega...
Manav- ji Sir...
Mishti- what is going on...please tell me..
Abir- Mishti I will tell you everything...
Manav- Sir yahan adi ka passport hai...
Rajveer- Not a great news...maine mere sources se pta karaya....hai..adi boarded a flight to kashmir... Naam badal kar..
Manav- kis naam se sir
Abir- asfaq Ansari
Rajveer manav mishti shocked...
Rajveer- tumhe kaise pta?
Abir- jab main 2 saal pehle aditya se mila tha...mishti ke college me....surat..me main usse ache se janta bhi nhi tha..bas mishti hi hamesha uski baatein karti thi..wo academy me tha par kabhi mulaqaat nhi hui..par jab hum mile..mujhe wo kuch ajeeb laga..aur mujhe hi nhi manav...rajveer koi usse pasand nhi karta tha...ek mission me wo mere sath..tha....tab mujhe usse thoda janne ka mauka mila..hamari  kabhi nhi bani...aur mission ke last me mujhe yeh ehsaas jarur ho gya tha..ki wo sirf baatein bana skta hai....aur kuch nhi....
Usne kabhi apni family ke baare me nhi baataya..na kabhi apne bachpan ka jikr kiya..kisi se bhi nhi....yahan tk ki mishti ko bhi nhi...kyun mishti?
Mishti- Maine usse bht baar pucha..par uska har baar ek hi jawab tha..ki ek din mujhe apne gharwalo se milwayega....par Sir ye sab uska yun naam badalna...ye kya hai...
Abir- Iss baar ye sach hai mishti...Aditya nhi ashfaq Ansari.....uski yhi asli identity hai...
Jab se usne academy join ki hai...
Wo hamare decision kabhi agree nhi hua...
Usse hamesha lagta tha iss desh me kuch communities ke sath bhed bhaav hota hai...
Fir maine...
Maine parth ko aditya ka mobile hack krne ko kaha..main janta tha ki kuch to aisa hai...jo hame nhi pta..
Parth ne saari information nikali aur mujhe bataya ki adi ke pass pakistan..kaabul..aur kashmir se phone aate the..
Bomb blast ke baad maine shadab ko chupa ke rakha..lekin shayad adi ko shak ho gya tha..mujhe shadab ko iss city se dur..rakhna pada...
Aur 2 din pehle mujhe pta chala ki manav aur rajveer ka mission pura na hone ki vajah bhi aditya hi tha...
Wahi ek secret agent hai...
Aur fir aaj...engagement ke baad mujhe ye msg aaya...
"Khuda hafiz Abir saab...jldi hi mulaqaat hogi"
.
.
Usse pta tha ki mujhe sab pta chal gya isiliye wo yahan se bhaag gya....par shayad wo ye bhul gya..ki Mera naam bhi Abir Rajvansh hai..maine pehle hi ek banda uske peeche lagaya hua hai..kashmir ki pal pal ki khabar wo hame dega..
2 din me khud kashmir ja ke..unn dono ko leke aaunga..
..
.
Mishti had tears knowing how she failed to know..How she always fought with Abir for Adi..How she care for him always..
She was remembering amazing moments they both spent....
.
Abir- Mishti main janta tha ki jab bhi tumhe pta lagega tumhara Dil toot jayega....
Kyunki chahe Dosti ho ya pyaar..tum hamesha..apne rishon ki respect karti ho....
.
Rajveer- par kl tum dono ki shaadi..hai..aaj ke liye bht ho gya...ab tum dono kl ki socho..aur kashmir hum dono chale jayenge...
.
Mishti- nhi nannu....iss baar me Aur Abir sir ek sath jayenge...ek aur jaruri kaam hai..
Abir- haan rajveer iss bar is mission ko khatam karna hi hoga..ye aakhiri daav hai...chaal hum chalenge..aur iss bar.....maat unki honi hai..
..
.
Rajveer- Theek hai..par hum bhi sath aayenge..
Manav- haan sir
Abir- theek hai..Manav Kashmir ki parso subah ki flight ki tickets book krana..
Manav- Sir Shaadi me to bulayenge na..
Abir- nhi..
Manav - kyun??
Abir- kyun tu..kebab me haddi hai..
Mere Romance ka dushman..
Pta nhi shaadi hone bhi dega ya nhi..
Manav- Sir..
Abir- mazaak kr rha hun....subah pahuch jana..mishti ke ghar bht kaam hai.
Mishti still in deep thoughts..
Rajveer- chale mishti??
Mishti still sad not smiling...
Abir assures rajveer that he will drop mishti..
Rajveer and manav leave the place..
Abir- mishti..he touch her from back..
Mishti back in senses...
Mishti- haaan..
Abir- kya hua...?
Mishti- had tears..in her eyes..
I am Sorry Abir..
Abir- kyun..tum pagal ho kya.....
He hug her...and
He takes her from there....and take her to lake side..
They both sat...
The clock strikes 12..in midnight
Abir- Mishti Finally....aaj hamari shaadi hai..
Mishti- (hug him tight) and cries..
Abir- dekho....maana ki ladkiyaan apni vidaai me bht roti hai...lekin main nhi chahta tum ro..yar fir mujhe bhi rona aa jayega..
Mishti- Abir. Tumne mujhe kitni baar roka par main kabhi samajh hi nhi paayi..
Abir-- mishti aaj hamari shaadi hai..aur aaj sirf hamare baare me baat hogi..aur yaad hai na..hamari first night bhi to hai...
Mishti- smile...a bit
Abir- First night ke baare me soch ke to bdi smile aa gyi..
Mishti- shut up ajeeb rajvansh..
(They both hug)
Abir- chalo mishti ghar jao..aaj tumhara haq banta hai ki tum apna yeh time bade papa aur badi maa ke sath bitao...
Mishti- hmm....
Abir- chale..?
Mishti- dar lag rha hai Abir..
Abir- kuch nhi hoga mishti..main hoon na..chale..
(They reached to maheshwari mansion)
Mishti open the gate....
And about to leave..
Abir- good night Angry Chorni...
Aaj ke liye..tum mishti maheshwari ban ke raho..
Kl ka chand ye Abir Rajvansh apni patni Mishti Rajvansh ke sath hi dekhega...
Mishti kissed his hand...and enters the mansion ...
.
.
Bade papa and badi maa were in their room..mishti knocks the door..
Badi maa-(without looking) mishti..
Mishti- main kabhi surprise de paungi ya nhi..har baar aapko pta chal jata hai..
Badi maa- meri gudiya rani ke kadmo ki ahaat mujhe nhi aayegi to kisse aayegi...
Bade papa- mishti beta..ye apki badi maa aaj bht pareshaan kr rhi hai..baat baat pe rone lg jaati hai..
Mishti- kyun badi maa...( and she also cries)
Bade papa- ye kya aap bhi...(and he also cries) full night they didnt sleep...
.
.
Abir..reached to rajvansh house and head to his room..where nanu was doing some chanves in his room..
Abir- nanu aap itni late soye nhi..aur ye kya kr rhe hai...
Nanu- gadheda tere room me jagah bna rha hun...mishti ke liye..wo aayegi to kaise rahegi..
Abir- waise hi jaise me rehta hun...usse kuch bhi badlne se sakt mana kiya hai...aur rhi baat jagah ki to adjust to karna padega usse..
Nanu- wo kyn karegi tu karega
Abir- waah nanu abhi se party badal li aapne...
Nanu- ek baat bta Abir....maine bht si love stories dekhi hai..real life me bhi aur movies me bhi..par tum dono jaisa nhi dekha...
Me ab bhi yhi sochta hun ki tujh jaise gadhede ko mishti jaisi ladki kaise mil gyi...
Abir- ye to aap sach keh rhe ho nanu..but kya hai na..uski jaisi dusri hai hi nhi..wo single piece aisa duniya me...
Par hum ye baatein kyn kr rhe hai meri shaadi hai..aaj...
Finally
Meri mishti mere sath hogi hamesha ke liye...
Nanu..u believe that..
Abir..got the call....He came out to talk...
Abir- Hello
Man- Mr. ABIR.... Raghavan here..chief of Anti Terrorist Unit..
Abir- Sir...Long time..How r you Sir?
Raghavan- This is not the good time to ask
Abir...India is in Danger....
And Now Your Country needs you..
Abir- Sir ye baat aap bhi ache se jante hai.....Meri har koshish apne desh ko bachane ke liye hi hai...
Raghavan- I know..aur tumhari report ke hisaab se ek secret agent already NIA ka part tha...aur pta nhi kaun kaun si details uske pass hai...
Abir- I know Sir Aap Chinta matt kijiye..main aur meri Team Kashmir ke liye nikal rhi hai....
Raghavan- Abir...Maine Feroz ko kaha tha ki wo tumhe defence me aane de...par wo hai ki tumhe chodne ke liye taiyaar hi nhi...
Abir- Sir ye to aap jante hai..main front me rehna jyada pasand marta hun..maine NIA koi bhi perks ya perquisites ke liye join nhi ki..
Meri ladai aaj bhi desh ke liye hi hai..aur hamesha rahegi..
Raghavan- Main tumhe tumhare mission ke liye..all the best kehta hun..aur mujhe kehne ki jarurat nhi hai...main aur puri army tumhare sath hai..
Abir- janta hun sir...
Raghavan- Abir...
Jai Hind
Abir- Jai Hind Sir...
Mission kamyab jarur hoga...
Main rahu na rahu...Hindustan...ko jhuk ne nhi dunga...
Raghavan- Kashmir me Tumhare liye BSF aur Air Force Dono ko alert pe kr diya hai...
Abir- Sir Aap Jante hai...mujhe hamesha se hamari force pe proud hai..aur rahega..
.
.
(Nanu was listening all the convo)
Abir- Nanu...
Nanu- Abir..Tu Kashmir ja rha hai...kaun sa mission hai ye...Tu pagal hai kya aaj teri shaadi hai....aur ye kya tha..main rahu ya na rahu..
Tu kahin nhi ja rha hai..
Main tujhe jaane nhi dunga..
Abir- Nanu Nanu rukiya..idhar aaiye..
Meri Shaadi hai..to Shaadi hogi...
Main kashmir ja rha hun..
Par aaj nhi kl...
Aur nanu aap bhi jante mere liye mera desh pehle...hai...baki sab rishtey baad me..
Nanu- Mishti ka kya....uski to soch....uski haathon ki mehandi bhi nhi uteregi....uske sapne...har ladki sapna hota hai..uske naye ghar ka sapna...nyi zindagi uska kya...
Abir- nanu mishti janti hai mera farz hamesha pehle hai....
Shayad aap nhi jante mishti bhi iss mission ka hissa hai aur wo bhi mere sath jayegi...
Nanu- kya??? Ye tum dono kr kya rhe ho...uske gharwale kabhi nhi manenge...
Abir- Nanu Ab iss waqt sabse zyada jarrori ki hum hamare desh ke liye lade...jiske liye ab tk itni mehnat usko beech me nhi chod skte...
.
.
On the other Hand..
Mishti Also tell Bade papa and badi maa...
Badi maa...become weak listening that...but bade papa was quite confident as Abir and mishti will be together and no one can hurt them if they are together..and now..badi maa dont want leave mishti for one minute..also..
.
Mishti messaged Abir..
That she told about their departure to kashmir to bade papa and badi maa...and bade papa wishes them luck..and want them to win and come back...and then we will have grand party..
Abir showed the message to nanu...
Who is still not convinced....
.
.
Its Morning...
Everybody getting Ready For baraat in Rajvansh Mansion...and welcome in Maheshwari mansion...
Nanu looks little worried..but when he saw Abir in Dulha attire..he blesses him..and cried..the day has arrived...they did all the rasams and Abir get on the horse... dancing all the way..he is the happiest groom today...
He is dancing while sitting on the horse...

Dreams do come trueWhere stories live. Discover now